Introduction
Assalamu Alaikum dear member Kya हाल-चाल Hai Main Amit karta hun aap sab log khairiyat se Honge aur Market Mein uska kam bhi kar denge der market Mein kam karne ke liye aapke pass Achcha knowledge Aurat period Hona bahut jaruri hai Jitna Achcha aapke pass college Hoga utna hi Achcha profit kar Sakoge aur uske साथ-साथ main aapko batata hun main aapke liye ek naya topic market Mein Lekar Aaya ummid sthapit Kiya aapko Kafi Jyada fayda Hasil Hoga yah Apne topic ki taraf Chalte Hain
Bullish Abandoned Baby candlestick pattern Doji star candle stick pattern ki hi tarah hai, jo trend reversal (billish trend to bearish trend) k leye istemal hota hai. Bullish abandoned baby candlestick pattern me aur doji satar candle me bas sirf itna faraq hai, k is pattern me banne wali teesri black (bearish) candle aur doji star candle me kahli jagah (gap) ban jata hai. Ye gap market me seller ka dabao hota hai, jo market ki qeematon ko nechay dakhel deti hai (push karti) hai. Pattern teens candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo prices k downtrend ka ishara deti hai. Pattern ki dosri candle aik doji candle jo ziada tar doji star candle hoti hai, pehli candle se nechay gap main banti hai. Pattern ki teesi candle jo k trend reversal ka bhi kaam karti hai, aik long real body wali bullish candle hoti hai, jo k dosri doji candle se above gap main open ho kar higher par ja kar close hoti hai.
Pattern ki Pehchan k Rules
Bullish abandoned baby candlestick pattern price k bottom ya low prices me banta hai, q k ye aik bullish trend reversal pattern hai.
Three-River Evening Doji-Star pattern us waqat bullish abandoned baby pattern me badal jata hai, jab doji star candle aur bearish candle k darmeyan gap ban jaye.
Agar bearish candle ka shadow banta hai to wo bhi doji candle k lower shadow ko overlape na karen. Yani is ka matlab hai k doji candle se bearish candle mukamal alag honi chaheye aur gap wazih hona chaheye.
Pattern bullish trend k bad qeematon k top high position pe bannega.
Pattern ki 1st candle bearish trend k mutabiq black hoti hai.
Pattern ki 2nd candle aik doji candle hoti hai, jo k 1st candle se lower side par gap me banti hai.
Pattern kiblast ya 3rd candle aik bullish candle hoti hai, jo k 2nd doji candle se upper side par gap me aur 1st candle k parallel me banti hai.
Pattern ki Tafseel
Bullish abandoned baby candlestick pattern k pattern same to same dekhne main "Morning Doji-Star Candlestick Pattern" jaisa hi hai, lekin iss pattern main doji candle dono candles se nechay gap main banti hai. Bullish abandoned baby candlestick pattern low prices main bullish trend reversal ka sabab banti hai, jo k teen candles par mushtamil pattern hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jiss k bad aik doji candle nechay gap main banti hai aur last par aik bullish candle hoti hai jo k doji candle se above gap main banti hai. Doji candle aur dosre candles k darmeyan lazmi gap ka wazih hona zarori hai, jiss main candles ka shadow bhi nahi ana chaheye.
Bullish abandoned baby pattern qeematon ki strong reversal ki taraf ishara karti hai, market ki qeematen bearish position pe move hona shoro kar deti hen. is pattern me traders k pas moqa hota hai, k wo market me sell k trades se entry karen. Ye pattern banne k bad trend ki confirmation ho jati hai, jis k bad qeematon ka ger jane k bohut ziada chances hote hen. Agar teeari bearish ya black candle aur doji star candle k darmeyan gap nahi banta to us sorat me 4th candle ka intezar zaror karen is se trend ki confirmation ho jayegi. Stop loss k leye dogi star candle ka top select karen. Ye pattern low prices area main abnne ki waja se prices ko upward push karta hai. Bullish abandoned baby candlestick pattern par entry se pehle pattern k baad aik bullish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k teesri bullish candle k baad aik real body ki candle honi chaheye. Pattern par trading k dawran stop loss ka istemal zaror hona chaheye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим