Introduction
Ham der member Kya हाल-चाल Hai Main Amit karta hun aap sab log khairiyat se Honge aur Peeth Mein Achcha kam bhi kar rahe ho market
Mein kam karta hai utna hi Achcha profit Milta Hai profit ke साथ-साथ vah Ek acchi earring bhi kar sakta hai dear main aaj aapke pass Ek Naya
topic Lekar Aaya ummid Hai is topic se aapko Kafi Jyada knowledge Pasand hoga
Dragonfly Doji Pattern
Dragonfly doji candle family ki ek qisam hai, jis main doji candle ki shap ek dragonfly ki tarah bantti hai.
Jab bhi prices ek matlobba timeframe me trading k dowran apne open point se bearish janne k baad wapis
apne open position par ya us k qareeb band ho jaye to ye ek dragonfly doji candle bantti hai. Yanni dragonfly
doji candle main prices ka open aur close position to aik hi hotta hai, lekin low side high ki nisbaat bohut zyada hotta hai, aur
ya ye bhi dekhne main melta hai, k is candle ka high price hotta hi nahi hai. Dragonfly doji candle main prices pore din tak sellers
k hath main rehtti hai, lekin pher bhi ye close apne aghazz k position par hotti hai.
Candles Formation
Dragonfly doji candle hai, is waja se ye candle aam tawar par neutral hi tasawar ki jatti hai. Lekin aggar ye
downtrend main ban jayen ya jahan ye prices bohut low ho to ye candle aik bullish candle shummar hotti hai.
Dragonfly Doji candle k open aur close aik hi hotta hai, lekin candle k lower side par aik long shadow ya wick hotti hai. Ye wick prices k bearish trend ki kamzorri aur trend reversal ka ishara hotta hai.
Dragonfly doji candle main prices na to bullish body bannati hai aur na hi bearish, yani open aur close same point hi hotta hai. Lekin ye candle is waja se bullish tasawar ki jatti hai, q k bearish trend ya lower prices ko mazzeed nechay janne se mustarad kia jata hai. Dragonfly doji candle bohut kaam hi prices main bantte hen, is waja se aggar is candle ki open aur close aik jaisa na bhi ho, lekin aik dosrre k qarreeb ho to ye bhi analyst dragonfly doji candle main shamil karrte hen.
Trading
Dragonfly doji candle single formate ki dogi candle hotti hai, jo k short timeframes main to bohut
ziadda bantti hai, lekin long timeframes main kam hi dekhaye detti hai. Short timeframe main is candle ki koi
ahmeyat nahi hai. Long bearish trend main banne par ye candle bullish trend reversal candle tasawar ki jatti hai.
Traders k leye zarorri hai, k aik to dragonfly doji candle ka timeframe H4 se kam na ho, dosra ye downtrend ya bohut
low price area main banni chaheye. Candle par buy ki entry hogi lekin trend confirmation k leye aik bullish candle ki zarrorat hogi.
Stop Loss Dragonfly doji candle k low prices yani wick k sab se last price pe set hoga.