How to identify change in Market Trend?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to identify change in Market Trend?
    Assalamu alaikum dear forex friends ummid Karti Hun ki aap sab khairiyat se honge aur forex market mein achcha kam karte hue achcha profit hasil kar rahi honge dear Ham sabko pata hai ki jab Ham is business mein kam karte Hain to hamen train patterns ke bare mein complete information aur knowledge hi market ko acchi tarike se analysis karne mein help out karta hai isiliye aaj Ham baat karenge ki kaise market rent ke change ko identify Kiya jata hai.

    What is Trend?

    Dear friends agar hum baat kare trend ki to basically trend market ki regular basis per direction ko kaha jata hai aur direction ko find out karne ka naam trend identification hai jab aap market rent ki baat Karti Hain to iska matlab yah hota hai ki market mein kaun sa tent hai yani market ka ruzan kis taraf hai vah upward mein move kar rahi hai ya downward mein.

    Click image for larger version

Name:	USDCAD-the-scope-of-a-trendline.png
Views:	9
Size:	115.5 کلوبائٹ
ID:	12555533

    Identification:

    Dear friends Forex trading market mein jab aap market trend ko find out karte Hain to definitely aapko maximum advantages hasil hote Hain isiliye market ko identify karne ke liye train reversal se related bhi acchi information available hoti hain jinki madad se Ham market friend ko acchi tarike se samajhte hue uske mutabik action lete hain aur Market se achcha profit hasil kar sakti hain kyunki yah Ek important factor hota hai Kisi bhi market ko samajhne ke bad usmein entry lena .

    Trend reversal on Resistance Level:

    Dear friends jab market up trend mein moment kar rahi hoti hai aur ek strong resistant se rebond Hoti hai to usmein bhi aapko trend reversal ki detail information available honi chahie kyunki jab market mein aisi situation aati hai to use waqt entry find out kar lena aur fir market se achcha profit hasil karna Ek acchi trader ki nishani hoti hai.

    Trend reversal on Support Level:

    Dear friends jab market extreme support level per hoti hai to use waqt aapko major sport ka naam bhi deti hai jab market aisi situation se ab trend mein jaati hai to aisi situation mein market mein temporary aur permanently trend change ho sakta hai to surat mein liya jaane wala Ek achcha step aapko achcha entry point dila sakta hai.

    Effects of news on forex market:

    Friends jab aap for excreting market mein kam karte hain to aapko is bare mein acchi tarike se andaza Hoga ki jab bhi Koi strong news aati hai to uski vajah se market ka Trend change ho jata hai ya market ki movement fast ho jaati hai jiski vajah se market agar upwold mein move kar rahi hoti hai to surat mein bhi aapko achcha profit mil sakta hai aur agar down word mein moment karti hai to use waqt bhi aap market se achcha profit hasil kar sakte hain isiliye trend ko samajhna aur uske mutabik action Lena aapke liye bahut fayda mand ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	the-trend-is-your-friend_body_USdollarupwardtrendlineexample.png.full.png
Views:	43
Size:	22.8 کلوبائٹ
ID:	12555534
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to identify change in Market Trend?

    Forex trading market mein agar aap kamyabi hasil karna chahte hain to ismein market mein trend ki complete information aapke liye most important factor ho sakti hai jab tak aapko market ka trend ka completely Idea nahin ho jata use time tak aap market mein kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte hain isliye aapko market mein hamesha jyada se jyada der hokar apni trading karne ke liye market ke trend ko identify karne ka idea hona chahie.

    Market Trend

    Jab aap market mein market ka trend find out karte hain to ismein aapko yah information milati hai ki market regularly basis per kaun si direction mein apni movement complete kar rahi hai Jab aapko market mein yah Idea Mil jata hai ki market mein kaun si movement Ho Rahi hai to aisi condition mein aap market mein bahut acchi entry Le sakte hain Jab aap market mein entry lete hain aur account per acchi trading karte Hain to uske against definitely aapko bahut achcha profit available ho sakta hai.

    Types of Trend

    Definitely market mein Jab aap train ki information hasil karte hain to ismein aapko yah bhi Idea hona chahie ki market mein trend ki kitni type hoti hai yah most important information hoti hai jismein aap apni decision making ko best aur perfect banaa sakte hain Jab aap market mein trend ki information hasil karna chahte hain to ismein aapko yah Idea milta hai ki market mein aapko teen different types ke trend available hote hain jinki information yah hai.

    1 : Uptrend
    2 : Down Trend
    3 : Sideway Trend

    above mentioned market mein teen different trends hote hain jismein aapko yah pata chal raha hota hai ki market ki movement kaun si position mein ja Rahi hai Jab aap market mein isko acchi tarah learn kar lete hain to aapko yah bhi Main pata chal jata hai ki kaun se train mein aapane working karni hai aur iske sath side bhi trend mein aapane market se avoid karna hai.

    Identification for Trend Reversal

    Jab aap market mein market ke trend ko change hote hue absorb kar lete hain to aap market mein bahut acchi entry find out kar lete hain aapko hamesha market mein jyada se jyada profit hasil karne ke liye trent rever sel confirmation Lena hoti hai aur iske liye candle stick pattern aapke liye bahut jyada helping platform provide kar rahe hote Hain Jab aap market mein kisi acchi candles take pattern ki base per current reversal ki information hasil kar lete hain to uske bad aapko market mein bahut achcha profit mil sakta hai.

    Importance

    Jo members market mein trend ki base per entry le rahe hote hain vah definittely bahut achcha profit hasil kar sakte hain kyunki market mein aapko jyada se jyada advantages hasil karne ke liye regularly basis per apne analysis ko complete karna hota hai aur Market mein Jab aap is factor ko study karte Hain to definitali aap iski importance ko aasani ke sath understand kar sakte hain aur iske accordingly apni working kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	Trendline.png
Views:	24
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12419394

    اب آن لائن

    Working...
    X