analysis kr k hi trade open ki jay na k trade oepn kr k umeed lagai jay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    that is the right many traders do the same they open the trade without the any kind of the indication or analyses then hope for the best that their trade will go in the profit but actually that is not the right in this way they face the loss
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Yes, it's stupidity If someone thinks that he or she can make money in forex market just by luck or chance so then they are really wasting their time,money and their efforts. Forex trading isn't possible without proper analysis.
      • #33 Collapse

        han sr ji kisi bhi trade ko open karne se phele achi tarha market ko analysis karna chiya but ager ap ko theek tor market ko analysis nahi karna ata tu ap ko is ka loss bhi hota hai tu dekhna ye hota hai ke ap kis tarha se analysis karte hain then koi umeed kar sakte hain
        • #34 Collapse

          yes ap k forex trading main himasha alaysis ker ky trade kerna chiye na ky bad main umeed kerte raho khoe ky jab sahi analysis ky sath trade lagiye ho tu per trade postive main jata hai
          • #35 Collapse

            apny ap ko experience krna aor khod market kay bary main fully updates rkhna acha hota ha baje is kay keh ham dosron ka devolpment ko dekh kr un ki trah kam krain pehly khod ko acha bnain to sahih ha.
            • #36 Collapse

              yes brother aap theak keh rahy ho buhat se log ye umeed laga kr trade kr daity hain meri tu qisamt buhat strong hai main tu kamyab hota hon always lekin forex trading main luck ko use krna theak nahi hai aap achi tarah se forex ki learning kro practice kro phir total analysis krty huye trade kro phir iss se umeed lagao profit ki or in sha allah aap ka target bhi poora ho ga iss tarah se trading krny se
              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
              • #37 Collapse

                Ye to forex ka bohat hi aham gur ha k analysis kar kay strategy bana kay hi trade lagai jaye. Trade laga kar market per umeed rakhna business ka usul nahi ha, han agar by chance profit ho jaye to bat or ha, warna loss bhi ho sakta ha...
                • #38 Collapse

                  to ham is main zaror kamyab hosakte hain kiun ke har jaga luck hamara sath nai deta hamen apne mind aur market ko watch karte howe hi selp disise us per trade lagwo to IN Sha Allah ap ko faida he ho ga or profit ko kanche kar ap k pas la aey ga
                  • #39 Collapse

                    je han jis time hamry pass forex ka aik best knowledge or experience hoga to ham ko us time he trading ko sero karna chye agr ham log bager knowledge ke trading ko join karty hen to loss ke sewa koy or umeed lagna bekar he.
                    • #40 Collapse

                      Salam Forex Trading mere Leahaz se aik mind game hai aur is me trading krny k lye ye bat janna bht zarori hai k ap jo trading lgany ja rahhy hain us me apko advantage hai b k nai.is lye trade ko analyse kar k phr tarding lgaye jae.thanks
                      • #41 Collapse

                        my point of view se huma pahle market ka analysis karna chaye or news ko dhakna chaye phr market ko watch kar k jahan ap ko laga ye trade ap ko profit da skati hy analysis kar to ap apne analysis k knowledge se us per trade lagwo to IN Sha Allah ap ko faida he ho ga or profit ko kanche kar ap k pas la aey ga .
                        • #42 Collapse

                          yes sir mein agree karta hun ap ki bat sy ap ny bohut achi bat ki hy is mein aisa hi karna chahye kio k aik achy trdaer ki yehi nishani hoti hy k woh trade karny sy pehly hi analysis karta hy tab trade karta hy.
                          • #43 Collapse

                            brother trade open kar k umeed rakhna yeh bewaqoofi hai kiyun k forex umeed par nahi bil key analysis par chaltha hai aur jitni achi appki skill hogi market ko read karney ki uthna hi acha appka trade rahaega isliya market ko observer karna seekhien aur market ki analysis karna seekhien phir us k baad hi trades open karien is tarah appko nuqsaan nahi hoga koi b.
                            • #44 Collapse

                              App nee bilkul thee kaha hai hum jaab bhi trade ko open karei too hamein hamesha logical points per trade koo open karna chaiyee aur hamein chaiyee kee hum pehlee market kee trend koo achi tarhan identify kar lein aur ess kee liye hamein indicators koo bhi use karna chaiyee
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                ji bilkul ap jab bi trade open kare phlae achie tra se market ko watch kr lae k market kis traf ja rahie hai or aglae kuch ghanto me market kha jae gi, sari cheezo ka achie tra se analysis krne k bad hi ap ko trade open krna chahiea.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X