analysis kr k hi trade open ki jay na k trade oepn kr k umeed lagai jay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    Sab experienced trader hamesha market ko analyes kar he trade open karty hain, New member jin ko experience nahi hota wo asy he trade start kr dety hain jis ki waja sew un ko loss hota hai or wo dilbardasta ho k trading k business ko bura samjhty hain. Is ly her new or old sab traders ko hamesha trade open karny se pehly market analysis zaror kar lena chahy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      han bilkul bhai jan sahi baat hai yeh to kiun ke analysis ke baad trade lagane me profit hai or aese he bina soche samjhe trade laga dene me loss he loss hai or kuch bhi hasil nhi ho sakta hai is lye i think learning kar ke analyze kar ke market ko trading karne me he faida hai .
      • #318 Collapse

        analysis market ko lazmi karo aur forex mein aik kamiyab trader bhi ban saktay ho lekin is kay liye ap ko sakht mehnat karni hogi kiyon kay forex aik risky business hay is ko ap ko learn karna hoga takay ap ka experience mein izafa ho jay is tarha hi ap koi profit make kr lo gay and yeh aik lifetime aur worldwide business hay isi liye ap is ko seekho .
        • #319 Collapse

          ji bilkul aisa hi hona chhay ... trading k lye apko order jb lgana chahy jb apko 100 me 80 % sure ho k market ko me sahi analyze krr ra hn aur jesa me soch ra hn wesa hi ho ga .... to tbhi ap ak achi trading ki traf ja skty ho
          • #320 Collapse

            assalam o alaiokum g bhai jan forex aik risky business ahi or is me humen achi learning or analysisi le kar hi is me enter honas chhaiye is k bighair hum trade nahin kar sakte
            • #321 Collapse

              har ek cheez ko analysis krna lazmi hai aur business ko analysis krna to bht e lazzmi hai qk business mein bht ziada sharp mind chyee jo k hr kisi k ps ni hota
              • #322 Collapse

                market main new trader aty hain to is bat ka khyal nhi krty hian woh to phly umeed pr hi kam krna shoro krty hain aor jb tk trader apni trading main sahih work nhi krty hain aor trading main bhtr income lanyh kay liy market ko anayliss nhi krty hain woh profit nhi bna skty hain
                • #323 Collapse

                  both are required for trading, because if we do not trade with hope than we can't gain profit, every bussiness is based on hope.while analysis is essential part of forex market,without analysis we can't trade in market.
                  • #324 Collapse

                    Dear brother! forex business aik risky business hai. jis main risk kay bagair trading nahi kar sakty. is liye betar hai analysis kar kay hi trading ki jaye. Forex business aik real main aik profitable business hai.
                    • #325 Collapse

                      G han sahi baat ki hai ap ny . Forex main hamsha trade ko analyse kr k he kia jae tb he hamein is smain faida hota hai aur is smain kam krna bhi boht asan hai ..///....
                      Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
                      For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
                      • #326 Collapse

                        yes dear app ne sahe kaha hai forex trading karne say pehla hum ko sab say pehla market analysis karna chahiya uss kai bad hum ko trading karne chahiya tu iss say trade kafi best hoge
                        • #327 Collapse

                          daer mere khiyal main analysis open ker k hi trade lagani chahiye dear warna mere khiyal main ap kam hi successful ho pao gay mere khiyal main market main se dear main to pheley dear analysis or chart open ker k phir trade lagata hn
                          • #328 Collapse

                            g dear agar hum market ko achy se analysis karain and is business ko achy se samjhy to hum is business se daily base par unlimited profit earn kar sakty hain and issi business main he hamari life hai...
                            • #329 Collapse

                              jee han bhai jee ap ny bilkul theek kaha hy .... hmen trade laga k analyse nahi karna chahiy balk trade karny sy pahly analyse karna chahiy ... agr hm pahly analyse karen gy tau hmen profit k chances zada hain or agr baad me analyse karen gy tau hmen loss ho skta hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                Right agar ham trading open kary se pehly market analysis kar ke phir trade Lagay to theek ho ga na ke trad laga kar ke ho sakta ha kaam right ho gaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X