analysis kr k hi trade open ki jay na k trade oepn kr k umeed lagai jay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      je haan apne bhut hi achi baat kahi hai k hamein analysis kar ke pori tarhan planning kar ke or strategy ban k apna kam ya trade shuru karna chyea na ke kam start karne k badd kuch plann karein
      • #138 Collapse

        ji han bilkul u r rght hamain analyze kr k trade krna chahiye umeed pe jzt rakhna trade ko hamari bewaqoofi hai hamain chahiye k hum achi tarah analyze karain aur phr trading karain is tarah analyze k sath agr hum umeed achi rakhain to phr achi bat hai lekn jzt umeed ye thek ni haianalyze must hai........
        • #139 Collapse

          agar apjk aps good trading analysis hai tu ap bina tension ka Forex main trade laga ka take profit sata kar dain tu apko us ka profit mil jaye trading main . kiyo good analysis sa hi apko fore main earning hote ha .
          • #140 Collapse

            maray khayal say forex kay business mein jo analysis kartay hai or us kay baad trading kartay hain tou wo he forex say earning kartay hain forex mein analysis bohat zeyada matter karta hai kion kay jab bhi app analysis kar kay trading kartayhai tou app forex mein bohat confidence say trading kartay hai or app ko iss baat ka believe hota hai kay jo bhi app nay trading ki hai us say app ko profit he ho ga
            • #141 Collapse

              may es bat sy agree krta hon ky hmesha pehly analysis krna chaye aor news ko study kr ky he trade open krni chaye strong signal mlny py kun ky es may bot risk hay aor bad may sochny ke bjaye ham forex may pehly smj kr acha kam kr skty hyn earning krny ky ley.
              • #142 Collapse

                market analysis is must before starting trade and not by seeing market trande
                • #143 Collapse

                  ji haan forex trading main agar ap ko kamyab hona hai to ap ko hr cheez pr focus rakh kr he trade open krni chai hai tb he ap forex trading main kamyab ho saktay ho is lye focus lazmi hai
                  • #144 Collapse

                    analysis ker k trade lagai jayte to woh apko profit day ge kyunki bina sochi samjhi lagai hui trade say apko akser loss he hota hai or jahan tak mera manna hai ab tab tak acha profit hasil nahinker skty jab tak apky pas acha khasa demo account mein trade kerny ka experince nahi ho jata
                    • #145 Collapse

                      apny ap ko trading krny sy phly market ky movement ka analysis kr lana chaye asy krny sy humy loss kam ho ga or profit zida.trading kr sy phly ap ko market ka analysis kr lana chaye or market trend ko bi shi trha sy learn kr lana chaye.
                      • #146 Collapse

                        ye ap ne wo baad ki hai jo her wo banda krta hai jo seekha howa nhi hota. is leye wo trade kr k bhi umeed lagaye rakhta hai. halank isy seekhna chaheeye k ye market kaisy move krti hai. kin kin wajoohat ki bina par move krti hai. pichly movement ko dekh kr banda trade kry tb ja kr kahin kuch hasil ho skta hai. jab banda analysis use kr k trade krta hai phir wo confident hota hai. aur jo aisy he laga deta hai to wo dara howa hota. feeling dangrous hoti hai.
                        • #147 Collapse

                          han g bilkul , forex mai hum kam karty ahyn , r hum si ami tardng karty hyn , atb hum si ami analysis kar ekh hume tard open krni cahey , si mai hum agr ase hi trade open kary hay tb hum si mai loser ban jaty hayn , or humre pas kam krneko kuch nhi rhyta
                          • #148 Collapse

                            ye bat theak hy kpuri tarh market ko check kr k trading krni chaye k ab market up jay ge ya down is bat ka pta hona chaye bt hum trade lga kr dua main lg jaty hain jis se humain market ka koi pta ni hota
                            • #149 Collapse

                              dar agar hum market ko analyse kar ke trading kare ge to hume loss kam ho ga or hum achi earning kar sake ge trading ke liye market analyse karna lazmi hota hai agar hum without analyse ke trading kare ge to hume loss bi ho sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                jee haan forex trading buisness main hamesha market ko analyse karna zaroori hai is se app ko market ki positions aur movements ka andaaza ho jaata hai aur app sahi waqt main sahi jagah trade laga saktay ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X