Diamond Pattern in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Diamond Pattern in Forex
    Introduction:

    Aslamulikum umeed karta hu sub thek ho gaye khariyaat sy ho gaye jaisa k hum dakh sakta hain forex aik bohat be bari worldwide market hain jis main duniya bar k log kam karta hain or loss and profit earn karta hai jaise k hum aaj dikhaye gaye iss main diamond pattern kiya hota hain kaisa kam karta hain or iss kah breakout kaisa hota hain hum iss main trade kaisa laa sakta hain.





    Diamond Pattern:





    Jaisa k hum dakh sakta hain market ko acha sy analysis kar k iss main aik acha trader be ban sakta hain humain chaiye k hum iss main mehnaat karye or iss main dil laga kar kam karye toh tabhi hum iss main aik acha or successful trader ban kar aik kamiyaabi hasil kar sakta hain jaisa k hum dakh sakta hain market main movement market ki Uptrend main move karta huwa market aik Top per Diamond ki shape banti hain uska bad waha sy again market down trend main move karti hain hum iss main wait kar k dakh sakta hain or diamond shape puri hona k bad iss main aik achi trade laa sakta hain or iss k bad market ki movement ko dakhta huwa samj sakta hain market downtrend move karti hain or hum iss ki breakout hota he iss per trade laa kar apni trade ko profit main bhuk kar sakta hain yeh shape hum chart pattern main dakh sakta hain or wait kar k iss main bhot he achi achi trade laa sakta hain or apni trade ko successfull close kar sakta hain humain chaiye k hum iss main mehnaat karta rhye kabhi be haar na manye tabhi hum success pah sakta hain.

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Diamond Pattern in Forex

    Description.

    Dear friends Diamond Chart pattern ki formation main support and resistance ka bahut zada ehem role hota Hai Forex trading se related aap ko Hamesha is mein trading karne ke liye aik acha entry point find out karny kay liye Hamesha aap Forex ke is pattern ko bahut achi Tarah use kar sakte hain aur friends aap ko btata chaloon kay Dimond chart pattern bohut hi kam bante hen lekin jab ye pattern ban jata hai to us k bad ye confirm ho jata hai k trend ki movement ab reversal hone wale hen. Dimond chart pattern me analysis technical analysis ka ziada istemal karte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (36).jpeg
Views:	1
Size:	17.9 کلوبائٹ
ID:	12417271

    Dimond chart pattern.

    Dear friends Dimond chart pattern us waqat create Hona start ho jata hai jab market ki uptrend movement rukh kar seedhi chalna shoro hoti haia ur sideway ki trend me tabdeel ho jati hai to jo currently uptrend movement hoti hai wo breakout hona shoro ho jati hai friends pattern ki formation mein 4 limited lines represent karti Hain high aur low mein sport aur resistance level ke darmiyaan 1 pattern develop karti Hain jisko diamond chart pattern kahate Hain aur Support and resistance key level chart pattern me price action breakout ki strategy traders key ley bahot hi useful ho sakti hay.

    Click image for larger version

Name:	images (38).jpeg
Views:	1
Size:	24.8 کلوبائٹ
ID:	12417272

    How to Draw Diamond Chart Pattern.

    Dear friends Diamond chart pattern ko draw karne ke liye technical analysis ki zarurat pesh aati Hai aapke jitne acche technical analysis Honge utna hi Achcha aap is pattern ko draw kar sakte hain friends diamond pattern creat hony ky bahd market main hony wali movement ko study karna hoga ky Ian market main uptrend main big movement ho chuki hoti hai tou aesy time per market wahan per stay kerti huey wahan sy hi up aur down trend main big movement kerti rehti hai jo aik specific limit ky darmian hi hoti hai tou jab aesi movement per ham diamond pattern ko draw kerty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (37).jpeg
Views:	6
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12417273

    Saifety precations while using Diamond Chart Pattern.

    Dear friends kisi bhi pattern ko blindly follow nahin karna chahe yea pattern amooman aik situation say dosri situation main convert ho jaty hain Diamond chart pattern Ka istemal Jab traders karte hain to use Waqt is Diamond chart pattern ke jariye se vah market Mein all time frame ka istemal karte hue isko understand kar sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Diamond Pattern in Forex

      Diamond chart pattern
      Diamond chart pattern aek high level ka chart pattern hey jo keh trader ko financial market kay bar ay main agah karta hey investor aur technical trader mein zada mak bull nahein hey serf bohut kam trader he is key sakhat ko or trader istemal kay bar ay mein janty hein Daimod chart pattern classical chart pattern mein shamell hey jesay flag pattern head and shoulder pattern or pennant pattern es khandan kay kuch dosray logon kay moka belay mein kuch 2osray log zada trading imkanat es trading pattern say wab sita nahein hey. But es kay bawa jo yeh aek technical trader kay leay es pattern say Waka if hona y key price ada karta hey kun keh ager os ay jaldi pehchan lea jay to yeh solid moka fraham karta hey.
      Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	12
Size:	4.3 کلوبائٹ
ID:	12417274
      Diamond Pattern kaist banta hy
      Dimond chart pattern ki ahmiat ka andaza lagana boht hi mushkil hy bohut hi kam bante hen lekin jab ye pattern ban jata hai to us k bad ye confirm ho jata hai k trend ki movement ab reversal hone wale hen. Dimond chart pattern me analysis technical analysis ka ziada istemal karte hen. Q k is me values ko lazmi define karne hote hen. Ye chart pattern us waqat banana shoro ho jata hai jab market ki uptrend movement rukh kar seedhi chalna shoro hoti haia ur sideway ki trend me tabdeel ho jati hai to jo currently uptrend movement hoti hai wo breakout hona shoro ho jati hai jo is kisam k chart pattern k banne ki waja banti hai..
      Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	3
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12417275
      Diamond Pattern k sath Trading strategy
      Diamond chart pattern me reversal formation k badle me tasalsul pattern ziada kasrat se bante hen. Tasalsul k pattern me diamond k breakout ka intezar Karen aur pattern formation k tashkil pe trend ki semat me trading karen. Diamond chart pattern k reversal pattern me sabeqa trend k mukhalif semat me trade karen. Price action ki madad se pattern k breakout aur breakdown ki tasdeeq kia karen. Yani pattern k banne k baad aik candle chor kar apne trend ko lazmi confirm kia karen aur trend k mutabiq trade open karen. Ye pattern short term trading me to kam lekin tevhnical analyst long term trading me ziada istemal karte hen.
      Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	27
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12417276

      اب آن لائن

      Working...
      X