Dear forex traders, Forex trading business ko join krny say pehly ap ko candlesticks ka knowledge aur experience zaror gain krna chaiy. Forex trading me loss say bachny k liye, candlesticks aur chart pattern ka knowledge ka hona bohat zarori hota hai. Aj main apni post, main ap say Marubozu candlestick ka knowledge share krna chata hoon.
What is Marubozu candlestick:
Dear forex trader, Marubozu candlestick ap ko market me trend ki prediction krti hai.
Basic knowledge and identification of Marubozu candlestick:
Dear forex traders, aik bullish marubozu candlestick ki pehchan krny k liy ap ko single candlestick ko focus krna hota hai. Is candle ke pehchan yah hai k is me oper and nechy shadow nahin hote hain aur iski body pori Tarah cover hoti hai. Isy hum, Marubozu candlestick k name say janty hain.
*Is candlestick ki body long hoti hai. Yah ap ko bullish aur bearish dono Tarah milti hai.
*Is candlestick main wick ni hoty ya na hony k barber hoty hain.
Bullish Marubozu candlestick:
Dear forex traders, jab bullish trend me, bullish Marubozu banti hai, to yah trend continuation ka btati hai. Is point say ap ko buy ki opportunity milti hai. Isi Tarah ager ap ko bearish trend me, bullish marubozo mily, to ap ko trend reversal ka pata chalta hai. Is point say ap ko buy ki opportunity milti hai.
Bearish Marubozu candlestick:
Dear forex traders, jab ap ko selling trend me, bearish Marubozu mily, to yah ap ko selling trend continuation k bary me btati hai. Is level say ap ko sell ki opportunity milni chaiy. Ager ap ko bullish trend me, bearish marubozu mily, to is point say trend reversal milta hai. Is point say ap ko sell ki opportunity milti hai.
Chart:
Dear forex traders, main ny ap k sath chart share kiya hai is say ap ko apni skills ko improve krny me madad mily gi.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим