Significance of Moving Average in Forex Trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Significance of Moving Average in Forex Trading?
    Assalamualaikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apkoMe Pakistan forex trading ke ak bhot he important topic moving average ki significance ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me apse
    Share karo ga wo apke knowledge or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe amal karte he to ap ak kamyab trader ban sakte he or agar
    Ham Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam karte he or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan forex forum pe guzarte he to ham ak
    Ache or kamyab trader ban sakte he or bhot sare paise bhi kama sakte he isliye hme Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam Karna
    Chahye or apna maximum time bhi yha pe guzarna chahye.

    What is Moving Average?
    Aik forex tridr sirf chand moving average ( mas ) ya is se wabasta isharay ka istemaal karte hue tijarti mawaqay se faida uthany ke liye aik saada tijarti hikmat e amli bana sakta hai. mas bunyadi tor par rujhan ke isharay ke tor par istemaal hotay hain aur himayat aur muzahmat ki sthon ki bhi nishandahi karte hain. do sab se ziyada aam mas saada moving average ( sma ) hain, jo ke di gayi muddat ke douran ost qeemat hai, aur moving average ( ema ), jo haliya qeematon ko ziyada wazan deti hai. yeh dono zail mein forex trading ki hikmat amlyon ka bunyadi dhancha banatay hain .

    Click image for larger version

Name:	download - 2022-08-27T185055.727.png
Views:	7
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12553900


    Key Takeaway;
    Muntaqili ost forex trading mein aksar istemaal honay wala takneeki isharay hain, khaas tor par 10, 50, 100, aur 200 dinon ke doraniye mein. zail ki hikmat e amli kisi khaas time frame tak mehdood nahi hai aur un ka itlaq din ki tijarat aur taweel mudti hikmat e amli dono par kya ja sakta hai. moving average trading andikitrz ko –apne tor par istemaal kya ja sakta hai, ya lifafay, ribbun, ya hikmat e amli ke tor par. moving average peechay reh jane walay isharay hain, jis ka matlab hai ke woh is baat ka andaza nahi lagatay ke qeemat kahan ja rahi hai, woh sirf is baat ka data faraham kar rahay hain ke qeemat kahan rahi hai. moving aur is se munsalik hikmat e amli, mazboot rujhan wali marketon mein behtareen kaam karti hain .
    Click image for larger version

Name:	download (100).png
Views:	14
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12553901
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Significance of Moving Average in Forex Trading?

    Assalamu Alaikum dear members Jab aap market mein moving average ki base per trade lete Hain to iski vajah se aapko definitely bahut jyada advantages available ho sakte hain aapko hamesha koshish karni chahie ki market mein apne analysis ko jyada se jyada profitable aur effective banane ke liye Kisi bhi indicator ki guidelines ke sath jarur compare karna chahie Jab aap market mein apne analysis complete karte hain fundamental analysis aur technical analysis ko masjid perfect aur effective banane ke liye Jab aap unko Kisi indicator ki guidelines ke sath compare karte Hain to aapki decision making jyada se jyada profitable ho sakti hai. Moving average ki kuchh details aapse share karne ja raha hun jo aapke liye helping platform provide kar sakti hain.

    Moving Average

    Moving average ke concept ko samajhne ke liye sabse pahle aapko average ka pata hona chahie average basically ek aisa point hota hai jis per aap different units ko ekattha karke unke numbers per divide karte hain to uski aapko average mil jaati hai daily basis per bhi aap average calculate kar sakte hain aur aap different time frames ki separate moving average bhi calculate kar sakte hain Jab aap average ko calculate karte hain to ismein aapko do different line hoti hai jismein aapko 50 candles pics aur 100 candles pics aur iske sath 50 candles sex ke sath 200 candlesticks ki average ka comparison Diya ja Raha hota hai aur inke crossover per aapane trade karna hoti hai.

    Types of Moving Average

    Moving average ko Jab aap study karte hain to ismein aapko definittely bahut jyada fayda ho sakta hai lekin aapko effective trading karne ke liye iski complete learning ka idea hona chahie Jab aap market mein jyada se jyada advantages hasil karna chahte hain to iske liye aapko moving average ki complete information ka idea hona hota hai aur ismein aapko hamesha yah learning complete karna hoti hai ki iski kitni type hai Jab aap iski types ko study karte hain to ismein aapko iski do major types available hoti Hain jinke Naam main aapse share karna chahta hun.

    1 : Golden Cross
    2 : Death Cross

    Golden cross moving average or death cross moving average ka differentiate aapko acchi tarah pata hona chahie kyunki inki interpretation aur recognition totally different and opposite hoti hai agar aap Inka differentiate karne ki position mein nahin honge to aapki decision making totally negatively effect ho sakti hai.

    Importance

    Definitely Jab aap moving average ki study ko complete karte hain aur iski base per decision making karte hain to aapko iske bahut jyada benefits available ho sakte hain aur aapko iske maximum advantages mil sakte hain aapko hamesha jyada se jyada hard working karne ki jarurat hoti hai aur ismein aapko definittely maximum advantages ko increase karna hota hai Jab aap market mein jyada se jyada advantages increase karna chahte hain to ismein aapko different factors ki importance ko acchi tarah find out karna hota hai aur inke bihaav per apni working ko perfect banana hota hai agar aap aisa nahin karenge to aapke liye bahut jyada problem hogi aur aapko har factor ki importance ke mutabik use per time spend karna hoga.

    Click image for larger version

Name:	Moving Average Indicator.png
Views:	15
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12417164
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Significance of Moving Average in Forex Trading?

      Assalamualaikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apkoMe Pakistan forex trading ke ak bhot he important topic moving average ki significance ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me apse
      Share karo ga wo apke knowledge or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe amal karte he to ap ak kamyab trader ban sakte he or agar
      Ham Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam karte he or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan forex forum pe guzarte he to ham ak
      Ache or kamyab trader ban sakte he or bhot sare paise bhi kama sakte he isliye hme Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam Karna
      Chahye or apna maximum time bhi yha pe guzarna chahye.

      What is Moving Average?
      Aik forex tridr sirf chand moving average ( mas ) ya is se wabasta isharay ka istemaal karte hue tijarti mawaqay se faida uthany ke liye aik saada tijarti hikmat e amli bana sakta hai. mas bunyadi tor par rujhan ke isharay ke tor par istemaal hotay hain aur himayat aur muzahmat ki sthon ki bhi nishandahi karte hain. do sab se ziyada aam mas saada moving average ( sma ) hain, jo ke di gayi muddat ke douran ost qeemat hai, aur moving average ( ema ), jo haliya qeematon ko ziyada wazan deti hai. yeh dono zail mein forex trading ki hikmat amlyon ka bunyadi dhancha banatay hain .

      اب آن لائن

      Working...
      X