stoploss k bgher forex trading kuch b nahi ha sway loss k

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    hr trader ko apni hr trade main take profit or stop loss es tools ko zaror use karna chahye stop loss ka sab say bra faida ye hota hay ap ka account safe rehta hay or ap apni merzi ka loss chose kr sakty ho jis say ap ko 1 limit main loss hota hay warna agr ap ko zada loss ho jay to ap ka account wash bhe ho sakta hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Sub dost ki shukrya muja pta nah tha ka loss sa kis traha bacha ja skta hai ab ap sab na bta dya ka stoploss sa hum anpa account wash hona sa bacha skta hain or noksan sa bach skta hain main koe new member hn or mara lya yah information bhot he achi hai thanks to all.
      • #33 Collapse

        forex me mje 2 saal ho gay kam krte hue or jb b mera account hali hua us ki waja stoploss use na krna or ab me ne ak mind bana lia ha k forex ...
        • #34 Collapse

          G bilkul theak kaha ap nay Forex main trading kartay hoey stoploss lagana bohat zarori hota hai is say ap ko profit to kam hota hai laikan agar loss hona ho bhi to kam hota hai .laikan agar stop loss na laga ho to ap ka account bikul khali ho sakta hai .kion kay market up aur down hoti rahti hai .
          • #35 Collapse

            dear bhai meri kheal se agar app demo account me achi se kam sikh kar apni knowledge aur apni experience se trade market ki bare me analysis karke trade kare to apko jarur kamybe hasl hoga is k liye apko stop loss ki koye jarurat nehi hai
            • #36 Collapse

              bat to ap ki theak ha par forex trading ma hum ko cha k stop loss ki option ko use kara ta k ap k account ka balacne be save rah or ap ko zayda loss be na ho wasy to bht he kam members ho ga jo forex trading ma stop loss ki option ko use karta ho ga par stop loss ki otion ko use karna cha.
              • #37 Collapse

                dear brather stop loss aick achi cheez hai is se agar aap live trading kar rahe hote hain to is men ya acha kam karti hai i think ye thk rehti hai
                • #38 Collapse

                  baklul g stop loss bohat important tool hai trading main jo apka capital zaya honey se bachata hai. q k ham janty hai forex aik risky business hai or ksi b wakat market change ho sakty hai. is lai. or agr change zyda ho gy to ap ka sara capital khatam ho jai ga . is lai stop loss ko lazmi lgain. lakin yah soch kar lagain or mukmal judgement k bad .
                  • #39 Collapse

                    Yes trading mei loss se bachny k lie stoploss zaror use karna chahye is se risk ziada increase nahi hota, but agar hum stoploss use nahi karty apni trading mei then hamain big loss ko face karna par jata hai q k market ki movements change hoti rehti hyn market apk against bhi chli jati hai jis ki vaja se bht ziada loss ko face karna par jata hai so stop loss zaror apply karna chahye.
                    • #40 Collapse

                      g bilkul drust kaha app ne ..waise main zyada janta tho nahi si ke bare main w ke main aya ho lakin jitna parha hain woh yaho kehte hain
                         
                      • #41 Collapse

                        yes forex trading main stoploss bohat fiydy ke kam hia is sy ap ka profit berta hai aur loss be kam hota hai is liye is method ko ap ko be zayda sy use kerna chiye khoe ky is main sucess hai
                        • #42 Collapse

                          yes it is right if you dont stop the loss then you can not earn more and more in the field of forex trading business which is providing you a good way to protect your self in the forex trading business and every one should provide your self to the stop loss option
                          • #43 Collapse

                            g han mery khayl men yeh baat bilkul theek hy k stoploss bilkul nai lagana chaey kion agr bandy ka account strong hy to
                            lgai howi trade kabi to profit men aa jaey gi is leay thorda sa wait kar lena chaey
                            • #44 Collapse

                              nahi aisa nahi hai stop loss k bina bhi ap trading kar sakte hian or profit bhi earn kar sakte hain ye stop loss just es lie hai k jab ap koi aisi trade open karte hain jo apki expectations k totally against bohat zyada loss main chali jati hai to ye stop loss apko bohat zyada loss se bacha leta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                forex main kam karne k liye saruri hai k aap is ko samjain aur is ki chaizon ko b samjain k unka kya faida hai .SL ka faida hai k SL aap ka account bachata hai aur aap TP ka b zarur istmall krain .TP aap ka account bharhata hai .ye dono bohat zaruri chaizain hain .aap ko panding deal b lagani chahiey aur uska SL aur TP phele se hi set karna chahiey .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X