stoploss k bgher forex trading kuch b nahi ha sway loss k
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    stoploss Forex trading ka buhat important tool hai aur har trader ko stop loss zaror use karna chaiye , specially new traders ko lazmi use karna chaiye kyun k stop loss use karny sy hum kafi had tak bary loss sy bach jaty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      Stop loss in trading foreign currency is a very useful option. It is not clear whether it will benefit or harm it? "Stop Loss" is inserted and set a threshold of damage, but when it is absolutely no fear of damage. And this is the secret of success.
      • #273 Collapse

        forex main trading ke liye stop loss use krna chye is se ap loss se bach skte hain ye trading ka hisa hai is trha apko nuksan nhe hoga or apka profit bhe save rahe ga. aur ap loss se b bachy rahain hain aur ya stoploss ka bohat faida hai
        • #274 Collapse

          sory dear muj nahe pata hai yah bat mai yaha new user hn is waja say hamai khuch nahe pata hai maira yaha 1st month hai frd is liya muj yah bat nahe pata hai k yaha kia hota hai kia nahe hota hai mai khd yaha learn kar raha hn zada say zad....
          • #275 Collapse

            Yes stop loss is part of a business, and also a good practice, every new trader make same mistake over and over again that never put SL and TP for every trade but it is essential for secure capital and also profit, I am always put my SL and TP and that's why my consistent in Forex grow up day by day.
            • #276 Collapse

              gee janab stop loss ke baghair trading karna bohat mushkil hai ap ko sab se pehle planning kar ke apne loss ko stop karna chhaie kun ke is ki waja se ap apna profit increase kar sakte hain
              • #277 Collapse

                ji mera b yahi mana hain k jab b hum trade karey toh hummein chayeh k hum stoploss zarur use karey ta k hum jo lose karty hain wi zydaa na hoo aur stoploss ek important tool hain forex main iska istemal zaruur karna chayhen.
                • #278 Collapse

                  Hume investing my self laalach krni shahiye this individual..Thank you pk..
                  • #279 Collapse

                    jee Bhai Main bhi Apna Account 2 baar stoploss na Laganay Ki Waja Say khali karwa Chukaa hon,stoploss Risk managment or money managment ka hisa hai Eek Trader ko is ki ehmiyat Ka bakhobi Andaza honaa chahiyee orr Aap Ki bat drust hai K Trade open Kartay he Stoploss or TP Zaroor laganaa Chahiyee Chahay Aap K pas 10,000$ kion na ho
                    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                    • #280 Collapse

                      han thik baat hai brother stop loss lazmi use karna chahiye hum ko kiun ke stop loss ke use se he hamen bare loss se bachne ka moqa milta hai or aik limit me he hum ko loss hota hai .
                      • #281 Collapse

                        G han dear me ap ki bat se mutafiq hu kyu kay stop loss ka option account ko save karne kay liye bohat zayada zarori hay aur hum asani se apne account ko stop loss kay zariye se save kar kay trading me asani se profit earn kar sakte hain aur stop loss se aik achi money management hay.
                        • #282 Collapse

                          jee forex trading k terminal mein different TP use hoti hai un mein say aik Stop loss ki bhee TP hia Stop loss ki tp is liya use hoti hai keh ager aap ko loss hoo he rhaa hai tu aap ko kise bhee baray loss say save rakha ja sakay aur aap ka account save rahay aur wo wash na hoo jay.
                          • #283 Collapse

                            q ke is business me profit and loss ki koi limit nahi hy is liye jab bhi hum apni trade plan krty hen to hum apny plan me ye decide krty hen ke hum kitna profit and loss bear kr sakty hen is liye ap is me stop loss lagaty hen jis se ap ki investment save rehti hy or ap loss se bach jaty hen
                            • #284 Collapse

                              main forex trading mein new hon aur tu mujhe stop loss kay baray mein itna idea nahi magar main nay google kia tu mujhe yeh andaza hua kay jub recession ka period aaye tu stop loss uhat faida dey sakti hai kiun kay us waqt market ap kay against ja rai hoti hai is lye stop loss kernay sy apka loss kum hga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                ji mera b yahi mana hain k jab b hum trade karey toh hummein chayeh k hum stoploss zarur use karey ta k hum jo lose karty hain wi zydaa na hoo aur stoploss ek important tool hain forex main iska istemal zaruur karna chayhen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X