Description.
Dear friends price action trading strategy ik bahut hi acchi strategy hai agar isko carefully trading per apply kiya jaaye to yah aapko bahut acche result provide kar sakti hai
price actoin ki strabtegy use krte hein ye eik bohat achi strategy ha is main hum chart say trading krte hein sab se phaly hume apney acccount ki money management kay bhrey main pta hona lazmi ha ur os k mutabiq hume kioi trade talas krn hoti chart ko fallow kr k dekhna hota ha k hum is main kuch sa target seleck krein kis jaga se apni trade open krein agr hum is strantegy ka sahi use krte hein tu hum asani se market se acha profit hasil kr sakte hein friends agar aap price action trading strategy se fayda Hasil karna chahte hain to iski proper learning Hasil karne ki koshish Karni chahie.
Importance of Analysis in Price Action Trading
Dear friends Price Action Trading Strategy main technical aur fundamental analysis ka use karte hen aur is k zarye se wo forex trading me profit hasil karte hain aur price action mukhtalif time k lehaz se mukhtalif hota hai. Price action ki movement aik khas techniques k lehaz se hota hai friends price action ki long term k leye intezar karte hen aur is se wo ziada profit bhi hasil karte hen lekin is k leye un ko ziada time ka wait karna parta hai dear friends market ke analysis karke trade karen ge to ap achi aur profitable Trading kar saken gay.
Roll of Support and Resistance.
Dear friends Price Action Trading Strategy aur support resistance ki madad say draw ki jati hain seniors traders bhi support and resiatance ke begair successfull trading nehi kar sakte hain is kay ilawa price action strategy me trend line ka bhi use kea jata hea friends price action ko market ki movement ke hisab se hi check karna chahie market Jis Taraf movement kar rahi hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим