yes dear, ultimate oscillator ko Larry William nay develop kia jis ka maksad multiple time frames main price momentum ko measure karna tha, in calculations kay liay indicator main three time frames (7, 14 aur 28 periods) ko use kia gia, oscillator ki calculations main shorter time frame ka sab sa ziada weight consider hota hay jab kay long time frame ka less weight,
Description of Ultimate Oscillator:
ultimate oscillator indicator aik aisa technical anaylisis tool hay jisko traders three time frames kay across use kar kay momentum measure kartay hain, ye short term, intermediate term aur long term price actions ko aik oscillator main combine karta hay, jis ki base par ye overbought aur oversold ya potential buy aur sell signals faraham karta hay, is main price action ki confirmation kay sath sath future price reversals ki divergence sa bhi warn karta hay,
provision of potential buy and sell signals:
ye oscillator bullish divergence ki waja sa buy signal daita hay, jab indicator par divergence ka low 30 sa below hota hay to ye oscillator high divergence sa above rise karta hay jis kay result main buy signals generate hotay hain, isi tarah bearish divergence ko surat main divergence ka high 70 sa above hota hay aur oscillator divergence kay low sa below fall karta hay is bina par ye indicator sell signals provide karta hay
Indications for traders by ultimate oscillator:
ye aik range bound oscillator hota hay jis ki value 0 sa 100 kay darmian fluctuate karti hay, ye relative strength index kay kafi similar hota hay, jis main 30 sa below levels oversold ki indications daitay hain aur 70 sa above levels overbought ko indicate kartay hain, trading signals us waqt generate hotay hain jab prices indicator ki opposite direction main move karti hain,

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим