forex me hr din ak new lesson le k ata ha trader k lie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    G Bahi Forex Trading to naam he asi cheez ka hai kay har aik din aap ko aik new lesson ko face karna ho ga aur jab aap ko as main kafi wakt ho jaye ga phir aap ko as business ko karty hue maza aye gaa aur aap auron ko b as ka mashwara do gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main aap kay leay har aik din new lesson hota hay kun kay roz new chaeez hamaray saamnay ati hay to hum us say seekhtay hain
      • #378 Collapse

        bilkul sahi kaha apny forex m bhi bilkul engineering ki tarhan ha jessy Eng m kabhi kahtm nahi hogi wese hi forex m bhi koi chez end nahi hoskti aagr koi ye kahy k wo complete forex ko janta h smjhta ha tw wo galt h q k forex m har rooz har din ek new chez ati ha hr roz ek new lesson milta ha ... forex me hmesha new kch na kch ata rahy ga isliye koi bhi y nahi kehskta k wo ek complete trader ha experience alag bt h isliye experience k behalf y kehna k sb pata h complete detail h forex k bary m tw sahi nahi.
        • #379 Collapse

          bhai jan ap ne bohat achi bat ki hai Forex trading me koi ye nhi keh sakta k wo successful and perfect trader hai kyu k us ko bhi trading k bare me kafi cheezein nhi pata hoti lekin trading me humein new lesson sirf ek waja se seekhny ko milta hai..
          • #380 Collapse

            G bhai jan ap theak keh rahay hain Forex trading main hr din trader k liye aik sabaq lay kr ata hai kio k trader apni trading ki wja say Forex main jana jata hai or Forex main wo bohat kuch hasil kr skta hi
            :p..........No One is perfect and I am No One........:p
            • #381 Collapse

              you are right my dear dost i agree with you that k forex trading ki ya working her din aik new lesson lay kar ata ha trader k liya so humy is working say learning karny chaheya take jab hum yaha trading start kare to hum pata hi k hum na kiya karna ha or profit kasy ho ga.
              • #382 Collapse

                True.. har din insaan apni ghaltioun sy kuch new seekhta hai. ya profit bhi ho tou aik acha experience gain hota hai. aur har roz ki trade sy learning process chalta rehta hai sath sath..
                • #383 Collapse

                  Forex market auk big aur worl wide market he jis har roz aik naya tajurba hota he is liye hamen roz forex ko seekhte hue aage barhna chahiey q ke jo seekhta rehta he wo aage barhta rehta he aur jo khud ko perfect samajh leta he wo loss uthata he. 100 percent perfect nahi hota or har ek k andar or behtar honay ki capacity hoti hai or har roz ap kuch na kuch zarur seekhtay ho.
                  • #384 Collapse

                    Yes dear i am totally agree with you ke jub aap forex trade ker rahe hota hain to her eik din aap ke liye eik new experience le ker aata hai aur us se aap ko kagi seekhne ka muaqa milta hai
                    • #385 Collapse

                      me apki bat sy agree karti hu, forex me koi b perfect nhe kah sakta apny ap ko q k is me har din ak new chez sikhny ko milti hai is lye insan ko over confident nhe hona chahiye balky har din jo usy sikhny ko mily wo usy foran sikh kr apply kary taky us ky business me aur zada profit ho jis sy us ki earning bohat hojay aur kisi b business me koi b apny ap ko perfect nhe kah sakta
                      • #386 Collapse

                        g han forex main hr din 1 new lesson lay kar ata hay trader kay leay ap chahye jitny meri achy trader ho ap ko ya pta nhi hota kay aj mughy profit ho ga ya loss hr day ki ap ki earning differnet hoti hay ap ko loss bhe ho sakta hay ye zarori nhi hay kay roz profit he ho yahi charm hay es business ka
                        • #387 Collapse

                          ji han bilkul har aik din trader k lye aik new lesson lai k ata hai q k jb wo market me ata hai aur wo trade lagata hai to usay bht si baton ka pta chalta hai k kis din market kitnay time k lye up hui aj kis ko kis wajah se los hua ya kis k sath frayd hua is tarah us ko har din aik new lesson milta hai isi tarah learning kbhi khatam ni hoti........
                          • #388 Collapse

                            SALAM, Mere bhai mujhe lagta hy k mujhe ye puuri conversion achhi tarah se pehlay parhni hoGi .. I require too much hard work to reach forex trade .. My teacher Or my service provider suggest me to just use forex and keeep posting,, It is due to of I m a new user ... Sooo... m just waiting for my next command of my .... :)
                            • #389 Collapse

                              hai Forex trading me koi ye nhi keh sakta k wo successful and perfect trader hai kyu k us ko bhi trading k bare me kafi cheezein nhi pata hoti lekin trading me humein new lesson sirf ek waja se seekhny ko milta hai or wo hai loss jis ki waja se hum pareshan ho jaty hai lekin humein us se pareshan nhi hona chahiye balky us galti ko theek karna chahiye jis se humein loss ka sar pori dunya k halat is pr mutasir hoty hen isliye ye roz ba roz aek nay soorat ikhtyar krta rehta hai aur hamary liye nay experience ly k ata he aur hamen seeknen ka moqa milta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                haan g jub be hum forex mein atay hain hum har din new knowlege gain kartay hain posts kar kay. aur yeh best methoad hain learning ka. knowlege + bonous = high earning

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X