forex me hr din ak new lesson le k ata ha trader k lie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    ji han meen aap ki raaey sy hundred percent mutfiq hoon ky trader ko hur din seakhnay ko milta hy, oor sari omer sekhnay ka amal jari rahta hy, insan jitna bhi apnay ko perfact samjhay laikun phir bhi ghultyan kur sakta hy. es lye hameen learning meen hardworking kurni ho gi .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      forex trading business bring a new lesson to every trader every day . forex trading business is really a good platform where you can learn a new lesson every time . it is full of knowledge .
      • #108 Collapse

        Han yeh baat to hai bhai . Forex ek bara business hai aur sis main hr dinhamein ek new cheez sekhny ko millti haiaur iss main hum phr uss ko mazeed sekhny ki koshish krty hai .
        • #109 Collapse

          aap sy agree krta hon asal men forex aek international buissness hai aur pori dunya k halat is pr mutasir hoty hen isliye ye roz ba roz aek nay soorat ikhtyar krta rehta hai aur hamary liye nay experience ly k ata he aur hamen seeknen ka moqa milta hai
          • #110 Collapse

            yes dear ap ne boht sahi bat kahi or wese bhi forex ek boht risky business or hr kadam boht soch smjh kr uthana parta hai but phr bhi hamain risk lena parta h or kuch new h learn krte hain daily or is learning k sath sath hamara experience bhi barhta jata h
            • #111 Collapse

              bulkul main b agree hon k tarandig se faida ho ya loss ho dono baton se bandy ko subak milta hai or kamyab trader bantahai
               
              • #112 Collapse

                han ge ye bohot he importent thraed hay ap ke keh her din ik new lessoon ati hay trade k baray main achi baat hay keon keh her din new subject ho tou trade karnay ke mestake her koi apnay ander sey nikal dega ortrade karnay may her lesson ki waja sey wo lossing sey bachta he rahey ga
                • #113 Collapse

                  yes definatly forex market bhat unpredictable market ha .... koi sari life b ker k nahi kah sakta k wo forex main perfect ho chuka ha .... her roz forex market trader ko kuch new siikhti ha
                  • #114 Collapse

                    aap ne sahi kaha dost yahan roz hi aik nya lesson milta hai mera teacher jo 5 saal se is business main hai ye kehta hai k main b roz yahan boht kuch naya seekhta hon aur ye zaroori b hai agay barhne k liay
                    • #115 Collapse

                      forex trading me acha system ha je jise ke wajha se hame kafe problam ha je ap ko daily kiya ha je zaror reh jathi hai traha se forex trading me be her koi perfect nahi ha sakte forex her din ek new lesson le kar aata ha aur
                      • #116 Collapse

                        blkl yeh field hi aisi hai yeh kam hi aisa hai jis mein ap kbi khud ko perfect nai keh skty ap hr din har roz ik new chez seekhty hain ik new experience hota hai apko roz.so keep it up
                         
                        • #117 Collapse

                          g meiin b yehi kehta hun or aap ki baat se itqfaaq karta hun. learning ka silsila kabhi khatam nahi hota. forex har roz aik new cheez sikhata hae aik trader ko jesa k aik teacher apni sari zindagi students ko knowledge dete hue khud b har roz koi na koi new cheezein seekhta hae.
                          • #118 Collapse

                            forex me hur new din trader ke lyee aik new lesson lakur atta hy q ke agar aik din profit huwa hy kum then next day zayada profit ho sakta hy oor us se next day oor zayda profit ho sakta hy.
                            • #119 Collapse

                              han yaar theek kha aap ny aysa hi hy yahan har din kuch na kuch new hi milta hy yaar trend ki samajh hi nai aati k ya kidr ko move kr jay ga. jis din is ki samajh aa gai na us din maza aay ga trading ka
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                yes brother aap nay bilkul theek kaha hay, forex trading main ager koi apnay aap ko perfect kehta hay to wo apnay muu mian mithu kay siwa kuch nahe ho sakta kyun kay iss business main market ke fluctuation itne ziada hoti hay kay koi bhe iss main puri command hasil nahe kar sakta aur day by day kuch na kuch new hota hay jo iskay learning kay experience main izafa karta hay...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X