forex me hr din ak new lesson le k ata ha trader k lie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    dear ager to ap apni limit me reh k kam kren gy to ap k lye kuch naya nahi ho ga or jesy hi ap new experiment kren gy to her din ap k lye trading me new ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      bilkul, forex trading mein hr roz koi na koi new cheez hoti hi rahti ha yani k koi technically trade open krta ha or phir uska trade loss mein chala jata ha or trader note krta ha k uski apni analysis wrong sabit ho chuki ha.
      • #888 Collapse

        g han ap ne bilkul sach kaha hai forex me koi bhi perfect nai ho sakta hai forex daily new lesson ley kr ata hai is ka koi pta nai hota k ye kidhr ko rukh kr lay forex aik complex business hai is ko kafi learn krna parta hai warna ap success nahi ho pao gay ap fail ho jao gay so hard working kro
         
        • #889 Collapse

          han g bhai g forex daily he traders k leye new lesson ly kar ata hai ya tu profit main ya tu loss main boht sides show kar k forex traders ko hal halta sy agaah kar dyta hai, lykin es k sath sath trader ko boht kuch sekhny ko b milta ha kab kis waqt kia trade main lagana hai
          • #890 Collapse

            G han forex mein experience 1 dam nahi aajata is mein time lagta hai waqt k sath sath new cheezein samney aati hai kuch naya seekhnay milta hai is liye forex mein itni jaldi perfect experience hasil nahi hota.
            • #891 Collapse

              G han g ap ki baat theek hy k forex trading mein koi bhi trader aysa nhi hota k wo khe saky k wo aik acha aur mukaml trader ban gayia hy kiok forex trading mein ap har din ap ko kuch na kuch niya sekhny ko milta hy aur ap har din kuch niya sekhty han
              • #892 Collapse

                Yes app right py ho iur main app k thread say agree kerta hoon hum apnj daily trading say aik new lesson learn kerty hain our her dafa aik new lesson milta bhe hy so trading learning not ending
                • #893 Collapse

                  yes dear ma ap ki is bat sa agree ho ka forex humary lia rzana ak new lesson la kar ata ha ku ka is ma kam kar ka hum isy ganch sakty
                  ha ka is ma markit ka koi bhrosa nhi ha or kia pta ka markit kha jati ha is lia dear ma ap ko bta do ka forex ko agar ap na learn karna ha
                  to is ka lia apko is ma bht ziada mhnat karni ho gi or is ka ilawa is ma time dyna ho ga.
                  • #894 Collapse

                    yes Sir .forex hr din aik new lesson le kar ata hai.because koi bhi kisi field mein perfect nahi hota .es liaye koi bhi person kisi field mein jata hai wo hr new din lesson zaroor seekhta hai.
                    • #895 Collapse

                      G apnne thek kha forex mn log 90% tk to kah skte hn lakin koib100% ya ni kah sktr k hme forex ka pta chal gya ha .pri zindgi insan hr rooz koch na koch seekta ha. Forex mn b ase he ha daily admi koch na koch learn kr rha hota ha .
                      • #896 Collapse

                        G han bilkul essa he hai.trading main ik trader daily kush na kush seekhta hai.jo loog loss kay baad peechy hatt jaaty han.wo seekh nahin paaty hain.lekin jo loog struggle krty rehty hain wo ik na ik din kamyaab ho he jaaty hain.
                         
                        • #897 Collapse

                          g han bilkul.aap nay theek baat ki hai.trading main hum daily ki trading say kush na kush to seekhty hain or iss tarah he hum aagy bharh sakty hain or trading main achi earning lay sakty hain.mery khyaal say to trading main kamyaab hoony kay liey struggle bohat zaroori hai.
                           
                          • #898 Collapse

                            Yes, there are huge number of traders who are earning good money from their investment but they need to learn from their own mistakes, we can learn this business and earn good profit from this business if we learned it properly.
                            • #899 Collapse

                              Hahahaha Bro aap na sai kaha hy ma aap ki is baat per mutafiq hu k aap na jo kaha hy wo baat mari samj ma aaha gai hy or ma aap ki baat ku samj rqaha hu or aap ki baat sa agry hu is liya loss sa bachna k liya aap ku ziyda time or kam karna hu ga jis k liya ziyda experience or amount ki zarort hoti hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                Brother forex trading bhot best oneline business ha agr hum us mein mahnt krain to bhot earning kar saktay Hn phlay trading ko learning kro phr earning kro.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X