forex me hr din ak new lesson le k ata ha trader k lie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    Ji han bilkul aapkj baat sahi hg yani agar dekha jaye tp forex forum pe trading karr rahy hyn to voh roz yahn se kuc na kuch seekhty hyn yeh aik aisa trading platform hy jo apny traders ko aik naya lesson seekhta hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      g han market har din nay tarikay say tabdil ho jati ha or apko is may bari soch samaj k sath is may trading krni chaya or is may apko har wakt alart hiona chaya market ka trand kisi b wakt chang ho sakta ha
      • #483 Collapse

        g bhai jaan app ney sakhee kaha hai bhai jaan forex khar din ek new lesson lay kar aata hai bai jaan is may ko shak nahi hai bhai jan
        • #484 Collapse

          forex treading ma bhoat zayada information hay es treading ma koi bi aisa shakhs nahi hoga jis ko loss na hua ho har shakhs loss kar kay he profit earn karna seakhta hay es ma koi bi shakhs khud ko perfect nahi keh sakta agar ham es ma kam kar rahay hain to es say ham roz koi na koi sabaq seakh jaty hain
          • #485 Collapse

            ap ny sahi kaha brother.... forex trading business har roz aik naya lesson lata hai traders k liey.. or ic tarha hmy har roz kuch naya sekhny ko milta hai... or ic tarha hr roz hamare knowledge or experience mein izafa hota h.....
            • #486 Collapse

              Jee bhai jan apki bat bilkul thek hai k forex trading business mein humary liye daily koi na koi lesson zaroor hota hai yani jab kabhi humain loss ho jaye to humain sabar karny ka lesson milta hai.
              • #487 Collapse

                g haan brother forex har din new lesson lata hai is mein daily new trands bantey hain jiss ko hamain apni analysis say analze karna parta hai tab hi hum apna order laga kar forex me acha profit earn kar saktey hain
                • #488 Collapse

                  jee han forex me jb hum kam karna shuru karty hain to hum ko ye dekhna hota hai k hum yha pay kabhi b is cheez ko na samjhe aur kare k hum ye kesay earn karty hain yehi cheez ko samjhna chahye.
                  • #489 Collapse

                    Yes, you are absolutely right fellow. Obviously, nobody can claim that he or she has learned fully about Forex trading. Of course, a good trader always learns on a daily basis. Therefore, the learning process keeps continue and I think this is the key of success. It is very important to note that we must learn from our mistakes in trading and always try to notify ad rectify those mistakes to avoid future losses.
                       
                    • #490 Collapse

                      g brother aap ne theek kaha hae forex har din aur har trade aik new lesson deti hae insaan ko aur koi b kabhi b perfect nahi ho sakta q k learning ka silsila sari zindagi jaari rehta hae aur insaan kabhi b mukammal teacher nahi bun sakta kisi b cheez mein.
                      • #491 Collapse

                        ham jab bhi trading kerty hain to every itme hi hamain new lesson milta hai jis ko ager ham accept kerty rehen to achy traders ban jaty hain or avoid kerty hain to kuch nahi milta fail hoty hain.
                        • #492 Collapse

                          g bhai ap ny bilkul thek kaha hy main apki bat sy agree karti hon forex main koi bhe perfect nai ho sakta kiu k forex aik aysa business jis main har roz new chezain sikhny ko milti hain
                          • #493 Collapse

                            yes forex mai har ak trade ap ko ak lesson day jati hai jahay wo profit se hue ho ya loss se tu apni har ak activity se sekho sekho es ko k ye ap ka apna businesshai aur pa ne kamana hai
                            • #494 Collapse

                              Bilkul sahi kaha he ke forex har roz apko new lesson deta he lekin ye lesson ziyada tar sirif un traders ko milta he jo over trading karte hein apne account ko manage karke nahi chalte or Trade ke oper dosre trade lagte rehte hein market anaylis nahi karte jis ki waja se wo nuksan othate hein agar app market ko analiyse karein or phir trade karein lekin trade bhi choti honi chahiye kiyon ke trade jitni bari hogi wo apko ziayda nuksan de gi or bohat jald apka account wash ho jaye ga is liye trade karein lekin chote marjin ke saat taake agar market apke opposite bhi ja rahi he to ap mein holding position karne ki taqat ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                Aslam o alikum main forex main new hon or recently forex ko join kia hai or main nay is kay ilawa bohat saray online jobs ki hain mgr mujay sab say acha forex laga hai abi tak. yes yes ap nay bilkul thek kaha jab tak ap expert nahe ban jatay ap ko forex main new lesson he milta rahayga
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X