Long Lower Shadow Candlestick

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long Lower Shadow Candlestick
    Assalamu Alaikum Dosto!


    Long Lower Shadow Candlestick


    Long lower shadow candlestick aik long lower tail k sath short body ki candle stick pattern banti hai. Candle ki open aur close price aik dosre k qareeb hone chaheye. Ye candle dekhne main doji candles ki tarah lagti hai, lekin doji candlestick se mukhtalif hoti hai, q k doji candlesticks me body banti hi nahi hai aur is me short body hoti hai. Long lower shadow ki aik long lower tail is baat ka ishara karti hai, k ab yahan se price reject ho gaye hai. Is waja se wo dosre(reversal) semat me apne trend ko continue karti hai. Is me trend ki semat (reversal) change nahi hoti hai bulke jo candlestick hammer banti hai us k tail ki reversal trend shoro hoti hai. Long lower shadow candlestick pattern bullish aur bearish dono tarah ki candle main ho sakti hai, lekin market aur prices k ziada lower area main hone ki waja se ye bullish trend reversal k leye ziada mashahoor candles hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (365).jpeg
Views:	5
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12553684

    Candles Formation


    Long lower shadow candle prices k bottom main ziada supply aur kam demand k natijay main wajood main ati hai. Ye candle aik strong reversal k leye jani jati hai, jo k downward side main kisi bhi color ki real body main ho sakti hai. Candle ki formation darjazzel tarah se ho sakti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (3) (795).png
Views:	83
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12553685

    Long lower [COLOR="#006400]Shadow Candle:[/COLOR] Long lower shadow candlestick agar prices k bottom main banti hai, to ye bullish ya bearish dono main se jiss color main bhi ban jaye, ye bullish candle hi tasawar ki jati hai, q k ye point trend reversal ki position ho sakti hai. Candle k leye prices k position zarori hai, color nahi hai.

    Explanation

    Long lower shadow candlestick price chart par aksar bottom ya top prices par nazar ati hai aur aksar issi position prices reversal ho jati hai. Ye candle aik spike ki sorat main nazar ati hai, jab bhi kisi strong news ki waja se prices teezi k sath downward fall karne k baad wapis apne upper open price k qareeb ja kar close hoti hai. Ye candle aik long lower shadow k sath hoti hai, jiss k upper side psr aik small real body hoti hai. Candle k upper side par small wick banne se candle ki performance par koi asar nahi parta hai, lekin ziada lamba shadow banne se candle ki hososeyat neutral ho jayi hai. Real body ka color kisi khas pattern ka hona zarori nahi hai, lekin iss candle ki lower prices main hona ziada aham hai. Dekhne main ye candle bottom prices par banne wali hammer candle ki hi tarah lagti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (364).jpeg
Views:	1
Size:	12.4 کلوبائٹ
ID:	12553686

    Trading

    Long lower shadow candle prices k bottom main ziada bearish pressure parne par banti hai, jiss se aik small real body ki candle k lower side par aik lamba saya hota hai, jo k candle k real body se taqreeban dugna ya uss se bhi ziada banta hai. Ye candle aik strong bullish signal genrate karti hai, jiss par confirmation k baad buy ki entry ki ja sakti hai. Confirmation candle ka bullish real body main hona zarori hai, jab k bearish candle banne se ye candle invalid ho jati hai. CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value oversold zone main trade karni chaheye, jis se confirmation aur bhi ziada mustehkam hoti hai. Stop Loss pattern k sab se lower position ya candle k shadow k lower side par jo k prices k leye support level hoti hai, se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (794).png
Views:	15
Size:	11.5 کلوبائٹ
ID:	12553683
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Long Lower Shadow Candlestick

    Specific Indicators Ki trading Mein Kia Value Hai

    Assalamalaikum,

    Dear Participators of forex Key umeed karta hon aap sab khairat say hon gay, dosto fundamental aaj jis mauzoh pe bat karna chahon ga who bahut ahim hai is kay bina exchanging mein nafah hasil nahin kia ja sakta.

    Outline Technica-Indicators: -


    Dear Participators forex agr tu Takneeki isharay takneeki devices hotay hain jo stock ki qeematon mein harkat ka tajzia karne mein madad karte hain ke aaya jari rujhan jari hai ya ulat ja raha hai. yeh taajiron ko kisi khaas stock ke dakhlay aur bahar niklny ke faislay karne mein madad karta hai. Takneeki isharay sarkardah ya peechay reh jane walay isharay ho saktay hain. woh deega jaisay hajam, raftaar, utaar charhao, aur rujhan ke isharay standard bhi mabni ho saktay hain. stock edge appli kishn un takneeki isharay ki bunyaad standard stock ko grow karne mein madad karti hai. Exchange stock age mein dastyab takneeki isharay ka istemaal karkay stock ko aasani se shudder kar saktay hain .

    Moving of Averages Trade: -

    Dear Participators agr tu murmur Moving run of the mill peechay reh jane walay takneeki isharay hain jo jari rujhan ki shanakht ke liye istemaal kiye jatay hain. sab se ziyada maqbool harkat pazeeri ost 10, 20, 50, 100, aur 200 harkat pazeeri ost hain. moving average saada moving conventional ( sma ), moving normal ( ema ) aur held up moving customary ( wma ) ho sakti hai. hit qeematein moving normal se oopar jati hain to jari rujhan ko oopar ka rujhan samjha jata hai punch ke hit qeematein moving customary se neechay jati hain to jari rujhan ko neechay ka rujhan samjha jata hai .

    Moving of Average Convergenc-Divergence

    Dear Participators agr tu murmur Moving Average Convergence and Divergence (MACD aik aur rujhan ki nishandahi karne wala hai jo hamein batata hai ke yeh rujhan jari hai ya ulat ja raha hai yeh do linon, macd line aur signal line standard mushtamil hai macd line ka hisaab 26 adwaar ema ko 12 adwaar ema se ghata kar kya jata hai. signal line 9 adwaar ema hai punch macd neechay se signal line ko cross karta hai, to yeh khareed ka signal deta hai aur poke yeh oopar se signal line ko uboor karta hai to yeh farokht ka signal deta hai .

    Relative-Strength Indicator (RSI): -

    Dear Participators agr tu aap Relative Strength Indicator is an energy oscillator hai jo haliya qeematon mein tabdeeli ki shiddat ko ماپتا hai. is ki looking at 0 se 100 tak hai yeh tajir ko batata hai ke aaya qeematein ziyada kharidi gayi hain ya ziyada farokht shuda ilaqay mein. 70 se oopar usay over boat zone samjha jata hai aur 30 usay over fixed zone samjha jata hai pehlay se tay shuda muddat 14 adwaar hai lekin tajir - apne tijarti set up ke mutabiq tabdeel kar sakta hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Long Lower Shadow Candlestick

      Long lower shadow
      Long lower Shadow candlestick pattern prices ke down trend ya niche wali prices per Pai jaati hai. Jo case jyadatar reversal trend ka kam karti Jo case jyadatar reversal trend ka kam karti hai. Long lower Shadow ki banne ki sabse important vajah yah hoti hai.q k bearish trend kk end ma sailor crisis ko masjid niche ki taraf push Karti Hain.lakinHain.lakin yahn pr assest ki hai demand increase ho jaati hai. Jisse market mein buyer increase hona Shuru ho jaati hai. Aur vah prices ko dobara se police mein le jaati hai. Jiski vajah se candle ki lor side per ek Shadow ya week Ban jaati hai. Long long lower shadow jyadatarjyadatar candle k low bodybody ki trf bnta hai. Aur real body open close ek dusre ke Aur real body open close ek dusre ke kareeb hoti hain. Aur and mein iski shape Aur and mein iski shape " T " ki trha reh jatjati hai.
      Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	5
Size:	4.3 کلوبائٹ
ID:	12417031
      Long lower Shadow ki Pehchan
      Long lower shadow candle prices k top main bullish trend main banti hai, jiss k baad bearish trend reversal ho jata hai, to iss waja se ye candle kisi bhi color main ho sakti hai, lekin agar ye bearish ban jaye to ye bearish trend reversal pattern se ziada mutabeqat rakhti hai Long lower Shadow Ko Agar Ham Dekhte Hain To Hamen bullish candlestick pattern ko dekhna padta hai Jiska indicator ko ceiling ki taraf dekar Jaate Hain aur Iske first part ke season ko dekhty hue candlestick ko show kerta hy.
      Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	7
Size:	3.5 کلوبائٹ
ID:	12417032
      Long lower Shadow k sath trading Strategy
      Long lower shadow candlestick agr long timeframe (H4, Day1) py ho to bullish trend reversal zyada mazbot ho ga. Candle ke long lower shadow prices k liye eik strong support krti hy, jis sey prices ka upward rise zyada mustahkem hota hy. Ye boht acha pattern hota hy is profit gain kia ja sakta hy aur loss sy bacha ja sakta hy. Long lower shadow candle shape main hanging man candle jsa he hy, lekin prices k bottom pr honey ke wja sey difference ban jta hy. Long lower shadow candlestick pattern pr entry krny sey pehly prices ka bottom area hona zaruri hy, dusra pattern k bd confirmation candle ya koi indicator sey help b lne chaheay. Agr long lower shadow candle k bd eik long real body wali bullish candle banti hy to yeh eik strong trend reversal or market mein buy ke entry ke position ho ge
      Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	4
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12417033

      اب آن لائن

      Working...
      X