Introduction
Assalamu Alaikum dear member kya haal chaal hai main Amit karta hun aap sab log khairiyat se Honge market Mein Achcha kam bhi Karenge market Mein kam karne ke liye aapke pass knowledge aur experience Hona bahut jaruri hai aur uske sath sath time management Doge utna hi aap market Mein Achcha profit Hasil kar Sakoge Iske साथ-साथ Mein Aaj aapke liye ek naya topic Lekar ummid Hai topic se aapko Kafi Jyada knowledge log I Apne topic per Chalte Hain
Description.
Dear friends towr top candle stick pattern bullish trend k baad wajood me ata hai, jis k baad qeematon k return hone k bohut ziada chances hote hen. Tower top candlestick pattern panch (ya uss se ziada) candles par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jiss ki pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai. Ye candle prices k upward side ki teezi ko zahir karti hai. Pattern ki dosri candle bhi bullish candle hoti hai, lekin ye aik small real body wali candle hoti hai, jo k pehli candle k se above banti hai. Pattern ki dosri aur teesri candles small real body wali bearish candles hoti hai, jo open aur close same dosri small bearish candle k sath top par hoti hai.
identify Tower top candlestick Pattern.
Dear friends Tower top candle stick pattern k leye market me pehle se bullish pattern ka ya high price area me hona zarori hai aur Pattern me pehle aik bari white real body wali candle hoti hai, ziada tar ye candle marubozu candle ho sakti hai, jo market ki upward teezi ko dekhati hai aur
Pattern me bari white candle k baad 1 (2 ya 3 bhi ho sakti hai) white choti (doji ya star ho sakti hai) candle (black bhi ho sakti hai, ya mix ho sakti hai) banti hai jo k market k pause hone ki taraf ishara karti hai.
Pattern k Akher me pher aik bari real body wali black candle banti hai, jo k darmeyan wali sari candles se badoy me bari aur pehle white candle k body k barabar hoti hai, jo k market ki downward trend ka signal de jati hai.
Pattern ki pehle bari white candle ko left tower jab k black candle ko right tower kaha jata hai.
Behaviour of Candlesticks in Tower top Pattern.
Dear friends Tower top pattern ki 1st candle bullish trend, last candle bearish trend jab k centre wali small candles qeematon k pause ki taraf ishara karte hen. Ye pattern panch candles ka hota hai, jiss main pehli candle aik bari real body wali bullish candle hoti hai, jiss k baad teen small black and white candles banti hai, jo k prices ko waqti tawar par mazeed upper jane se rokti hai. Ye candles real body main small hoti hai, jo k ziada tar pehli bullish aur akhari bearish candle k top par banti hai, lekin upper side par candles k darmeyan main gap nahi banta hai.
Trading at Tower top candlestick patterns.
Dear friends Agr market kisi resistance point ko three time hit kr k return ho to us ko Triple top khty hain. Resistance 3rd level triple top level hoti ha jis ko technical traders bearish reversal movement. Tower top pattern type hote ha chart pattern ke is ko use karna ka liya technical analysis kiya jata ha is ma market reversal hote ha. Is pattern ma three peaks hote ha ya pattern signal data ha market ka reverse hona ka yani is pattern ma market low ke traf ate ha. Tower top pattern all time frame par huma dakhna ko milta ha.
First long body bullish ke candle ka close hona ka bad is pattern ma small candles banay ge ya candle bullish ke jo ge or bearish ke bhi ya candle three ya five ho ge jo ka market ma small movement kara ge or is candle ka high or low ma shadow ho ga jo ka is small candle ka real body ka equal ka ho ga jo market ko kuch time ka liya ak he position ma move karay ga or ya market ma takreban indecision ka kam kara ga.
3: Is pattern ma small candles ka bad ak long candle banay ge ya candle ak bearish ke ho ge jo market ko lower ke traf la kar ay ge ya candle ak long real body sa bane ho ge ya colour ma red ya black ho ge or ya market ko reverse kara ge. Ya candle last small candle ka close hona ka bad open ho ge or is ka opening point first candle ka opening point ka near ma ho ga or ya market ko strongly downward ke traf reversal kara ge or is candle ka size first candle ka size ka equal ho ga q ka jo is ka closing point ho ga wo first candle ka opening point ka near ma ho ga or is candle ka top or lower ma small shadow ho ge ya candle same firat candle ke trha sa ho ge par is ka colour change ho ga.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим