loss ho to himat na haro dosto loss forex ka hisa ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    brother may ap ki baat say apricate kerta hu aur mera be yahe manana hay kay bilkul thek baat hay ager loss ho jay to ap ko hosla nahe harna chahyia
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      ji han sach baat hai mene is business ko join kiya hai lekin is ko kabhi nahi choron ga me na he is me loss hone ke baad disheart ho kar haar manun ga or is me jitna ho sake ga mujhse me mehnat se earnings karne ki koshish karte rahun ga .
      • #153 Collapse

        Bilkul ap ny theek kaha. Har bussines mein loss profit hota hai isi tarah forex mein bhi loss hota hai. Hamey bilkul bhi hosla nhe harna balkeh loss ko qabool kr k sabaq seekhna aur next time aisi stretegy bnani hai k past ki ghaltiyan repeat na ho.
        • #154 Collapse

          i agree with you that we should not be frustrated by facing loss at the time of trading in the forex market. we should understand that loss is a part of the forex business. we should have the preparation to face it.
          • #155 Collapse

            my dear friend kuch trader ese hote hai jab lost karte hai to phir forex ko hee chorhte hai . os ko chahiye ke wo ek lost se himat ne hare balke baar baar try kare kio ke ek din os ko kamyabee melegee . ya os ko kuch din ke liye forex trading chorhna chahiye .
            • #156 Collapse

              Lose is the part of this business and if you don't make mistake then you are not able to learn that how to do this business so don't disappoint with your mistake or loss and continue you work without taking tension.
               
              • #157 Collapse

                yes bhai jan forex tarding main buhat se log har ki wja se apni dil chorr daity hain or forex trading ko chorr daity hain loss krvany k baad mere khayal main loss ho jana har nahi hai but jub hum loss ki waja se trading ko chorr daity hain tu ye haar hai agr hum apny loss ki waja jan kr iss pr hard work krein tu humara loss he next time humary liye profit ban jaye ga
                :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                • #158 Collapse

                  Forex main kabi bhi himat na haro kun keh loss se hamain kafi knowledge hasil hota hai. Aur aaj kal loser kal ka winner hota hai. Hum market main behter strategy ki bina per profit kar saktey hain.
                   
                  • #159 Collapse

                    yess bro loss aik experience he hy q k jab hum se loss hota hy to hum mentally active ho jaty hen or hamari jis ghalti ki wjy se hum se jo loss huwa hota hy wo mistake hum dobara nhi karty or bht acha lesson gain karny ko milta hy islye loss ho jaey to humen pareshaan nhi hona chahye
                    • #160 Collapse

                      In case of loss himat mat harin

                      G han loss agar hume forex mn hota hy to himat ni harni chahye.Hume apni ghalti ko dekh k next time us se bachna chahye or trading achi trah se seekhni chahye or hume trading mn greedy ni hona chahye tb hum achi trah earn kr skte hyn.
                      • #161 Collapse

                        dear friend profit ar loss har karobar ka kisa hota ha , hamari galtioun ke waja sy jo losses hoty hain un sy hamain sabak hasal karna chayia ar bobara us galti ko na kar k profit lay sakty hain , forex main ham apni galtioun sy bhoot kuch sekhty hain .
                        • #162 Collapse

                          my frend ap ki bat bilkul theek ha .mujy b trading my bar bar loss hi ho raha ha. laken ma himmat nahi harta .kiou kye busness ka hisa ha.ap b himat na hary .balky pehly se b mazeed zyada mehnat kry .ap ko zror profit ho ga.
                          • #163 Collapse

                            g bhai jan agr hamain forex mai loss ho jata ha to hamain himat nae harni chahia agr hm himat har gae to hamara loss kaha sy recover ho ga is lia hamin himat nae harni chahaia
                            • #164 Collapse

                              jab humain loss hu tab humain forex nahi chorna chahiye aur forex main zida se ziada mehnat karni chahiye hai demo trading account main tak hum achi knowledge forex k baray main hasil kar sakay aur achay trader ban sakay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Jee han bhai bilkul theek kaha app ne , forex trading business me loss hony par hamy himat nahi harni chahiy , bal ke hamy apni mistakes se lesson lena chahiy or next asi galtiyan nahi karni chahiy .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X