loss ho to himat na haro dosto loss forex ka hisa ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    ap ne bht achi baat kahi he jab loss hota he to most of people udass ho jate hain aur tention le lete hain aur pbht ziada preshan ho jaate hain.. hamain chahiye k hum sabar kren himat kren aur doabar a koshish kren then we can earn .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      g han aap ney hsaee ka loss to forx ka hisa ha per luck bhe depend kerti ha bht sey log jinhey kuch khak nahee pta htoa ameer ho jyet heen or bht sey experence full trader ise mey bht zada loss ker jaty heen
      • #873 Collapse

        mere bhai jesa ke ap ko btaya ja chuka he ke forex men loss hota he lekin ager ap ko loss ho jae to ap himat na haren is men mazeed mehnat karen or ap is men hardwork karen
        • #874 Collapse

          sb se pehli baat ye he bhai jan k aghr is main los ho jata he to hmain is main emotional ho kr koi or mistake nahi kr deni chahiye q k is main zra c b ghalti hmain loss ki traf le jati he or is main rpofit k sath sath loss to chalta hi rehta he is liye hmian is main himmat nahi harni chahiye or is main apni ghaltiyoun se kuch na kuch seekhna chahiye
          • #875 Collapse

            G haan brother hum dosto ko loss honey par himat nahi harni chahiye forex mein loss or profit dono sath sath hi hai hum forex mein loss say acha experience haseel kartey hain jo hamaray bohat kaam aata hai hum next time phir say trading start kar kay profit earn kar saktey hain
            • #876 Collapse

              forex me bohat se dost loss ki waja se apna dill har bethte hen or bohat mayoos ho jate hen but mere hayal me ak trader ko forex me himat nahi harni chahye or mehnat or lagan se forex trading ko seekhna chahye or ak baar pher forex ko ak nai tareeka sa demo pr practice kran shaid ap kamyab ho jaian.
              • #877 Collapse

                yess brother ap ne bilkul theak kaha hhy agar ap ko loss ho tou ap apna dil na torain bal k mehanat or hemat se kam lain is se ziada fiada ho ga ap ko loss wali bat py ap k liye mashor fikara yeeeeee cheez mere aziz
                • #878 Collapse

                  asal me pakisani logo ki jo majority he woh pahle hi darti he ke forex me hamko boht loss hota he or agar ham yh kam karen ge toh ham tabhi isko samaj skate hen ke forex business kia he or kese ham isme earning kar skate hen or agar loss ho tooh himat nahi harni chhaiye ham wakt ke sath sath samj sakte hen
                  • #879 Collapse

                    Yes this is very good question for loser traders and for those who are in fear of loss from forex loss is part of forex and we should imagine if we are earning good profit daily so whats problem if loss occur we should bear loss
                    • #880 Collapse

                      nhn agar ap target kam rhekn tu tab bhe agar ap ke strategy tehk nhn ho ge tu ap khud ko loss sa nhn bacha sakty, loss sa bachny ka ly apna target ziada rhekn us sa ya ho ga k kuch trade loss kren gy kuch proift, tu target ap ka ya ho k average mein ap ko profit ay
                      • #881 Collapse

                        losske bad bohat hibura feel hota ha aur ghusa ata ha main is situation se bohat dafa guzar chuka hun lekin abi bi forex se earn karney ki koshish kar raha hun aur kuch kamyab bi hua hun..
                        • #882 Collapse

                          g bhai bilkul theek kaha apny jub loss ho to himmat nahin haarni chahiye kyun kay kuch paany k liye kuch khona parta hai aur insaan apni ghaltion say hi seekhta hai
                          • #883 Collapse

                            han ge sir g aapne bilkul thk kaha loss ho jae to himat nhe harni chye blke is se sekhna chye or smjhna chye ke hm ne kia galti ki hai ta ke hum next loss krne se bach skain . q ke ye bhe hmari trade ka hisa hai. aur ye bilkul sahi baat ha
                            • #884 Collapse

                              bilkul sahe kaha bhai ny har karobaar ki shurwat main llog loss kar bethty hain iska matlab yeh nahe ky wo log apna karobar he bnd kar den isi taran forex main bhi yahe cheez hai loss forex ka hissa hai lekin ye ham py depend karta hai ky ham forex ko kitna time dety hain or kitni lagan sy trad karty hain ap jitna time forex ko dengy ap ko utna loss kam hoga innshaALLAH .............
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                han bhai apna theak kah forex ma aise log bhout daikhe hen ka wo loss kerke pher forex trading ko shourne ka faisala ker lete hen halaka aisa nae kerna chaeya unhe per . . unko nai pata ka forex loss ka hisa hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X