loss ho to himat na haro dosto loss forex ka hisa ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1276 Collapse

    g haan kici b businss mai loss ho to himat na haro coz loss profit to kici b business ka hisa ha.trading mai b loss profit hota he rehta ha ko ghabrany wali bat nahi ha .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1277 Collapse

      yes dear you are right har business mai loss or profit dono hota to agr loss hojai to ziada mehnat k sath or business ko boost kren ye ap k lye behter rahega
      • #1278 Collapse

        loss ho to dil par ni lena chahye ye business ha r business me loss to hota ha mgr insan ko loss sy kuch na kuch hasil b hota ha agr koi hasil karna chahtaha to
        • #1279 Collapse

          dear forex me jis dosto ko loss hota hi wo himat na hary ku key os sey on ko apni mistakes ka pata chalta hi aor koshish kary key next time jab be trade lagay to wo ye mistake na ho aor ap ko disheart be nahi hona chahye loss ho jay to ku profit aor loss to business ka part hota hi
          • #1280 Collapse

            loss agar ho b jata hay forex me to himat kabi b nahi harna chaye forex me hamy practice karty rehna chaye esi se ham achi earning kar sakty hey
            • #1281 Collapse

              dear forex ho ya koi b business loss is the part of busines es liye smjh k aur seekh k kam karo ta k ap ko faida ho aur ap apnii lfie ko enjoy karo forex aik behtreen business hy es liye smjho aur seekho es ko ta k ap faida hasil karo aur acha earn karo,,,
              • #1282 Collapse

                G ap ne thek kaha forex mein AGR loss ho to ap ki himat nahi harni chahiye q k forex mein loss aur profit dono hain agr loss howa hai to phir profit bhi ho ga
                • #1283 Collapse

                  bilkul durust farmaya brother aap ne agar forex me loss huwa tu hame waqai himmat nahi haarna chayye kyon loss waqai forex nahi balke duniya her jaiz kaam hissa he ...
                  • #1284 Collapse

                    Dil sirf wo log harte hain jo new hote hain aur dil mein bht ziada lalach rakhte hain. Jab loss ho jata hai to wo himat haar jate hain. Is liye is mein himat nahi harni chaye kyun k apni galtiyun ko samjna chaye k hum ne kiya galti ki hai ta k agay hum in se kuch seekh k profit hasil kar saken.
                    • #1285 Collapse

                      G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me loss is business ka sb se main hisa ha is business me loss ho tu hmen himat nahi harni chahe kyun k ye aik asa business ha jis me loss hmen kabhi bhi ho sakta ha isi liye sbr se kam laina chahe is business me loss k waqt hmeshah
                      • #1286 Collapse

                        Jab humen forex pay loss ho to humen himat naheen harni chaye keyon kay loss aur gain dono busines ka hisa hen aur ek succesful trader bhi wohi ban sakta hai jo trading men loss ko bhi bardasht kar paye aur apna work jari rakhay bahot jald wo ek sucesful trader ban sakta hai
                        • #1287 Collapse

                          main aap say agree karta hun.trading main loss ho jaana koi bari baat nahin hai.forex trading ik risky business hai or jab bhi banda risk leeta hai to phir loss ka khatra to rehta hai.agar hum essy main himmat say kaam lain gay to he hamry liey better hai.
                          • #1288 Collapse

                            yes agar loss ho tou himat say kaam laina chahiye because loss her business ka hissa hota hai agar hamen loss hota hai tou yeh samjh lain kay hamen experience ho gaya hai ab wo mistakes again nahi karni jin say hmen loss howa hai
                            • #1289 Collapse

                              g haan agr hum kamyab trader banna cahty haan to humy loss ko bardash krnaa hoo gaa kamyab trader wohi htaaa haa jo loss ko thk sy handle kar k agy chal sky or profit earn krny k kabil hoo....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1290 Collapse

                                Dear forex international trading ha jis May hamay work karnay kay ley knowledge learning skills practice aur experience ke zeyada zarorat hote ha que Kha forex may loss aur profit to is ka hesa Ha ager hamay zeyada experience hasil ho ga to hum is may profit hasel kartay jatay han otherwise loss he hota ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X