loss ho to himat na haro dosto loss forex ka hisa ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    It is very important for every trader that he or she should have set mind that from here we can earn profit and some times you might have to loss your money, so we should not loss our heart if we loss money.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      ji ha dosto loss hone per himmat aneh harni chhaye or new trader ko loss hota hi he aesa koi trader nahe he jise kabhi na kabhi loss na howa ho so app ne apni mistakes follow karni he or unhe remove karni he take dobara app se mistakes repeat na ho
       
      • #588 Collapse

        AOA dera brother forex me loss aor profit short timing me hota ha is liay humain agr loss hota ha to zaroor sochna chyia k kis mistake ki waja se loss hua ha.aor loss hi ap ko kbi na kbi profit ki taraf lay k jata ha.......
        • #589 Collapse

          agr spp forex ka hissa ho tou app ko pata hona chaiyay key har kamm mein loss aur profit douno hi hota hai aur agar app ko loss ho raha ho tou himmat nahi harni chaiyay balkey ous mein hamein dekhna chaiyay key ham nein ous mein kia galti ki hai
          • #590 Collapse

            g han per log ye bat samaj tey h nahi hai wo chor char k chaley jatey hai unhey sabar nahi hota na is lie humesha apny fresh mind se kaam karey takey ap best trader ban sakoo.
               
            • #591 Collapse

              dear friend jee han forex may trading karty waqt ager ap k loss hota han tu dil chota na karay q k loss tu business ka hissa han so apni mistake ko learning kary aur demo per practice karay aur experiance gain karay aur knowledge gain karay aur learning be sath may karaty rahy zaror loss be cover hoga aur kamiyab be zaror hogay
              • #592 Collapse

                Yes aap theek farma rahay hain bilkul. Loss tou hota rehta hai is ko itna serious le kay nai beth jana chahye k agay kuch karna hi chor dein. Insaan ko himmat aur hoslay ka daaman nahin chorna chahye kabhi bhi. Jo hogya wo wapis nai asakta isliye kal k liye mehnat krni chahye takay apni ghaltiyan dobara na dohrayein aur mustaqbil mein kamyab ho sakein.
                • #593 Collapse

                  g han loss ho to hemat na haro . butt agar loss zada ho gaya hai to treding ko band kana he acha hota hai. wese to loss forex ka hisa hai. jaha loss waha profit b to hota hai na....
                  • #594 Collapse

                    mera b khyal ap k sath milta hai janab k agar forex mai loss ho b jata hai to dil chota karne ki koi zarorat nhi hai ap apni galtion se sekhain or ek nae josh and jazbe k sath ap again trade karain es business mai kbhi ap ne himat nhi harni agar ap himat har gae to smjhe capital har gae bal k ap sekh k bounce back karain.
                    • #595 Collapse

                      aap ko is market main trade karty hooway is baat ko hamesha mind main rekhna chhaiye kay hum is market main possibilities ko hi trade karty hain certainty ka is market main koi wajood naheen hay sirf aur sirf possibilities ka hay.
                      • #596 Collapse

                        G han dear yeh baat bilkul thek hai agar ap kisi b kam mai sucessful hona chahty hain to ap ko kabhi b umeed nahi chorni chahye. Humain chahye k hum agar galti karen to dbra koshish karen or phir koshish karen to at last hum successful ho jae gy bajae is k hum koshish hi na kare
                         
                        • #597 Collapse

                          han bilkul mera bhi yahi manna hai ke loss and profits to chalta he rehta hai forex me hum ko himmat se kaam lena chahiye or kabhi bhi is me greed nahi karni chahiye tab he hum is me profits kama sakte hain .
                          • #598 Collapse

                            g bhai aap ne sahi kaha loss business ka hisa hai loss ke baadd .forex ko chorna nahi chaheyai, buaht se trader loss hone ke baad forex ko chor daite hai aur forex ko bad naam karte hai ,forex ko fraud kehte hai .... to mera ye mashwara hai ke loss ke baad dobara try karna chaheyai aur forex nahi chorna chaheyai
                             
                            • #599 Collapse

                              umeed per dunya qaim hay main to is baray main ye hi kahun ga or jab tak jan baqi hay lagay raho aik din kamyabi zaroor milay gi,loss to is business ka hisa hen is liay un per kabhi bhi himat nahi harni chahiay is say apna or loss hota hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                Ji haan aapki baat sahi hy kuch log aisy hotu hyn jinko loss jab hota hy to vo mayoos hoky beth jay hyn.Un lpgon kp mwri yahi advice hy ky vo himmat na haryn,aur mehnat aur lagan s apna kaam jaari rakhyn.Aur khaas tor parr apni mistakes parr tavajjah dyn.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X