loss ho to himat na haro dosto loss forex ka hisa ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    yar jasa ka ap sab ko pata ha ka forex aiek online buisness ha or buisness ma loss or profit dnu ki presense ha or forex ma bhi yahi hisab ha lakin koi koi forex ma jab shuru ma huta han toh trade kar ta wakt loss kar jate han or himat har data han lakin ye sai nai loss har buisness ka hisa ha or isa himat ka sath bardash karna huga is lia himat nai harni chaye or achi tarah kam sekh kar karna chaye taka loss sa bacha ja saka .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      yes sahee suna app logo ni agar forewx trading main app logo ko is main ek loss hotha hain tu is main app logo ko himat nahee haarna chayee kiyoo forex tradinng jaga app logo is main loss karty ho tu khal esi jaga app logo is main ek bohat he acha profit be karogy
      • #453 Collapse

        jee han appn ebilkul sahi kaha loss forex ka hisa hai yahi loss hum ko profit ki taraf lejata hai kyun ke hum loss ki waja jante hain or koshish kerte hain ke wo galti na Karin jis ki waja se loss howa hai
         
        • #454 Collapse

          yes ap ko forex ma inter hoty he yeh mind ma rakhna chahye k jub profir ha tu loss b ho ga or hamen is ko bear krny ki himmat b rakhni chaye or ager loss ho tu aus ko patience k sth bear kro or apni mistake sa seekho ta k future ma aisy kisi bary loss sa bech sko so take it easy.
           
          • #455 Collapse

            ge brother aap thek keh rahe hai forex trading ma bohat se log loose kar jate hai jis ke waja lack of experience ha jab insaan ka knoledge acha ho jata hai to phir aap ko koi problem nahi hoti is liye jo log loose kar jate hai unhe himat nahi harni chye balke nai josh aur lagan se start karna chaye.
            • #456 Collapse

              Yes dear ofcourse trader ko loss honey key bad jitna ho sakey apne mistake ko find karey or usse improve karney ke koshish karey tabi trader forex me achi earning karney key kabil ban sakta hai
              • #457 Collapse

                forex me bht se logo ko bht sa loss uthana parta hx aur is wja se wo log apna hosla har bethty hen aur forex pe trading krna chor dety hen un logo ko chahye k apna hosla mt haren aur myhnt kren apna loss recover krne k lye
                • #458 Collapse

                  Jee bilkul zindagi ke har hissey mein haar jeet tou lagi rehti hai . But humein kabhi bhi himmat nahi haarni chahiye . Agar humein hamari kisi ghalti ki waja sey trading mein loss ho jaye tou humein himmat haarney ke bajaaye apni ghalti pey ghour karna chahiye aur koshish karni chahiye ke next time hum woh ghalti dubara nahi repeat karen.
                  • #459 Collapse

                    Ap nay bohat achhi motivation wali post ki hay kahss tor per loosers kay liy bohat saaray newbies trader start main jb loss hota hay to dr jatay hain ya trading chhor jatay hain aisay traders ko chahay kay wo himat na harain.
                    • #460 Collapse

                      assalamu alaikum jee han brother profit or loss to har business ka hissa hota hain forex bhi aik business hain is mein bhi loss or profit factor shamil hain..but agar koi trader sirf loss hi ki waja se forex ko join ni karta ya loss hone hi ki waja se forex ko chor deta hain to ye to us ki bari bewakufi hain..balkein trader ko chahyein loss se ghabrae na balkein trading ko achi tarah se learn karein INSHALLAH kafi had tak loss se bach sakta hain.
                      • #461 Collapse

                        G han! forex main agar ap ko loss hobi jaye tu ap log apna dil chota na karay or na hi mayoos hona chahiye profit or loss tu business ka aik part hai agar ap mehnat or lagan or hard working k sath trading karay gay tu ap successful zaror hongay. hisa ha or loss acha bhe ha kyun k loss se apko sekhny ka moka milta ha so ager ap loss se sekh rhy ha to it's better for you
                        • #462 Collapse

                          jee bilkul bhaai agar hamne loss ho tou hamen bilkul bhi himmat nhe harni chahyie balke ye sochna chahyie iss loss ki basis pe he hum agay ja k experienced keh laenge kynk hamen pata hoga k kia sahi hae or kia ghalat hae hamare liye... :o
                           
                          • #463 Collapse

                            If loss is greater then in future the frofit is greater. If you suffer loss in any not in only forux business, you should be patient because every failier leads for success. Therefore try to over come loss, not to shut done business.
                            • #464 Collapse

                              yes sir forex ek business hain forex mai aap loss b karty hain or profit b gain karty hain is mai aap ko loss k chance ziada hoty hain magar aap ko loss ho raha hain tu dil na arahy or try karty rahay aap zaror kamiyab hongy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                asslam ao likum dear's yes dear agar humy forex am loss ho be ajy to himat nhe harne chaye loss ho forex ak ak hisa ha bas forex am jo be mistaker ho usnhy dobara repeat ne akry ya akhyal rakhy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X