loss ho to himat na haro dosto loss forex ka hisa ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    yh sach hy ky loss forex ka hisa hy aor hmat harni be nai chaye kun ky hmy 2no ko face krna hta hy forex may,loss ya profit lekn forex may kamyab hny ky ley ap profit ka na sochyn blky ap forex may kam kr ky achy trader baniny ka sochyn es trha ap ko kamyabi be mly ge aor ap earning be kr skyn gy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      Ya profit and loss dono hi forx ka hissa ha is liye jab loss ho to humhe himmat nahi har ni chiye balke himmat se muqabla karna chiye aur apni mistake ko dekhna chiye aur un se sabq sekhna chiye
       
      • #393 Collapse

        han mery khayal mein forex trading ka business ho ya koi be or business ho us mein loss or profit to ho jata hai lakin humy homat nahi harni chahey.
        • #394 Collapse

          yes it is the right ,not only the forex part the loss is the part of the any business some business carry the small losses and some of then carry the risk of the loss that is why it is the clear that the loss is the part of the forex do not worry
             
          • #395 Collapse

            dear i agree with u ke forex mein ap ko loss tou hota he ya ho nai sakta ha ke ap ko loss na ho is liye hmein is mein himat nai harni chaye is q ke aik waqat asa be ata ha ke ap ka wohe loss ap ko profit be data ha is liye ap ko himat nai harni chaye
            • #396 Collapse

              i think marey kahyail say hume foraex taredinge pay loos ho to himat nai hareni cahiye kew kay foraex taredinge par loos b khabi ho saqta hai .........
              • #397 Collapse

                forex market men buhat sary traders loss khaty hain but wo market ko leave nahi kerty mujhy bhi loss huwa tha or some time or bhi ho jata hai is ley hamain himmat nahi harni chahye or trading kerty tehna chahye.
                   
                • #398 Collapse

                  loss ho jae to himat nhe harni chye blke is se sekhna chye or smjhna chye ke hm ne kia galti ki hai ta ke hum next loss krne se bach skain . q ke ye bhe hamari trade ka hisa hai
                  • #399 Collapse

                    yes it is the right that with the little or with the nominal loss we should not loss heart it is not the way of the trading or even doing the business because the business carry the loss ,that is why trade with the more batter skills if you want to get the success
                       
                    • #400 Collapse

                      Forex trading ak risky field he ,, or 70 percent log es me nuqsan kar bethte hen ,,, lekin hame agar es me complete success chaye tu hame himmat nahi harne chaye , or boht patient , skills ke sath dubara apna carrier start karna chaye .
                       
                      • #401 Collapse

                        bahi main samajhta hon k forex kia dunya ka har business main loss hota hai aur loss and profit tu business ka hissa hota hai lahaza yah zrori hai k aap apni aasab ko mazboot rakhtay hua bajay frustrate ho is sa behtar hai k aap loss ki waja jan k us galti ko thek karo
                        • #402 Collapse

                          well i know that koi bi business ho us me profit ore loss saath saath hotay han ..forex me loss ore profit short timing me hota ha is liay humain agr loss hota ha to zaroor sochna chaahoay k kis mistake ki weja se loss hua hai.....!
                           
                          • #403 Collapse

                            Agar hume daily base per target bana kar trading Karen tu hum roz aik nai umeed se order laga sakty hain magar is kay liay humen apny order ko daily profit ya loss me about 1/3 ratio se close karna hoga. Aksar log jo target or plan kay bina trading karty wo yehi kaam karty hain kay apny order ko loss me close nahi karty jiski waja se wo apny account wash hony tak bhi us order ko close nahi karty or phir end per mayoos ho jaty hain. Ye bilkul wrong hai aisa nahi karna chahiay apny order ko hum instantly close kar sakty hain or market ki new position per next order me profit le kar loss ko recover bhi kar sakty hain or extra profits bhi gain kar sakty hain.
                            • #404 Collapse

                              kbi b loss ho ny ki wja sy dill chota ni krna chaheay kiu k forex porfit or loss ki wja sy hee hai agr loss hota b hai tu ap ki apni glti ki wja sy hota hai or profit b ap ki apni abilty sy hee ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                loss buisness ka hissa ha ya kam ma lazmi hota ha ya nasseb ki bat ha lakin trader ko kabi bi loss ma maus ni hona cahiya balka acha tareeka sa is sa nipatana cahiya aur aga taraqee ki rah ma qamzan hona ka li mahnet karni cahiya koi b kam ho nafa aur noqsan us ma sath sath hota hain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X