What is Inverted Hammer candlestick pattern?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Inverted Hammer candlestick pattern?
    Assalam ualikum kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apko
    Me Pakistan forex trading me inverted hammer candlestick pattren ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me apse share karo ga wo
    Apke knowledge Or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe amal karte he to ap ak ache or kamyab Trader ban sakte he or bhot sare
    Paise bhi kama sakte he isliye hme Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se kam karna chahye or apna maximum time bhi yha pe guzarna
    Chahye.

    What is Hammer 🔨 candlestick?
    Candlestuck charting mein hathora qeemat ka aik namona hai jo is waqt hota hai jab koi security apne khilnay se numaya tor par kam tijarat karti hai, lekin iftitahi qeemat ke qareeb band honay ki muddat mein reliyan hoti hai. yeh namona hathoray ki shakal ki shama daan banata hai, jis mein nichala saya haqeeqi jism ke size se kam az kam dugna hota hai. candle stick ka body khuli aur band qeematon ke darmiyan farq ko zahir karta hai, jabkay shadow is muddat ke liye ziyada aur kam qeematon ko zahir karta hai .
    Click image for larger version

Name:	download (18).png
Views:	12
Size:	1.8 کلوبائٹ
ID:	12553451

    Key Takeaways;
    Hathoray ki shammen aam tor par qeemat mein kami ke baad hoti hain. un ka aik chhota sa asli jism aur aik lamba nichala saya hai. hathora candle stick is waqt hoti hai jab baichnay walay qeemat mein kami ke douran market mein daakhil hotay hain. market band honay tak, khredar farokht ke dabao ko jazb karte hain aur market ki qeemat ko ibtidayi qeemat ke qareeb dhakel dete hain. band khilnay ki qeemat se oopar ya neechay ho sakta hai, halaank band khulay ke qareeb hona chahiye taakay candle stick ka asli body chhota rahay. nichala saya haqeeqi jism ki oonchai se kam az kam do gina hona chahiye. hathora candlestick pattren mumkina qeemat ke ulat jane ki nishandahi karti hai. hathoray ke baad qeemat barhna shuru kar dena chahiye. usay tasdeeq kehte hain .
    Click image for larger version

Name:	download (8).jpeg
Views:	4
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12553452
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Inverted Hammer candlestick pattern?

    WHAT IS AN INVERTED HAMMER CANDLESTICK PATTERN :





    Inverted hammer candlestick pattern ak bullish reversal candlestick pattern hota ha ya pattern huma market ka bullish ke reversal ho kar jana ka batata ha. Jab ya inverted hammer pattern market ka chart ma banata ha to is time market ke price lower ke traf move karte hoi ja rahe hote ha or ya inverted hammer pattern market ma banna sa phalay ak strong trend ko bana raha hota ha jo ka downtrend hota ha or ya pattern is downtrend ka bottom ma banat ha or market ke price ko upward ke traf reversal karna ka kam karta ha. Ya inverted hammer pattern jab banay ga to ya market ma jo current downtrend chal raha ho ga is ka bottom ma ban kar is downtrend ko end kar da ga or market ko reverse kar da ga upward ke traf or market ma ak nee uptrend ko banay ga. Ya inverted hammer candlestick pattern market ka chart ma ak single candlestick sa banay ga jes ke small real body ho ge or is small real body ka high ma ak long shadow ho ga jo ka huma market ke price ka reversal ho kar upke traf market ka ana ka batay ga or is inverted hammer candlestick ka ya long upper shadow previous day ke real body ka under he ho ga yani ka ya previous day ke candel ko cross ni kara ga.





    HOW TO FIND AN INVERTED HAMMER CANDLESTICK PATTERN :





    Inverted hammer candlestick pattern ko market ka chart ma find karna bahot he asan hota ha q ka ya pattern ak single candlestick sa banat aha or ya market ma trend ka end ma banata ha to is ko easly market ma find kiya ja sakta ha is inverted hammer ko market ma gind karna ka liya in three points ko follow karna bahot he zaroori hota ha agar ap in points ko follow kara ga to is inverted hammer pattern ko easily find kar saka ga :

    1: STRUCTURE
    2: PRIOR TREND
    3: LOCATION





    1: STRUCTURE :





    Ya inverted hammer candlestick pattern ak single day ke candel sa banay ga jab ya banay ga to is pattern ma jo is day ke opening or closing price ho ge wo ak dosra ka near ma ho ge jes ka result ma is pattern ke small real body banay ge or is small real body ka opening or closing price ka near ma lower point bhi ho ga yani ka is candle ka ka lower ma koi shadow ni ho ga or is candle ka opening or closing price ka high ma is ca dle ka higher point ho ga yani ya is candle ke small real body ka top ma long upper shadow ho ga. Ya inverted hammer candlestick jab banay ge to is candle ke jo small real body ho ge wo red colour ke bhi ho sakte ha or ya real body green colour ke bhi yani ka ka jo is ma closing point ho ga wo is candle ka opening price ka near ma top par bhi ho sakta ha or lower ma bhi bas ya is ka near ma ho ga or small real body ko banay ga. Is Inverted Hammer ke jo candel ho ge is ma long shadow ho ga jo is ke real body sa long ho ga ya is ke real body sa twice sa bhi zada ho ga is ma 80% upper long shadow ho ga or 20% is pattern ke candel ke small real body ho ge.





    2: PRIOR TREND :





    Ya inverted hammer candlestick pattern jab market ka chart ma banay ga to is inverted hammer pattern ke candle ka banna sa phalay yani jo market ka prior trend ho ga wo bearish trend ho ga is pattern ka banna sa phalay market ma prior bearish trend ka hona zaroori ho ga q ka ya pattern sirf bearish trend ka bad banata ha. Or jab ya inverted hammer pattern banta ha or is inverted hammer sa phalay market ma prior trend bullish trend ho ta ha to is pattern ma ak achi trade ni banay ge or ya sai sa kam ni kara ga or ya market ke reversal ni kara ga jab is sa prior trend market ma bullish trend ho ga is liya is pattern sa phalay market ka chart ma prior trend ka hona must ho ga. Jab ya pattern market ka chart ma prio bearish ka trend ma banay ga yani jab ya banta ha or bearish trend hota ha or is ka banna sa phalay three ya four bearish ke candle ho te ha jo market ko low ma la rahe ha or ya candel market ma new lower low or lower high ko bana rahe ho to ya inverted hammer pattern ak strong reversal ka kam kara ga or is time ya traders ko ak strong signal da ga.





    3: LOCATION :





    Jo is inverted hammer pattern ke market ka chart ma best location hote ha yo market ma downtrend ma hote ha. Ya pattern market ka is downtrend ka bottom ma banta ha or is pattern ke ya downtrend ka bottom ma he best location ha or ya downtrend ka bottom ma ban kar is downtrend ko end karta hua banta ha. Is pattern ke location ka liya is ma ya dakhna hota ha ka jab ya inverted hammer pattern banay ga market ka downtrend ma to jo is ka long shadow ho ga wo is pattern ke jo previous ma bearish ke candle ho ge is ka shadow os ke real body ma hona zaroori ho ga yani ka jo is inverted hammer candle ka long upper shadow ho ga wo is pattern ka previous bearish candle ko cross ni kara ga wo os ke opening price sa low ma he ho ga.





    TRADING WITH INVERTED HAMMER CANDLESTICK PATTERN :





    Traders is inverted hammer candlestick pattern ko use karta ha market ma trend reversal pattern ka tor par yani ka ya jo inverted hammer pattern banta ha to ya market ka trend ko reversal karna ka kam karta ha or ya pattern traders ko market ka trend ka reversal ka signal data ha. Ya inverted hammer pattern jab market ma banat ah to ya traders ko batata ha ka market ma jo bearish ka trend ha wo end hona wala ha yani jo market ma seller ha wo enter na ho or ya seller market sa exit ho jay or jo market ma buyers ha wo enter ho jay q ka market ke price na reverse ho kar upward ke traf jana ha. Ya pattern jab banay ga to is sa phay market ma strong downtrend chal raha ho ga is ma time market ma bear ka control ho ga or ya bear market ke price ko ak high pressure ka sath lower ke traf la raha ho ga or is bear ka pressure ke waja sa market ke price ak long term downtrend ka bottom ma ay ge or jab is pattern ke yani inverted hammer ke candel banna start ho ge to is ka start ma bull ke entry jo ge or ya bull market ke price ko ak high pressure ka sath up ke traf la kar jay ga or or high sa is ma bear dobara sa ay ga or ya bear market ke price ko high sa reversal kar ka down ma lay ga or is ke opening price ka near ma la kar close kar da ga or ya huma batay ga ka jo market ka bear ha wo market ke price ko lower ma ni la ja saka or ak sa market ma bull ka control ha is pattern ke candel ka close hona ka bad market is bull ka pressure sa high ke traf jay ge or traders ko market ka bearish sa bullish ke traf reversal ka signal mila ga. Is inverted hammer pattern ma traders trade ko enter karna sa phalay is pattern ke conformation kara ga or is ke conformation ka liya traders is pattern ka bad next movement ko dakha ga agar is ka bad market high ma jate ha to is ke conformation ho jay ge or traders is pattern ka long upper shadow ka high sa buy ke trade ko enter kara ga or stop loss ko is pattern ke small real body ka lower ma place kara ga.





    DIFFERENT BETWEEN INVERTED HAMMER AND SHOOTING STAR CANDLESTICK PATTERN :





    Ya inverted hammer pattern shooting star pattern ka opposite ma ho ga. Ya shooting star pattern market ka chart ma uptrend ka top ma banay ga or ya shooting star pattern market ka uptrend ko end karna ka kam kara ga or ya shooting star pattern market ke price ko bullish sa bearish ke traf reversal kara ga. Ya shooting star pattern jab market ka chart ma banay ga to is pattern ke bhi ak small real body ho ge jo ka same inverted hammer pattern ke candle ke trha sa ho ge ya bhi small real body sa bane ho ge or is ka top ma long upper shadow ho ga or is ka lower ma koi shadow ni ho ga ya same inverted hammer ka ho ge magar is ke jo location ho ge eo opposite ho ge. Ya inverted hammer market ma downtrend ka bottom ma banay ga or market ko bearish sa bullish ke traf reversal kara ga or jabka jo ya shooting star pattern ho ga ya market ma uptrend ka top ma banay ga or ya market ke price ko bullish sa bearish ke traf reversal karna ka kam kara ga.
    • #3 Collapse

      Re: What is Inverted Hammer candlestick pattern?

      Dear member forex mein kamyabi hasil karna chahtey hein tu forex ke knowledge ko completely learn karne ki koshish karen agar apke pass forex market ki movement ko analyse karne ki tamam techniques ka tamam knowledge hoga tabhi ap market ko achey se analyse kar sakte hain aur apni trade ko trend ke mutabik open karke acha profit kama sakte hain aj hum forex market mein inverted hammer candlestick chart pattern ke barey mein maloomat hasil kartey hain.
      WHAT IS INVERTED HAMMER CANDLESTICK PATTERN ?
      dear forex member yeh aik candlesticlk chart pattern hai es pattern ko hum bullish reversal pattern bhe kehtey hain.yeh pattern bearish pattern bhe kehlata hai.yeh pattern mostly aik strong candle per mushtamil hota hai aur yeh pattern market mein price action per depend karta hai.yeh candle most important hoti hai q keh yeh candle mukamal tour per down trend ko uptrend mein tabdeel kar deti hai.jub hum market mein es pattern ko chart pattern per dekhtey hain tu hamein yeh hammer shape ka nazar ata hai es liye reverse pattern ki vaja se hum esko inverted hammer candlewstick pattern kehtey hain.


      INVERTED HAMMER CANDLES FORMATION
      dear forex member jis tarah hum read kar chukey hain keh yeh pattern mostly single candle per mushtamil hota hai.hum eski formation ko read kartey hain jo eski identifiation ke liye most important hai.
      1.yeh candle tub banti hai jub market mein price aik certain level per open hoti hai aur phir higher level tak chali jaati hai.
      2.second level per voh price down hona start kar deti hai aur eske initial opening point tak a jaati hai.aur es pattern mein candle ka colour matter nhi karta yeh candle red bhe ho sakti hai aur green bhe.
      3.agar yeh candle opening price ke below close hoti hai tu yeh candle red hogi lakin agar yeh candle opening price se higher level ya point per close hoti hai tu yeh candle green candle hogi.es tarah ye dono candles inverted hammer candles kehlati hain.
      es tarah ap es pattern ki candle ko identify karkey apni trade ko open kar saktey hain lakin reverse hone ki vaja se yeh reliable nhi hai tu ap esko doosrey indicator ke sath estamal kar saktey hain.
      • #4 Collapse

        Re: What is Inverted Hammer candlestick pattern?

        Assalam ualikum kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apko me
        Ak bhot he important topic hammer candlestick ke bare me btao ga jo apke knowledge me izafa ge.

        What is Hammer 🔨 candlestick?
        Candlestuck charting mein hathora qeemat ka aik namona hai jo is waqt hota hai jab koi security apne khilnay se numaya tor par kam tijarat karti hai, lekin iftitahi qeemat ke qareeb band honay ki muddat mein reliyan hoti hai. yeh namona hathoray ki shakal ki shama daan banata hai, jis mein nichala saya haqeeqi jism ke size se kam az kam dugna hota hai. candle stick ka body khuli aur band qeematon ke darmiyan farq ko zahir karta hai, jabkay shadow is muddat ke liye ziyada aur kam qeematon ko zahir karta hai .


        Key Takeaways;
        Hathoray ki shammen aam tor par qeemat mein kami ke baad hoti hain. un ka aik chhota sa asli jism aur aik lamba nichala saya hai. hathora candle stick is waqt hoti hai jab baichnay walay qeemat mein kami ke douran market mein daakhil hotay hain. market band honay tak, khredar farokht ke dabao ko jazb karte hain aur market ki qeemat ko ibtidayi qeemat ke qareeb dhakel dete hain. band khilnay ki qeemat se oopar ya neechay ho sakta hai, halaank band khulay ke qareeb hona chahiye taakay candle stick ka asli body chhota rahay. nichala saya haqeeqi jism ki oonchai se kam az kam do gina hona chahiye. hathora candlestick pattren mumkina qeemat ke ulat jane ki nishandahi karti hai. hathoray ke baad qeemat barhna shuru kar dena chahiye. usay tasdeeq kehte hain
        • #5 Collapse

          Re: What is Inverted Hammer candlestick pattern?

          pattern market ka is downtrend ka bottom ma banta ha or is pattern ke ya downtrend ka bottom ma he best location ha or ya downtrend ka bottom ma ban kar is downtrend ko end karta hua banta ha. Is pattern ke location ka liya is ma ya dakhna hota ha ka jab ya inverted hammer pattern banay ga market ka downtrend ma to jo is ka long shadow ho ga wo is pattern ke jo previous ma bearish ke candle ho ge is ka shadow os ke real body ma hona zaroori ho ga yani ka jo is inverted hammer candle ka long upper shadow ho ga wo is pattern ka previous bearish candle ko cross ni kara ga wo os ke opening price sa low ma he ho ga.





          TRADING WITH INVERTED HAMMER CANDLESTICK PATTERN :





          Traders is inverted hammer candlestick pattern ko use karta ha market ma trend reversal pattern ka tor par yani ka ya jo inverted hammer pattern banta ha to ya market ka trend ko reversal karna ka kam karta ha or ya pattern traders ko market ka trend ka reversal ka signal data ha. Ya inverted hammer pattern jab market ma banat ah to ya traders ko batata ha ka market ma jo bearish ka trend ha wo end hona wala ha yani jo market ma seller ha wo enter na ho or ya seller market sa exit ho jay or jo market ma buyers ha wo enter ho jay q ka market ke price na reverse ho kar upward ke traf jana ha. Ya pattern jab banay ga to is sa phay market ma strong downtrend chal raha ho ga is ma time market ma bear ka control ho ga or ya bear market ke price ko ak high pressure ka sath lower ke traf la raha ho ga or is bear ka pressure ke waja sa market ke price ak long term downtrend ka bottom ma ay ge or jab is pattern ke yani inverted hammer ke candel banna start ho ge to is ka start ma bull ke entry jo ge or ya bull market ke price ko ak high pressure ka sath up ke traf la kar jay ga or or high sa is ma bear dobara sa ay ga or ya bear market ke price ko high sa reversal kar ka down ma lay ga or is ke opening price ka near ma la kar close kar da ga or ya huma batay ga ka jo market ka bear ha wo market ke price ko lower ma ni la ja saka or ak sa market ma bull ka control ha is pattern ke candel ka close hona ka bad market is bull ka pressure sa high ke traf jay ge or traders ko market ka bearish sa bullish ke traf reversal ka signal mila ga. Is inverted hammer pattern ma traders trade ko enter karna sa phalay is pattern ke conformation kara
          lekin iftitahi qeemat ke qareeb band honay ki muddat mein reliyan hoti hai. yeh namona hathoray ki shakal ki shama daan banata hai, jis mein nichala saya haqeeqi jism ke size se kam az kam dugna hota hai. candle stick ka body khuli aur band qeematon ke darmiyan farq ko zahir karta hai, jabkay shadow is muddat ke liye ziyada aur kam qeematon ko zahir karta hai .


          Key Takeaways;
          Hathoray ki shammen aam tor par qeemat mein kami ke baad hoti hain. un ka aik chhota sa asli jism aur aik lamba nichala saya hai. hathora candle stick is waqt hoti hai jab baichnay walay qeemat mein kami ke douran market mein daakhil hotay hain. market band honay tak, khredar farokht ke dabao ko jazb karte hain aur market ki qeemat ko ibtidayi qeemat ke qareeb dhakel dete hain. band khilnay ki qeemat se oopar ya neechay ho sakta hai, halaank band khulay ke qareeb hona chahiye taakay candle stick ka asli body chhota rahay. nichala saya haqeeqi jism ki oonchai se kam az kam do gina hona chahiye.



          Ya inverted hammer pattern shooting star pattern ka opposite ma ho ga. Ya shooting star pattern market ka chart ma uptrend ka top ma banay ga or ya shooting star pattern market ka uptrend ko end karna ka kam kara ga or ya shooting star pattern market ke price ko bullish sa bearish ke traf reversal kara ga. Ya shooting star pattern jab market ka chart ma banay ga to is pattern ke bhi ak small real body ho ge jo ka same inverted hammer pattern ke candle ke trha sa ho ge ya bhi small real body sa bane ho ge or is ka top ma long upper shadow ho ga or is ka lower ma koi shadow ni ho ga ya same inverted hammer ka ho ge magar is ke jo location ho ge eo opposite ho ge
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: What is Inverted Hammer candlestick pattern?

            Introducyion of inverted hammer candle
            Inverted hammer candlestick pattern ak bullish reversal candlestick pattern hota ha ya pattern huma market ka bullish ke reversal ho kar jana ka batata ha. Jab ya inverted hammer pattern market ka chart ma banata ha to is time market ke price lower ke traf move karte hoi ja rahe hote ha or ya inverted hammer pattern market ma banna sa phalay ak strong trend ko bana raha hota ha jo ka downtrend hota ha or ya pattern is downtrend ka bottom ma banat ha or market ke price ko upward ke traf reversal karna ka kam karta ha. Ya inverted hammer pattern jab banay ga to ya market ma jo current downtrend chal raha ho ga is ka bottom ma ban kar is downtrend ko end kar da ga or market ko reverse kar da ga upward ke traf or market ma ak nee uptrend ko banay ga. Ya inverted hammer candlestick pattern market ka chart ma ak single candlestick sa banay ga jes ke small real body ho ge or is small real body ka high ma ak long shadow ho ga jo ka huma market ke price ka reversal ho kar upke traf market ka ana ka batay ga qeemat mein kami ke baad hoti hain. un ka aik chhota sa asli jism aur aik lamba nichala saya hai. hathora candle stick is waqt hoti hai jab baichnay walay qeemat mein kami ke douran market mein daakhil hotay hain. market band honay tak, khredar farokht ke dabao ko jazb karte hain aur market ki qeemat ko ibtidayi qeemat ke qareeb dhakel dete hain. band khilnay ki qeemat se oopar ya neechay ho sakta hai, halaank band khulay ke qareeb hona chahiye taakay candle stick ka asli body chhota rahay. nichala saya haqeeqi jism ki oonchai se kam az kam do gina hona chahiye.


            Important and identifying the hammer
            hammer candlestick pattern ko use karta ha market ma trend reversal pattern ka tor par yani ka ya jo inverted hammer pattern banta ha to ya market ka trend ko reversal karna ka kam karta ha or ya pattern traders ko market ka trend ka reversal ka signal data ha. Ya inverted hammer pattern jab market ma banat ah to ya traders ko batata ha ka market ma jo bearish ka trend ha wo end hona wala ha yani jo market ma seller ha wo enter na ho or ya seller market sa exit ho jay or jo market ma buyers ha wo enter ho jay q ka market ke price na reverse ho kar upward ke traf jana ha. Ya pattern jab banay ga to is sa phay market ma strong downtrend chal raha ho ga is ma time market ma bear ka control ho ga or ya bear market ke price ko ak high pressure ka sath lower ke traf la raha ho ga or is bear ka pressure ke waja sa market ke price ak long term downtrend ka bottom ma ay ge or jab is pattern ke yani inverted hammer ke candel banna start ho ge to is ka start ma bull ke entry jo ge or ya bull market ke price ko ak high pressure ka sath up ke traf la kar jay ga or or high sa is ma bear dobara sa ay ga or ya bear market ke price ko high sa reversal kar ka down ma lay ga or is ke opening price ka near ma la kar close kar da ga or ya huma batay ga ka jo market ka bear ha wo market ke price ko lower ma ni la ja saka or ak sa market ma bull ka control ha is pattern ke candel ka close hona ka bad market is bull ka pressure sa high ke traf jay ge or traders ko market ka bearish sa bullish ke traf reversal ka signal mila ga.


            How Do You Trade on an Inverted Hammer Candlestick?
            It is important to note that the Inverted pattern is a warning of potential price change, not a signal, by itself, to buy. Other indicators such as a trendline break or confirmation candle should be used to generate a potential buy signal.

            اب آن لائن

            Working...
            X