fast Stochastic Oscillator
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    fast Stochastic Oscillator
    Stochastic Oscillator

    Description

    dear trader kisy ho sab main ummed krta hom sab theek aur khairiyat se hon gy aur dearn, stochastic oscillator aik momentum Indicator hai jo muddaton ki aik muqarara tadaad mein ziyada se kam range ke qareebi rishta daar ka maqam dekhata hai. isharay 0 se 100 tak ho satke hain .

    ikhtitami qeemat oopar ke rujhan mein bulandi ke qareeb aur neechay ke rujhan mein kam ke qareeb hoti hai. agar ikhtitami qeemat phir onche ya kam se khisak jati hai, to raftaar sust ho rahi hai.Stochastics wasee tijarti Ranges ya sust raftari ke rujhanaat mein sab se ziyada muaser hain. do linen graph ki gayi hain, taizi se dogli % k aur % k ki mutharrak ost, jisay aam tor par % d kaha jata hai .






    How this indicator works

    • aam tor par, 80 se oopar ka Raqba ziyada khareeday hue ilaqay ki nishandahi karta hai, jab ke 20 se neechay ke ilaqay ko ziyada farokht shuda ilaqa samjha jata hai. farokht ka signal is waqt diya jata hai jab indicator 80 ki satah se oopar hota hai aur phir wapas 80 se neechay cross karta hai. is ke bar aks, khareed ka signal diya jata hai jab Oscillator 20 se neechay hota hai aur phir 20 se oopar cross karta hai. 80 aur 20 sab se ziyada istemaal shuda satah hain lekin zaroorat ke mutabiq adjust kya ja sakta hai .

      aik cross over signal is waqt hota hai jab do linen over boat ya over sealed regain mein cross karti hain. farokht ka signal is waqt hota hai jab kam hoti hui % k line ziyada khareeday hue ilaqay mein % d line se neechay jati hai. is ke bar aks, kharidari ka signal is waqt hota hai jab over sealed regain mein barhti hui % k line % d line se oopar jati hai .

      jab Stochastic Oscillator ki taraf se nai ziyada ya kam qeemat ki tasdeeq nahi hoti hai to ikhtilaaf peda hota hai. aik taizi ka inhiraf is waqt hota hai jab qeemat kam ho jati hai, lekin stochastic oscillator ziyada kam banata hai. yeh kam neechay ki raftaar ki nishandahi karta hai jo taizi ke ulat jane ki paish goi kar sakta hai. bearish Divergence is waqt bantaa hai jab qeemat ziyada onche hoti hai, lekin Stochastic Oscillator kam oonchai banata hai. yeh kam oopar ki raftaar ko zahir karta hai jo mandi ke ulat jane ki paish goi kar sakta hai

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: fast Stochastic Oscillator

    Taruf
    stochastic indicator aik leading indicator ke tor per kam karta hai is me hum levels hud laga sakte hai agr tu hum chahte hai ke hume fast signal mile or hum har waqat market me trades hi karte rahe tu hume stochastic ke levels bhe chote
    rakhne hote hai ta ke hume zaida se zaida market me signal mil sake or hum market se zaida earning kar sakte hai ya indicator bhe RSI ki tara hai us ke bhe levels hote hai uper level or lower level stochastic me hume 80 20 levels rakhne
    hote hai market over sold ho jaye tu hume ya indicator signal deta hai ke amrekt me ab buyer aa rahay hai kyu ke market me ab seller bohat zaida ho chukay hai ab market me mazeed seller nahi aa sakte or ab market me buyers hi aye gy.
    Stochastic Indicator
    Stochastic indicator aik aisa indicator jo ke leading indicator hai jis ke base per bohat sare traders hai or banks hai jo trade karte hai or market me acha khasa profit kar rahe hai stochastic me jub market 20 ke level ko touch karti hai ya us level se nichay chali jati hai tu hume market me over sold position nazar ati hai tu hum market ko buy karte hai or jaise hi market apne 80 ke levels ko touch karti hai tu hume market se exit karna hota hai or sell ki trade karna hoti hai ya sub is indicator ka rule hai.
    Click image for larger version

Name:	Stochastic.png
Views:	1
Size:	31.3 کلوبائٹ
ID:	12416697
    Divergence stochastic
    is indicator me agr hume kahi divergence mile tu ya aik acha reversal hota hai hume is ko avail karna chahiye or is point ko miss nahi karna chahiye.
    Click image for larger version

Name:	divergence stochastic.png
Views:	1
Size:	205.6 کلوبائٹ
ID:	12416699
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: fast Stochastic Oscillator

      Stochastic indicator
      stochastic indicator ya technical analysis me ata hai koi bhe indicator hai jis ki help se hum market ko analysis kar sakte haiwo technical analysis me ate hai kuch indicator legging hote hai or
      kuch indicator aise hote hai jo ke leading hote hai jaisa ke ya indicator stochastic hai ya leading indicator hai ya hume future me kya hone wala hai is ko read kar ke bata hai or jo legging hote hai
      indicator wo hume past ka data daikh kar market ko predict karte haidono indicators ki apni ahmiyat hai dono hi bohat acha work karte hai apni apni trading planing ki bat hai.
      Stochastic kaise kam karta hai?
      stochastic indicator hume chart me nahi daikhta ya chart ke bnichay hume daikhnay ko milta hai jub hum insert wale option me jaa kare indicators ki list me jaa kar stochastic indicator ko
      lagate hai tu hume ya chart yani price ke nichay show hota hai or market ki movement ke sath sath ya bhe move karta hai jis ko hum daikh sakte hai agr market up side move karti hai tu ya
      bhe up side move kare ga or agr market down ati hai tu ya bhe down ki line banate howe ichaye aye ga hume is me d level milte hai 70 ka level or 30 ka level ya hume batate hai ke market
      ab over sold hai or ab market over bought hai hume market me buyers or sellers ke bare me ya indicator batata hai jis ki help se hum market ka jaiza lay sakte hai or us hisab se market
      me trade laga sakte hai.
      Click image for larger version

Name:	stochastic.png
Views:	1
Size:	177.9 کلوبائٹ
ID:	12416731
      Stochastic indicator me 2 lines hoti hai jo crossover karti hai tu is ka matlub hota hai ke market dosri side move kare gi or agr ya lines 30 ya 80 ke levels se crossover kare tu zaida achi
      entry ban sakti hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X