Cup kia h r handle cup chart patterns kia h??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Cup kia h r handle cup chart patterns kia h??
    • Assalamualaikum dear forex members umeed h app sbb thkk hoongy r apka trading week acha jara hoga.
    • Dear members ajki post m hmm cup r candle chart pattern study krengy holy aik continuation pattern h..
    • Hmm dykhn gy k ye kaisyy bnta h r isko kaisyy trade Kia jata h.


    Cup r handle chart pattern Kia hn?

    • Dear members cup r handle chart pattern ki hii aik shakl h cup ad handle namse hii PTA chlra h cup and handle pattern ka nam cup k ooper rkha gy h q k ye chart pattern aik cup k jaisa dikhao dyta h cup and handle short term r mediumterm trdaing k liye Kam m any Wala

    Click image for larger version

Name:	7FBF2020-848C-4AD8-ADAF-583FC2F5D8A5.png
Views:	15
Size:	39.5 کلوبائٹ
ID:	12553309

    Bullish continuation cup and handle chart pattern formation:

    • Dear members agar hmm Market m dykhn k Market m fastly trend chlra h r bullish cup and handle k bnany m ye zaroorii h k start ka trend uptrend ho isky bad prices aik resistance bna k neechy Ny lgtii h r kuch time tkk aik summit range m Kam krr k aik goal trend bnatii h.
    • R jbb price pehly resistance k brabar pahunch jatii tbb yahan gol trend pirii hotii h.is gol trend ko is term m sth cup kehty hn isky bad prices doobara resistance bnata h yahan doosra resistance pehly resistance k brabar ya Thora s ooper neechy hoskta h r isky bad prices coslolidation period m chli jatii hn.
    • Condolencation period mtkb aik summit range is consolidation period ka jhukao neechy ki traf hota h is consolidation period ko is term k Sath handle kehty hn isky bad term m jbb breakout hota h phir taizii ka trend aik bar phir se change lgta h.r jbb turn m breakout hota h tbb volume b increase hony lgta h.


    Click image for larger version

Name:	58F75099-0F61-48AD-B0CD-A18A919A341B.png
Views:	11
Size:	190.7 کلوبائٹ
ID:	12553310

    How to trade bullish continuation pattern of cup and handle chart pattern?

    • Dear members hm sbse pehly cup ad handle Jo my 2 resistance h unky high ko touch krty huy ail trend line lyni h jbb koi candle bullish candle k cup ad handle poora hony k ba resistance line k ooper closing dydy to usky bad Sali candle m hmny buy krni h r buying krny k bad jis candle ny resistance line k ooper dii h usky low k neechy stoop loss lgna h hmara buying krny k oojt se stoop loss lgny k point ka bitch ka Jo fact h wohh risk reward ratio k 2% hona chahye agar difference 2% n h to hmn trade n lyni h trade lyny k bad hmn trading stopp loss lgana h.


    Click image for larger version

Name:	4B3875CF-3320-4951-9608-346BF35DBDED (1).jpeg
Views:	9
Size:	41.3 کلوبائٹ
ID:	12553311
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Cup kia h r handle cup chart patterns kia h??

    What Is a Cup and Handle Pattern?


    cupp aur handle ki qeemat ka patteren aik takneeki signal hai jo handle walay cupp ki terhan nazar aata hai, jis mein cupp ki shakal" u" ki hoti hai aur handle security ke qeemat ke chart par neechay ki taraf chhota hota hai .
    cupp aur handle ke patteren ko taizi ke signal ke tor par samjha jata hai, aur tashkeel ke dayen janib kam tijarti hajam aksar dekha jata hai. patteren ko ban'nay mein jo waqt lagta hai woh saat hafton se le kar 65 hafton tak ka ho sakta hai .
    What Does a Cup and Handle Pattern Tell You?




    –apne 1988 ke classic mein, astaks mein paisa kaisay kamaya jaye, Amrici tiknishn william jay o neel ne cupp aur handle ( si and each ) patteren ko muta-arif karaya aur anoystrz business daily mein shaya honay walay mazameen ki aik series ke zariye takneeki wazahaten shaamil kee, jis ka aaghaz unhon ne 1984 mein kya .
    o' neil ne har aik Ansar ke liye waqt ki muddat ka takhmeenah aur patteren ki makhsoos chaye ke cupp ki zahiri shakal, gole nichli satah ki mukammal wazahat faraham ki hai. sarmaya car jinhon ne pehlay un sthon par stock haasil kya tha jab woh apni purani bulandiyon ko janchta hai to un par farokht ka dabao par sakta hai, jis ki wajah se qeemat oopar jane se pehlay chaar din se chaar hafton ke arsay ke liye neechay ki taraf rujhan ki taraf taasub ke sath mustahkam honay ke liye. aik cupp aur handle ko kharidari ke mawaqay talaash karne ke liye istemaal kya jata hai aur usay taizi ke tasalsul ke patteren ke tor par samjha jata hai .
    lambai : aam tor par, lambay, ziyada" u" ke size ke neechay walay cupp ziyada muaser tareeqay se signals muntaqil karte hain. nokdaar" v" neechay walay cupp istemaal nah karen .
    geherai : cupp ziyada gehra nahi hona chahiye. jaisa ke cupp ke design ke oopri nisf hissay mein handals ban'nay chahiye, aisay handals se parhaiz karen jo bohat gehray hon .
    hajam : jab stock oopar jana shuru kere to hajam barhna chahiye, pichli bulandi ko jhanchne ke liye back up hona chahiye, aur phir jab qeematein gireen aur pyaale ki bunyaad mein mamool se kam rahen to usay kam karna chahiye .


    How to Trade the Cup and Handle

    cupp aur handle ki tijarat ke liye sab se seedhi hikmat e amli aik lambi position shuru karne ke mawaqay talaash karna hai. zail ki misaal aik riwayati cupp aur handle ke intizam ko zahir karti hai. handle ki oopri trained line ke bilkul oopar aik stap khareed order set karen. sirf is soorat mein jab qeemat patteren ki muzahmat ko torti hai to ehkamaat par amal daraamad kya jana chahiye. woh tajir jo jarehana dakhla ka istemaal karte hain woh zaroorat se ziyada phislan ka saamna kar satke hain aur ghalat break out shuru kar satke hain .
    baari baari, patteren ke break out level se bilkul neechay had ka order dainay se pehlay handle ki oopri trained line ke oopar qeemat ko dekhen aur agar qeemat peechay hatt jati hai to is par amal daraamad ki umeed karen. agar qeemat barh jati hai aur moahida nahi hota hai to is ke zaya honay ka imkaan hai .
    cupp ke neechay aur patteren ke break out level ke darmiyan faaslay ki pemaiesh karkay aur is faaslay ko break out se oopar ki taraf barha kar, munafe ke maqsad ka hisaab lagaya ja sakta hai. munafe ka hadaf patteren ke handle se 20 point oopar muqarrar kya jata hai, misaal ke tor par, agar cupp ke neechay aur handle ke break out level ke darmiyan 20 points hon. tajir ki khatray ki bardasht aur market ke utaar charhao par munhasir hai, stap las orders ko handle ke neechay ya cupp ke neechay rakha ja sakta hai .

    Example Trading the Cup and Handle



    aayiyae ab wynn resorts, limited ( wynn ) ka istemaal karte hain, jo october 2002 mein nasdaq exchange par taqreeban $ 13 ki qeemat par aam sun-hwa, aur haqeeqi duniya se aik tareekhi misaal ke tor par, paanch saal baad $ 154 tak barh gaya .
    2 \ s3
    pehlay ke rujhan mein onail ki onail ki haalat baad ki slight se kaafi had tak barh gayi thi, jo ipo qeemat ke do points ke andar khatam ho gayi. ibtidayi printing ke taqreeban das saal baad, anay wali rebound lehar ne pehlay ki bulandi ko peechay chore diya .
    handle pal back ki riwayati tawaqqa ke mutabiq harkat karta hai, 50 % retracement par gole masalas ki shakal mein support talaash karta hai, aur phir 14 mah baad chouti ka dosra safar karta hai. october 2013 mein stock ke break out ke baad ke paanch mahino mein, is mein 90 points ka izafah sun-hwa .




    • #3 Collapse

      Re: Cup kia h r handle cup chart patterns kia h??

      Assalaam.o.alikum dear forex member umeed karta hun k ap theek hun gay or achy tariqy sy apna kaam kar rhy hun gay dear jaisa k ap janty hain k forex mai kamyab hony ky liye ap ko different types ky chart pattern ko samjhna lazmi hota hai kiyun es sy ap ky knowledge mai izafa hota gai or ap ko grading strategy ki achi information milte hai jis ap ko trading karny mai asani hoti hai or ap loog aik profitable trade ko open karny mai bhi kamyab hoty hain es liye ap ko pattern ko understand karna hota hai es liye aj ham cup and handle pattern ko discuss karty hain k us sy ham kaisy benefit hasil kar sakty hain

      what is cup and handle chart pattern

      Dear member member cup and handle pattern aik u shape ka pattern hota hai jo k ziada short term or medium term ki trading ky liye istamaal hota hai ye ap ko bhoot ziada scalping trading strategy ka moqa deta hai jis ap ko acha benefit hasil hota hai ye aik continuation chart pattern hota hai ye pattern continuously banta rehta hai es mai jab bearish price ka end hota hai tu waha per bearish candle ki rejection hoti hai jis sy hamen information mil jati hai k market ka trend change hony wala hai jis sy ham by ki entry ko open karty hain or jab ye apny bullish trend ki peak per phnchta hai tu waha per buying candle ki rejection hoti hai jo k ishara hota hai k market wapus bearish mai jany wali hai or ham waha sy sell ki entry ko open karty hain




      Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	21
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12416704

      formation Bullish continuation cup and handle chart pattern

      Dear member cup and handle chart pattern aik bullish continuous chart pattern hota hai es ko sirf samjhny ki koshish hoti hai k ye kis trha form hota hai jaisy he ham chart analysis karty hain ham dakhty hain k market uptrend sy start hoti hai kuch dair move karny ky bad aik support level create karti hai us ky bad dobara resistance level per chali jati hai jo k aik u shape ban jati hai or phr thodi bhoot resistance level ky near move karti hai jo k aik handle ki creation hoti hai tu es ko ho ham cup and handle ka name dety hain agar ye formation ap ko dakhny mai mil jati hai tu ap samjh lain k ye cup and handle pattern hai ye aik short term trading opportunity ap ko provide kar skta hai jis sy ap scalping trading bhi kar sakty hain


      Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	2
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12416705

      how to trade cup and handle pattern

      Dear member cup and handle pattern mai trading short term trading hoti hai means k agar market uptrend mai hai tu waha sy market nechy move karti hai aik level per a kar bearish candle ko rejection hoti hai jis ka matlab hai market uptrend mai wapus jany wali hai tu ap ko waha sy buy ki entry milte hai or jaisy he u shape means k cup and handle ban jaye tu ye apny pattern ko continue karny ki koshish karti hai jis sy bullish candle ko rejection hoti hai or woh hamen selling ki entry provide karti hai or or hamen short time mai aik strong signal provide karti hai jis sy acha profit hasil hota hai


      Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	1
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12416706
      Last edited by ; 23-08-2022, 10:13 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Cup kia h r handle cup chart patterns kia h??

        Dear member forex mein kamyabi hasil karna chahtey hein tu forex ke knowledge ko completely learn karne ki koshish karen agar apke pass forex market ki movement ko analyse karne ki tamam techniques ka tamam knowledge hoga tabhi ap market ko achey se analyse kar sakte hain aur apni trade ko trend ke mutabik open karke acha profit kama sakte hain aj hum forex market mein cup and handle chart pattern ke barey mein read karengey.
        CUP AND HANDLE CHART PATTERN
        dear forex member yeh aik technical indicator hai jo market ka trend maloom karney ke liye apply kia jata hai.yeh mostly bullish pattern ko indicate karney ke liye istamal kia jata hai.yeh aik technical chart pattern hai jo mostly cup and handle shape ka hota hai es pattern mein cup U shape ko represent karta hai jub keh handle slight downward direction ko represent karta hai.es pattern ko trader aik bullish signal ke taur per lety hai jo market mein direction trend ko indicate karta hai.


        TRADING WITH CUP AND HANDLE INDICATOR
        dear member jis tarah hum read kar chukey hain keh yeh aik bullish trend ko maloom karney wala indicator hai.dear brother es indicator ko subse pehle american trader j o neil ne btaya tha aur market mein different techniques ki madad se trend maloom karney ke barey mein btaya.es pattern ke grow hone se pahley market mein selling pressure kum ho rha hota hai aur consolidate kar rha hota hai eska matlab yeh hota hai market mein recistance show ho rhe hai aur market mein sellers pressure end ho rha hai aur next buyers pressure increase hone ja rha hai.dear member yeh indicator most reliable hai lakin eskey sath apko doosrey indicator bhe istamal karney hongey.tabhi ap forex mein kamyabi hasil kar saktey hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Cup kia h r handle cup chart patterns kia h??

          Assalamu Alaikum Forex members umeed hai aap sab theek Honge aaj ka Hamara topic Hai cup and handle chart pattern kya hai aur yah kis tarike se forex Mein kam Karta Hai Iske bare mein Aaj Ham baat karte hain.

          Cup and handle chart pattern:

          cup and handle chart pattern ko bullish continue pattern Mein Dekhte Hue concentration ki Jaati Hai Iski period ko follow karne mein aur isko Breakout Kiya Jata Hai Jab Ham Iske 2 part ko acche tarike Jiska pattern Ho dekhte hain to cup and handle ko Ham bahut acche tarike se advance Lookout karte hain aur usko rounding aur Low Mein Lekar Aate Hain jisse Ham Iske bare mein bahut acche tarike se Pata lagta hai.





          Click image for larger version

Name:	IMG-20220823-WA0101.jpg
Views:	2
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12416757



          What happened is cup and handle pattern?
          Cup and handle pattern ko Ham bahut acchi tarike se confirm karte hain price ko dekhte hain ki shape ko increase karte hain short term medium term Mein Dekhte Hue Ham Agar Iske pattern ko fail kar rahe hote hain to yah Bull market hota hai aur observe Karta Hai market ko jisse Ham bahut acche tarike se Iske Baton ko samajh sakte hain.






          Click image for larger version

Name:	IMG-20220823-WA0102.jpg
Views:	2
Size:	1.5 کلوبائٹ
ID:	12416758


          How reliable is cup and handle pattern?
          Jb hum observation krte hain to hamhy pta lgta hai cryptocurrency price chart pattern Ke bare ma or hum is ko notice krte hain k Kuch unique price pattern. Cup and handle pattern in ma se ek hi hai Jo market ko Kuch ase trader Jo believe krte hain or is k pattern ko quite reliable krte hain aur predicting future cryptocurrency prices ko dakhte hain.







          Click image for larger version

Name:	IMG-20220823-WA0135.jpg
Views:	1
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12416759
           

          اب آن لائن

          Working...
          X