Mow to make Loss minimum and Profit Maximum
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mow to make Loss minimum and Profit Maximum
    Market movement and market Technical analysis:
    Forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa hy forex trading business mein hum loss ko khtam tu nhi kar saktay lakin loss ko kam kar saktay han aur loss ko hum apni mehnat se kam kar saktay han aur loss par control kar saktay han is k liye sab se zaroori hy hum demo account par peactice kar k koi achi strategy banyen achi strategy ko use kar k hum loss ko kam kar saktay han Market movement and analysis mein hum log ye dekhte hain ke konsi currency jis ki value aj market main up hai ya low to hum us ke according us currency ko use karte hain and dekhte hain kis waqt konsi value high hai to us waqt hi trade lagayi jaye.
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12553301
    Small Lot Size and money management
    Lot size ko minimum rakny se traders ka control bahot zeyda loss factor par ho sakta hay agar traders additional risk na len to mery khayal me loss ka control trader key hath me hota hay aur agar some time deep point se be buying additional risk leya jaye to ye loss ka reason ban sakta hay magar traders ko risk enta hi lena chaye jetna key us ka account balance aur leverage us ko afford kar sakyLot size aur money manage karna bohat laazmi hota hai kisi bhi trader ke liye kyun bina iski management ke hum agr trade mein loss kar bethte hain to humare pas backup kuch amount hona laazmi hai ke jis se hum pehle wo loss ko recover kar saken and then aagey hum next trade ki profit hasil kar paayege to hum logo ko trade lagane se pehle ye sochna hota hai and decision lena hota hai ke kitna amount of money hum log trade mein use karege.
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	5
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12553302
    Trading skills ko Improve krna and experience:
    Trend ko identify karna hamain trend ko identify karna chahye k marekt ma kon sa trend chal raha h os k mutabiq trade karni chahye q k trend is friend hota ha forex market ma Trading ki skills and experience hum logo ko tab hi hasil ho sakta hai jab hum basics se shuru karen i mean pehle hum logo ko trading ki knowledge hasil karna bohat laazmi hai ke trading aakhir hai kia trading ke course portion complete karne ke baad hum logo ko practical side matlab real side trading main start leni hy. Emotions ko control karnahamain apnay emotions ko control ma rakhna chhaye tak ham loss se bach sakain

اب آن لائن

Working...
X