lalach se bacho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalach se bacho
    Hamy forex mai ager kamyab hona hay to hamy lalac h se bachna chahiyebager jitna profit hay utna ly lo ager loss ho rha hay market against ja rhi hay loss hi utha lo yeh na ho ap ka balance hi end ho jay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    I managed only the idea that an urgent need to fight back. Began to improve a lot, and the price goes in the wrong direction, I have more, but it goes further. In short deposit was successfully merged.
    • #3 Collapse

      g han forex trading mien hamko chhaiye ke ham is mein kabhi bhi laalchi nahi hon warna hamko is mien loss hosakta hia is liye is mien apne andar patience paida karen.
      • #4 Collapse

        bilkul forex trading ma profit earn karne k leye lalach se bachna chayhe ..forex trading ma lalach karne se aksar loss hojata ha..trading karte waqt apne emotions ko control karne chaye aur target set karna chayhe
        • #5 Collapse

          jaha tak mumken ho lalach se bachna hamary ley acha hay es se hamara capital safe rehta hay or hamary account wash nahi ho sakta hay
          • #6 Collapse

            han dear is buiness mein lalach bahut ziyada hota hai is liye ap ko sabr sy kaam krna ho ga ye iak good buiness hai si ko ksii timebhi kjakst ahai ye aik acha buiness hai is ko kisi timebhi ijakata hai
            • #7 Collapse

              je hin iss main lallch nhi krni chye ku ky lalch main kuch nhi milta or is main humy koi faida b nhi hot or aj tj jo b lalch main kia sub gawya e hai or next ahtyat karo ap sb
              • #8 Collapse

                haan bhaii app nyy bilkul theek kaha hai hum logo ko jitna ho seky greed syy bachna chahiya kun k ager hum log greed syy dor naii rahyn gyn to phir loss bh hum syy dor naii rahy ga so traders be careful :)
                • #9 Collapse

                  g han ham sb ko is mien lalach se bachna chahiye aur hamko chahiye ke ham is mien kabhi bhi laalchi nahi hon balke is mien ham apni trading ko behtar se behtar banayen.
                  • #10 Collapse

                    yes dear ap ki baat sahi hai koi b trader just lalach ki madad se best earning nahi kr sakta q k jo b greed k sath trading krte hain aksar un ko loss hi hota hai is liye ap greed k sath nahi analysis k sath trading krni chaiye
                    • #11 Collapse

                      dear forex jaise business mai ap ko lalach se kch b hasil nhn hone wala aur ap ko jo b ap lalach karo gy ap ka account b farigh ho jaye ga aur ap ko kch hasil nhn hone walaa....
                      • #12 Collapse

                        Greedy or emotional ho kr kbi b trading nhi krni chahiye Q k in cheezo say b trader ko trading mai loss ho jata hai or bohat c difficulties ko face krna pr skta hai or agr trading mai loss ho jaye to bilkul b angry nhi hona chahiye blkay market ko ride krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          gee haan bhai forex trading mein lalch se loss hota he aur trader ko es bat ka dihan krna he keh woh apne trading mein lalch na kre aur trading mein sahih rasta apnae aur trader ko market ke against nhe chlna he aur apne trading mein learning ke sath kam krna he
                          • #14 Collapse

                            jee han bhai jan wese ye bat to ap ki theek hai k hamen lalach naini karni chahiye warna ham losss le kar doil chhor dety hain is loye hamie jo bhi kam karna hai is main ham lalach mat karen ham apna kam sirf achhy treqy se kam karen ta k ham loss se bach jain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              aap ny bilkul thik kaha hai agar aap forex trading ka kaam karty ho or aap iss main trad lagaty ho or wo trad profit main chali jati nhai to hamain lalach nahi karni chahye hamain wo profit utha lana chahye
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X