Parabolic

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Parabolic
    What is Parabolic SAR

    Parabolic SAR aik technical indicator hai Jo hamain market ki movements ky reverse ky bary main indication deta hai ky jab market aik direction me move ker rehi ho tou hum parabolic SAR ko use krty huay yeh indicate ker sakty Hain ky kab market reverse ho gi ager market continuously up direction me move ker rehi ho tou hum parabolic SAR indicator ko use kerty huey yeh find ker sakty Hain ky market kab reverse direction main movement shoru kery gi is Tarah sy hamain parabolic SAR indicator sy bohat help milti Hy parabolic SAR indicator ko use krty huay hmain market ky trend ko samajhny me asani hoti hai ky jab market ka trend samajh main aa jaey tou hamain trading main bohat faida hota hai to following paras main ham detail main discuss kerty hain ky parabolic SAR technical indicator ky sath ham forex market main kis terha sy trade kerty huey acha profit hasil ker sakty hain

    Click image for larger version

Name:	SAR.jpeg
Views:	26
Size:	28.0 کلوبائٹ
ID:	12553115

    Trading with Parabolic SAR

    Parabolic SAR ko hum generally tab use krty Hain jab market continuously aik hi direction me move kr rhi ho tou hamary liay market ko samajhna mushkil hota hai kyun ky market ki movement hamari samajh main nehi aa rehi hoti aisi situation me hum parabolic SAR indicator ko use krty Hain is Tarah sy hamain market ky trend ko samajhny me asani ho jati hai ky agar market ka trend aik hi direction main continue rehy aur jab market ki reverse direction main movement per dot shift ho jaey tou aesy time per ham market main reverse trend per trade open ker ky profit hasil ker sakty hain kyun ky jab dot shift hota hai tou same time per market ka trend bhi reverse ho jata hai aur market hamesha dot sy opposite side per movement shoru ker deti hai aur ham same direction main trade open ker ky acha profit hasil ker sakty hain

    Click image for larger version

Name:	tradewithSAR.jpg
Views:	14
Size:	45.5 کلوبائٹ
ID:	12553116

    Indications of Parabolic SAR

    Ager ham parabolic SAR indicator ko use kerty Hain to hamari candles ky upar or neechy dots show hoty Hain Jo yeh indicate kerty Hain ky market kahan par reverse ho gi yeh dots sy hmain market ka trend smaj me ajata Hy or humari trading successful ho jati hai parabolic SAR indicator k dots ager hmari candles k opar wali side par hun gy to it mean k market ka trend bearish trend ho ga or ager parabolic SAR indicator k dots hmary chart ki candles ki neechy wali side par hun gy to it mean k market ka trend bullish trend hai to same time per hamain buy main trade open ker ky continue ker leny sy acha profit hasil ho sakta hai ky jab tak market ky chart main dot lower side sy upper side per shift nehi hota tab tak hamari buy main open ki gai trade continue reh sakti hai aur hamain achi earning hasil ho sakti hai

    Click image for larger version

Name:	SARindications.jpeg
Views:	17
Size:	49.7 کلوبائٹ
ID:	12553117

    Recommendations for Successful Trading with Parabolic SAR

    Parabolic SAR indicator hamesha correct indication provide nehi kerta kabhi kabhi yeh hamain wrong information provide kerta hai jis ki wajah sy hamari trade main sy hamain loss bhi ho sakta hai is liay ager ap parabolic SAR indicator ko use krty Hain to apko Is k sath moving average ko use krna ho ga is sy hmain yh faida ho ga k ager parabolic SAR indicator hmain wrong Signals Dy raha Hai to hmain pehly sy PTA chal jay ga or is tarah sy hum nuksan sy Bach Jain gy parabolic SAR akely use na krain kyun ky us me risk Hy us me option hy k wo ap k liay sahi Bhi ho skta Hai or nahi bhi is liay ap parabolic SAR indicator ko moving average k sath use krain phir hi hamain market ky trend continuation aur reversal ka pata chal sakta hai jis per trade open ker ky ham profit hasil ker sakty hain kyun ky market ka pata nehi hota ky kab tak aik hi trend ko follow kerty huey movement kerti rehy gi ya reverse ho jaey gi tou parabolic SAR sy hamain trading ky liay best indication mil jati hai

    Click image for larger version

Name:	successfultrading.jpeg
Views:	27
Size:	26.7 کلوبائٹ
ID:	12553118
     
    Last edited by ; 21-08-2022, 09:57 AM. وجہ: Incomplete Topic Name Posted
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Parabolic SAR Indicator in Forex

    Assalamu Alaikum dear member Jab aap market mein working karte Hain to aisi condition mein aapko hamesha bahut jyada profit hasil karne ke liye different factors ko apni trading decision making mein shamil karna hota hai Jab aap market mein trading karte hain to ismein aapko indicator se bhi help hasil karni hoti hai aur iski guide line se apni trading ko perfect banana hota hai Jab aap market mein jyada se jyada advantages hasil karna chahte hain to is purpose ke liye aapko hamesha market mein different important factors ko study karna hota hai aur unki base per decision making karna hoti hai aaj main aapko ek bahut hi important indicator ki kuchh information provide karna chahta hun.

    Parabolic Sar

    Parabolic Sar indicator ek bahut hi important aur familiar indicator hota hai kyunki Jab aap market mein is indicator ko acchi tarah study karte Hain to definittely iske bahut jyada advantages available hote hain yah indicator aapko market mein do different levels ki identification provide kar raha hota hai jinki base per aap market mein entry de sakte hain aur apne profit ko increase kar sakte hain.

    Identification

    Yah indicator aapko basically do different levels ki identification ki information provide kar raha hota hai Jab aapko market mein ine levels ki identification available hoti hai to aisi condition mein aap market mein entry Le sakte hain definitely market mein aapko different important science ko acchi tarah find out karna hota hai aur inki base per hi aapko market mein entry Lena hoti hai agar aap market mein jyada se jyada advantages hasil karna chahte hain to ismein aapko definittely indicator ki guidelines ke mutabik ek acche level ki identification karne ke bad hi market mein entry Lena hoti hai.

    Conclusion

    Jab aap market mein is indicator ko utilised karte hain to ismein aapko yah advantages find out karna hote hain aur yah decision making karna hoti hai ki Jab aap market mein is indicator ko utilise karte Hain to iske साथ-साथ aapko market mein technical analysis per bhi focus karna hota hai aur resistance level aur support level ko acchi tarah find out karna hota hai aur unki base per market mein entry Lena hoti hai kyunki Jab aap market mein support level aur resistance level ko acchi tarah find out kar lete hain to usmein aapko definittely bahut jyada advantages available hone ke chances Mil Rahe hote Hain.

    Importance of Parabolic

    Definitely is indicator per aapko bahut jyada advantages available ho sakte hain aur yah indicator aapke liye bahut hi important roll play kar sakta hai Jab aap is indicator ki importance ko study karte Hain to definitely ismein aapko bahut jyada fayda mil sakta hai aur Market mein aapko hamesha jyada se jyada advantages hasil karne ke liye Kisi acche indicator ko apni working mein shamil karna hota hai yah indicator aapko best results provide karne mein bahut hi important roll play kar raha hota hai aur ismein aapko maximum advantages available ho sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Parabolic: A Tale of Change and Growth

      Muqadima


      Har insaan ki zindagi mein kuch aise lamhat aate hain jo usay badal dete hain. Yeh lamhat aksar ek parabolic safar ki tarah hote hain. Is maqale mein, hum parabolic safar ki ahmiyat aur is se zindagi par hone wale asraat par baat karenge.
      Parabola Ka Matlab


      Parabola aik geometry ka shakal hai jo aksar kisi cheez ke asraat ko samjhanay ke liye istemal hoti hai. Yeh do dimaag ki kashmakash ko darust karne ka zariya hota hai. Iska asal matlab hai "har cheez ka aik munasib andaaz mein aage barhna."
      Zindagi Ka Pehla Marhala


      Zindagi ka pehla marhala bachpan hota hai. Is marhale mein insaan sab kuch seekhta hai. Yeh ek aisa waqt hota hai jab hum naye khayalat aur tajurbaat se guzarte hain, jo hamare aane wale safar ka buniyadi hissa ban jate hain.
      Jawani Aur Taqdeer


      Jawani ka marhala parabolic safar ka doosra pehlu hai. Is waqt insaan apne aap ko samajhne ki koshish karta hai. Yeh woh waqt hota hai jab humari soch, jazbat, aur irade hamare mustaqbil ki taraf le jate hain.
      Mushkilat Ka Samna


      Har parabolic safar mein mushkilat aati hain. Yeh mushkilat hamesha humari zindagi ko behtar banane ke liye hoti hain. Mushkilat ka samna karke hum apne aap ko pehchante hain aur apne iradon ko majboot karte hain.
      Badalti Soch


      Mushkilat ka samna karte hue insaan ki soch mein tabdeeli aati hai. Yeh tabdeeli hamesha acha asar daalti hai. Jab hum apne ghamon se seekhte hain, to humari soch aur bhi gehri aur samajhdar hoti jati hai.
      Khud Par Ittimaad


      Khud par ittimad karna parabolic safar ka aik aham hissa hai. Jab hum apne upar bharosa karte hain, to hum har mushkil ka samna kar sakte hain. Yeh ittimad hamesha hamein aage barhne ki taaqat deta hai.
      Naye Tajurbaat


      Zindagi mein naye tajurbaat ka samna karna bhi zaroori hai. Yeh tajurbaat humein naye nazariyat aur soch ki rah dikhate hain. Har naye tajurbe ke sath humari soch aur samajh mein izafa hota hai.
      Doston Ki Ahmiyat


      Dost zindagi ka aik aham hissa hain. Woh hamesha humari madad karte hain aur mushkil waqt mein humein sambhalte hain. Doston ke sath guzara hua waqt hamesha yaadgar hota hai aur humein muskurahat deta hai.
      Aham Faislay


      Zindagi mein kuch aham faislay lene hote hain jo hamare parabolic safar ko tay karte hain. Yeh faislay aksar mushkil hoti hain, lekin inhi faislon se humari zindagi ka rukh tay hota hai.
      Asal Khushi


      Asal khushi kisi maqam par nahi, balke safar mein hoti hai. Jab hum apne khwabon ki taraf barhte hain aur har lamha ko enjoy karte hain, tab hum asal khushi mehsoos karte hain.
      Manzil Ki Talash


      Har parabolic safar ka ek maqam hota hai. Manzil ki talash har insaan ka maksad hoti hai. Yeh manzil hamesha humein motivate karti hai aur hamesha aage barhne ka jazba deti hai.
      Nayi Manzilon Ki Talash


      Zindagi ka safar kabhi khatam nahi hota. Jab hum ek manzil tak pahunchtay hain, to doosri manzil ki talash shuru hoti hai. Yeh hamesha hamein naye mauqay aur challenges ki taraf le jata hai.
      Mukammal Safar


      Mukammal safar sirf manzil tak pahunchnay tak nahi hota. Is safar ka asal maqsad seekhna aur badalna hota hai. Har lamha jo hum jeete hain, woh humein behtar insaan banata hai.
      Nishkarsh


      Parabolic safar zindagi ka aik aham hissa hai. Yeh safar hamesha humari soch, jazbat, aur iradon ko behtar banata hai. Har lamha, har mushkil, aur har khushi ka asar hamare parabolic safar par hota hai. Isliye, humein apne safar ko samajhna chahiye aur har pal ko khushi se jeena chahiye.

      اب آن لائن

      Working...
      X