Mass A Best Technical Tool In Forex Use
Introduction
Dosto aaj ke is topic main hum jis te hnical tool par bat karne wale hain us ko mass i dex kaha jata hay jis ko mukamal samajhne ke koshish aaj ke aapne is topic main hum karainge to ayye aapne aaj ke topik ka bazabta aghaz karte hain
Under Discussion Points
Muntakhib points ko detail ke sath discuss kiya gaya hay
1 What Is mass Index In Forex
2 Calculation For Confirmation
3 How To trade With Mass Index
4 Get Guided By the Selected Image
5 Note
What Is mass Index In Forex ?
Friends during the trade 27 sy above number sy mass index find kiya jaye or phr ye value 26.5 sy below ah jaye to es ka matlab hota hai kay market ka trend change hony wala hai but ye level market kay hesab sy vary kar sakty hain mass index bhot unique oscillator hai kiu kay ye market kay potential reversal ko show karta hai market ki trading price or volume sy asociated hoti hain es bena par es indicator ko other technical tool kay sath conjuction ma use karna chahe.technical indicator jesa kay candlestick pattern, fundamental analysis betterly use kaye jaty hain or trader ko false signal sy protect karty hain
Calculation For Confirmation
Aik profational traders mass index calculate karnay kay liay normaly four steps use kartay hain to ayye un point ko detail ke sat samajhne ke koshish karte hain
○kisi bhi time ki low aur high prices kay difference ka nine-day exponential moving average calculate kartay hy
○previous calculate kiay gay nine-day moving average ka phr moving average calculate kia jata hy
○first step sa hasil honay walay EMA ko second step sa hasil honay walay EMA sa divide kartay hain
○hasil honey wale values ko add kar ley tey hain es calcution ky bad accurate trend ko findout karty hn
How To trade With Mass Index
Jb mass index ik certian point sy above or below move karta hai or es ka ye matlab hota kay market ka trend change hony wala hai. Bhot sary technical tool ki tarha ye daily chart kay laye banaya giya hai. But trader free hai or wo esko kisi bi time frame ma use kar sakty hain.
Is tarah se aik trader acha munafa hasil kar sakta hay
Get Guided By the Selected Image
neche de gai pic ko is liye mutakhib kiya gaya hay take topic ko mazeed knowledge full aur assan banaya jaa sake
Note
Dosto hamasha ke tarah main apne is mozu main bhe main aap tamam doston ke tawajo is point par markoz karwana chahta hon ke Stop Loss Theory ke baghair mahfooz trading mumkin he nahe
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим