Effectiveness of MACD:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Effectiveness of MACD:
    Introduction

    Kya हाल-चाल hai main ummid karta hun aap sab log khairiyat se kam bhi kar rahe hain market Mein kam karne ke do tarike Hain uske sath to time management aur knowledge Jitna Achcha aapke pass madrachod hoga aaj main aapke liye kab naya topic Lekar Aaunga topic se Kafi fayda Hoga aapko aaiae Apne topic kar sakte hain

    Click image for larger version

Name:	download (2).jpeg
Views:	4
Size:	15.0 کلوبائٹ
ID:	12553005

    Description.

    Dear friends MACD bhot acha indicator ha jis ko samajhna b itna mushkil nhi hi ky jab same indicator main strength decrease hona shuru ho jati hai tou hamain phir reverse order main trade open kerny ke liye ready ho jana chahiye aur kab strength centre line cross kar jati hai tou aesy time per usi direction main trade open ker ky achi earning hasil ki ja sakti hai indicator apni MACD trading main bahot importance rakhta hai her trader kisi na kisi indicator sy help ky ker forex market main trade kar raha hota hai tou isy faida hasil ho raha hota hai agar kisi indicator ko use kerny se continue loss ho raha ho toh aisi indicator ko use karna chor dena chahiye kisi new indicator sy trade continue karni chahiye.

    Name: macd23.png Views: 10 Size: 8.4 KBHow to judge MACD Indicator.

    Dear friends MACD is indicators Mein jyadatar trader line Koi follow karte hain aur vah banana Hui apni strategy ke mutabik aage badhate hain aur market ko har lamhe analysis karte rehte hain aur ek khaas entry point ka intezar karte Hain jab market ek strong entry point banati Hai Jahan se unhone trade leni hai bus use time hua trade lete hain aur unki trade taqreeban 80% profit Mein Hi jaati Hai kyunki yah indicators bahut hi helpful hai jo market ki situation ko samajhne ke liye kafi helpful hai aur is indicators ki badaulat trader ek sahi direction Mein trade kar padhte hain aur Forex a maximum profit book kar lete hain MACD indicators ek reversal pattern ko show karta Hai jab aap market ki movement ko follow karte ho tab is indicators ka istemal jyada hota hai aur yah indicators current situation ko handle karne mein kafi helpful Hai kyunki bahut se expert aur professional trader is indicators ke sahare market ki direction aur uski movement ko acche tarike se analysis bhi kar padhte hain aur ek perfect direction mein trading pickup aate hain.

    Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg
Views:	1
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12553006

    How to analyze MACD indicator.


    Dear friends MACD ko chart per jub apply kiya jata hai to price Ke Niche maujud Nahin window mein zaahir kiya jata hai is mein maujud Hamen dudh Raha ke indicators Nazar Aate Hain unmen 1 Tu MACD hota hai jo red aur blue do line Mein maujud Hota Hai Aur Ek dusre ko karte hue Najar Aata Hai Aur dusra histogram hota hai jo green ufki line Mein Nazar Aata Hai histogram Hamesha zero level se upar niche Hota rahata Hai agar yah Upar ki taraf ho to yeh ab friend ko zaahir karta hai aur Agar yah niche ki taraf ho to yeh downtrend ko zaahir karta hai agar MACD line Ek dusre ko grass Karti Hain to sell or buy signals Dete Hain.

    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	3
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12553007

    Effectiveness of MACD.

    Dear friends MACD indicator market ki movement ko zahir karta hai dono hi indicators ko powerful samjha jata hay aur traders market ki right direction ki movement ko judge karny me kamyab ho sakta hey, RSI aur MACD indicators ko same time me es tarah se chart me use key ja sakty hey key dono hi
    indicators ko active kar lena chaye aur other indicators ko delete kar dena chahiye ta key chart clean ho jaye aur yahi 2 indicators active ho kar signals den, zeyada indicators charts me zaror active key ja sakta hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Effectiveness of MACD:

    Market Technical Indicators

    Market ky technical analysis kerny ky liay different types ky technical indicators available hain jin ki madad sy ham market ka current aur overall trend find ker ky trade open aur continue ker sakty haiin agar market per koi fundamental effect na ho raha ho tou market hamesha technical movement kerti rehti hai ky hamain trade open aur continue kerny ky liay market ky technical analysis kerna perty hain jis ky liay ham trading tools ky sath sath different technical indicators use kerty hain jin main moving average ky sath sath relative strength index maximum traders use kerty hain jo market ky chart main by default set hoty hain lekin in ky elawa bhi bahot sary technical indicators hain lekin ham yahan per MACD technical indicator ko discuss kerny ja rehy hain

    Click image for larger version

Name:	Technicalindicators.jpg
Views:	9
Size:	112.2 کلوبائٹ
ID:	12416362

    MACD Technical Indicator

    MACD stand for moving average convergence and divergence yeh aik technical indicator hai jo market ki movement ki strength ky sath sath market ki convergence aur divergence ko show kerta hai jis ko follow kerty huey ham market main trade enter kerty hain same indicator main market ki bullish aur bearish power bhi show ho rehi hoti hai ky agar market upward movement ker rehi hai tou same indicator main market centre line sy upward hoti hai aur jesy jesy market ka uptrend apni strength ko decrease kerta hai tou same indicator main bhi strength decrease hona shoru ho jati hai aur market ki position centre line ky qareeb aa jati hai aur jesy hi same line upper side sy cross ho ker lower side per shift ho jati hai tou same time per market ky bullish trend main retracement hoti hai jis ki strength bhi hamain same indicator main show ho jati hai

    Click image for larger version

Name:	MACD.png
Views:	11
Size:	14.1 کلوبائٹ
ID:	12416363

    Forex Trading with MACD Indicator

    Jab ham forex market main trading ky liay MACD indicator ko use ker rehy hoty hain tou hamain is bat ko mind main rakhna chahiay ky jesy hi market centre line ko cross ker rehi ho tou hamain bhi same direction main trade open ker leni chahiay aur same open trade ko ham tab tak continue ker sakty hain jab tak same side per market ki movement ki strength decrease nehi hoti aur jab same strength decrease hoty hoty market centre line ky qareeb ponch jati hai tou ham same open trade ko close ker dety hain aur agar phir sy centre line cross kery tou ham new direction ky mutabiq trade open ker ky continue ker sakty hain jo MACD main strength decrease hony tak continue rakh sakty hain

    Click image for larger version

Name:	macdtrading.png
Views:	3
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12416364

    Secure Trading with MACD Indicator

    Jab ham MACD indicator ko use kerty huey trade open ker lety hain ky market jab centre line ko cross ker ky downward ya upward movement ki strength ko change kerti hai aur ham trade open ker lety hain tou aesi trade ko bhi hamain secure kerny ky liay her surat stop loss set kerna chahiay ky kabhi kabhi strength bahot jald decrease ho ker market ki position change ho jati hai tou aesy time per profit ki bajaey hamain loss hona shoru ho jata hai hamain bary loss sy bachny ky liay her surat stop loss set ker ky trade continue kerni chahiay

    Click image for larger version

Name:	macdsecuretrading.jpg
Views:	7
Size:	137.8 کلوبائٹ
ID:	12416365
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      MACD Ki Asal Pehchaan


      MACD, yaani Moving Average Convergence Divergence, ek popular technical analysis tool hai jo traders aur investors ko market ke trends aur momentum ko samajhne mein madad karta hai. Yeh ek momentum indicator hai jo do moving averages ke darmiyan ke ta’alluq ko measure karta hai.
      MACD Ka Ibtida


      MACD ko pehli dafa Gerald Appel ne 1970s mein introduce kiya. Iska maqsad trading ke decision-making process ko asaan banana tha. Yeh ek simple aur effective tool hai jo market ke price action ko analyze karne mein madadgar sabit hota hai.
      MACD Ka Structure


      MACD ka structure teen important components par mabni hai: MACD line, signal line, aur histogram. MACD line do exponential moving averages (EMAs) ke darmiyan ki tafreeq ko dikhata hai, jabke signal line MACD line ka EMA hota hai. Histogram in dono lines ke darmiyan ka farq dikhata hai.
      MACD Line Aur Signal Line


      MACD line aur signal line ka cross hona ek aham signal hota hai. Jab MACD line signal line ko upar se cross karti hai, to yeh bullish signal hota hai, aur jab neeche se cross karti hai, to yeh bearish signal hota hai.
      Histogram Ki Ahmiyat


      Histogram ki value MACD line aur signal line ke darmiyan ke farq ko dikhata hai. Jab histogram positive hota hai, to market bullish hota hai, aur jab negative hota hai, to bearish. Iska istemal trends ki strength ko samajhne ke liye bhi kiya jata hai.
      MACD Ka Use Trading Strategies Mein


      Traders MACD ko mukhtalif trading strategies mein istemal karte hain. Iski madad se woh entry aur exit points ko identify kar sakte hain. MACD ki signals ko candlestick patterns ya support/resistance levels ke sath mila kar aur bhi behtar trades ki planning ki ja sakti hai.
      MACD Ki Limitations


      Har indicator ki tarah, MACD bhi kuch limitations rakhta hai. Yeh kabhi kabhi late signals de sakta hai, jisse traders ko nuqsan ho sakta hai. Isliye, isay akela istemal karna behtar nahi hota; dusre indicators ke sath mila kar istemal karna zyada effective hota hai.
      MACD Divergence


      MACD divergence ek powerful concept hai. Jab price ek trend ki taraf ja rahi hoti hai lekin MACD us trend ke sath nahi ja raha hota, to yeh divergence kehlata hai. Yeh ek reversal ka signal ho sakta hai aur traders ko market ki situation ko re-evaluate karne par majboor kar sakta hai.
      MACD Aur Other Indicators Ka Comparison


      MACD ko dusre indicators jaise RSI (Relative Strength Index) ya Bollinger Bands ke sath mila kar istemal kiya jata hai. Har indicator ki apni strengths aur weaknesses hoti hain, aur unka mila kar istemal karne se market ka zyada behtar analysis kiya ja sakta hai.
      MACD Ka Historical Analysis


      Historical data ke analysis ke zariye MACD ki effectiveness ko samjha ja sakta hai. Is tool ka istemal karke traders pichle price movements ko dekh kar trends aur reversals ko pehchaan sakte hain. Yeh data-driven decisions ko promote karta hai.
      MACD Ki Popularity


      Aaj kal MACD har tarah ke traders ke darmiyan popular hai, chahe woh day traders ho ya long-term investors. Iski simplicity aur effectiveness ke wajah se yeh ek ahem tool ban gaya hai, jo har trading platform par available hai.
      MACD Ka Future


      Aane wale waqt mein, technology aur trading platforms ke evolve hone ke sath, MACD ka use aur bhi advanced hota jaega. New algorithms aur machine learning ke istemal se, traders MACD ko zyada effective tarikon se use kar sakenge.
      MACD Ki Practice


      MACD ko samajhne aur istemal karne ke liye practice ki zaroorat hoti hai. Traders ko chahiye ke woh is tool ko live market mein test karen aur uske signals ko analyze karen. Is se unki trading skills aur behtar hongi.
      MACD Ka Conclusion


      Aakhir mein, MACD ek powerful aur versatile tool hai jo traders ko market ke trends aur momentum ko samajhne mein madad karta hai. Iski proper understanding aur istemal se, traders apni decision-making process ko behtar kar sakte hain. Lekin, har tool ki tarah, isay bhi samajhne aur practice karne ki zaroorat hai taake isay effectively istemal kiya ja sake.

      Is liye, agar aap trading mein serious hain, to MACD ko apne toolkit mein shamil karna na bhoolen.

      اب آن لائن

      Working...
      X