Description.
Dear friends three lines strike candlestick pattern agar aap ko nazar aye or ap ny sell ki trade open ki ho to usko close kar dena hi behtar hai ap ko chahiye k us ko close kar kay ap buy me trade open kary us sy ap loss sy bach jaye gy trading karny k liye ap ko candles ko samajhna hoga or candles ko agar ap smjh jaye gy to ap ko trading karny mein asani hogi aur ap ko trend samajhne mein bhi asani hoga is tarha jesy in candles ka matlab hai aise hi har candle ka koi na koi matlab hota hai ham ko candles ka knowledge b hasil karna chahiye.
what is Three Lines Strike candlestick pattern.
Dear friends Three Lines Strike candlestick pattern main teen candlesticks hoti hain jis mein first aur second candlestick friend ko follow kar rahi hoti hai aur third candlestick reversal trent show karte hue yah entry point but a Jaati Hai Jahan se first candle start Hoti Hai se muze point per third candle aapko Le Aati hai iska matlab kya hota hai ki agar first or second candlestick bullish trend Mein hoti hai to third candlestick bearish trend Mein hoti hai aur Agar first or second candlestick
bearish trend Mein hoti hai to third candlestick bullish trend Mein hoti hai.
Three bullish line strike pattern.
Dear friends bullish line strike pattern teen lambi bullish candlesticks say mil kar banta hai jo market ko up move kara deti hai or esk bad ik strike candle banti hai jo market ko wapas downward move kara deti hai.
Three bearish line strike pattern.
Dear friends bullish line strike pattern teen candlestick market ko down move karati hai or phr ik strike candle banti hai jo third candle k close point k nechy sy open hoti hai or first candle k open point k bad close hoti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим