Assalam-o- alaikum, Dear jab Ham Forex trading business mein kam karte hain to support and resistance level hamen bahut jyada help out karta hai apna order ko profitable banane mein. Dear aj mein bhi aapse is related kuch important discussion karna chahta hoon.
Market mein ek aisi jaga aye jisko market break itni easily se Na kar sake usko resistance kahate Hain. Dear market uptrend mein movement karte hue Kisi aise point per ruke Jahan per market ki movement slow ho jaaye aur Jahan market bahut jyada candles banana start kar de usko resistance kaha jata hai. jab market Kisi resistance ko uptrend mein break krti hai to uske resistance support mein convert Ho jaati hai.
Support:
Dear donw trend mein market mein aisa point Jahan se market ko niche jaane mein mushkil Ho usko support kaha jata hai.Dear jab market Donw trend mein movement kar rahi hoti hai aur Market mein aise point aata hai Jahan market ko down hone mein ya phr usko break karne mein time lagta hai to usko support kaha jata hai .support sy market ya to wapas uptrend mein Ho jaati hai ya Agar usko break karen to previous support uske resistance Ban jaati hai.
Importance:
Forex market mein agar aap resistance level per ya support py trading karna chahte hain to aapko Pattern Ko samajhna Hoga.kyunki jab bhi resistance ka pattern banta hai to aksar market mein wo upwords trend karta hai is se Ham market mein resistance level ko use Karke market ki upword movement ko samay sakte hain. jab ke support level mein Ham market ke downword movement ko ya phr Downward movement ka idea Laga sakte hain.
Support and resistant traders ko market analysis karna aur chart k concept ko understand karne mein help karta hai. jisse trade ko profit earn karne mein aasani ho.
Technical analysis suport or resistance level ko prices ko chart ke upar find karne ke liye use karte hain .Jahan per Probabilities favor karti hai pause ko aur reversal Ko prevailing trwnd ke andar. support tab occur Ho ga jab downtrend Pause karne ki koshish karenge due to concentration of demand

Importance of Support and Resistance level In forex trading:
Support and resistant traders ko market analysis karna aur chart k concept ko understand karne mein help karta hai. jisse trade ko profit earn karne mein aasani ho.
Technical analysis suport or resistance level ko prices ko chart ke upar find karne ke liye use karte hain .Jahan per Probabilities favor karti hai pause ko aur reversal Ko prevailing trwnd ke andar. support tab occur Ho ga jab downtrend Pause karne ki koshish karenge due to concentration of demand
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим