AOA
INTRODUCTION
Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan rahen Khush rahen aur mahfuz Rahe jab bhi Ham Apne trade open karna chahte hain to sabse pahle Ham trading chart ko read karne ki koshish karte hain Jahan per different trading chart bante rahte hain un main se ek V pattern bhi hai jo market mein bahut zeji ke sath banta Hai jiski vajah se market mein bahut jyada violation Hoti Hai V pattern ko market mein maloom karna thora difficult hota hai jaise hi yah ban jata hai tab hi hamen iska pata chal jata Hai V pettern market Taz selling aur buying ki vajah se banta Hai kyunki yah pattern V shape ka hota Hai ISI vajah se is pattern ko V pattern bhi kaha jata hai V pattern ko do types hote hain kyunki yah ya to market ke top per banta hai ya fir market ke sabse bottom position per banta hai V pattern ke type Ham niche discuss karte Hain
BULLISH V TOP PATTERN
Bullish V top jisko bullish Skype pattern bhi kaha jata Hai prices ke sabse highest price mein banti Hai jab bhi market mein ek normal bullish trend per prices move kar rahi hoti hai aur is dauran achanak se Koi Bari news ya Central Bank se Koi beyan jari hone se market volitilety kar ka shikar ho jaati Hai jisse bullish trend achanak bearish trend mein change ho jata hai
BEARISH V BOTTOM PATTERN
Bearish V pattern market ke bottom mein use waqt banta Hai jab prices ek bearish trend mein move kar rahi hoti hai aur suddenly economics news ki vajah se market mein volitilrty paida ho jaati Hai aur prices achanak bullish trend mein change ho jaati Hai or bearish V pattern ko bearish spike pattern bhi kaha jata hai
SL &TP USE ON V PATTERN
V pattern market mein prices ke achanak changing Hoti Hai is dauran ham market ki Psychology itni jyada aasani se nahin samajh paate Hain V pattern banne se yah to trader ko achanak Bara fayda hasil ho jata hai ya loss ho Lekin kyunki prices pahle trend ke hisab mein movement kar rahi Hoti Hai Is vajah se jyadatar loss bhi hota Hai V pattern ke loss se bachne ke liye traders ko Apne trade ke sath stop loss ki position lazmi set karna chahie isase kam loss kam ho jata hai agar AP Tp set karte Hain to Aapka profit bhi mahfuz ho jata hai aur aap market se bahar nikal aate Hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим