Asslam O Alaikum!
Dear members, Aaj hm jis topic ko discuss kr rhy hain wo hai basic candlestick pattern hum is k bary mai information share krty hain.
Introduction.
Aksir trading ka doran candle ki different shapes samana ata han in shakal se ham log price ka future ka andaza Iga sakhta han ka market kis taraf jay gi.ye baat yaad rakha ka forex ma koi cheez 100 percent nahi hoti ha ham logo ko andaza ghalat bi hota han . Kisi bi time frame ma price jaha open hoti ha aur is se mamoli se niche upar close hoti ha.jis se real body choti hoti ha jabka shadows bara hota han . Agar spinning tops resistance pa ho aur price ka nicha murana ka chance hota ha aur agar support pa ho to ye price ka upar jana ka chance hota ha .
1. Marubozu.
Marubozu ma candle bagar schedule ka hoti ha ye candle zahir karti ha ka market upar jaya gi ya nicha strong ha
2. Doji candlestick.
Is ma open aur close price iak hi hoti ha real body ya to hoti hi nahi aur agar ho bi to na hona ka barabar hoti ha In ma se koi bi doji zahir ho to trader matowaja ho jata han.support and resistance pa zahir ho to price ka murna ka chance hota ha . Agar long body aur doji agata hon Agar long body ka saath hi doji bana to price ka wapas murana ka chance zyada hota hai.agar ye combination resistance pa ho to price nicha jati ha .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим