Asalam o Alikum umeed hai ka ap sb khariat sa hon ga or ache sa trading kr rhe hon ga aj ka topic head and shoulder pattern ka bare ma hai
HEAD AND SHOULDER PATTERN:
head and shoulder pattern multiple individuals candlestick per including hta hai aur yeh candlestick pattern humen ksi bhi time frame maien available ho skta hai jiski base per hum accordingly trade la skte hian agr yh candlestick pattern humen
minimum timeframe mein available hota hia to iska target minimum hota hai lekin agr yh candlestick ek pattern appko ksi bade time frame mein available hota hai to iska target bhi apke lye bada hota hia aur ismein ap ache sa profit hasil kr sakte
hain.
jb hum second candlestick ko recognize karna start karte hain to ismen apko different information required hota hai jismein apko sabse pehly market mein teen different steps ko find out karna hota hai jiski base per app iski recognization kar
sakte hain ine teen different steps ki details yah hai
aisi condition mein market sabse pehly highest price to touch karti hai aur uske bad market ek range bnana start karti hai aur usi range mein hi apni working karte hue apni range ko maintain karti hai jb ap aisi condition mein dekhte hain ki market
ek highest point ko touch karke kafi time per usi range ko break nahi karti hai aur side per movement karti rhti hai to aisi condition mein apko market mein entry nahi lena hoti basically yh market apna first shoulder banna rahi hoti hai.
iske bd market use point ko break karti hai aur ek next higher point ko touch krti hai aur sem pehly ki taraf use point per bhi apni site per movement start karti hai aur use use level per ek achi resistance bn jaati hai jiski base per market uskoo
break nhe kar pati aur uske bd market mein apko intezar karna hota hai
ummed hai ka ap ko sb smj a gie ho ge head and shoulder pattern ka bare ma

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим