Capital aur Equity may kia faraq hota hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Capital aur Equity may kia faraq hota hy
    Capital ki Tasfseell:
    Account capital investors key total account balance ko kehty hey, investors jetna be deposit karty hey ya trading me jetna be profit/loss karty hey ye traders ka capital hota hay. capital apka wo balance hota hai jo ap bonus hasil krty ho ya ap khud sy deposit krty ho jub ky equity apki trade lgany ki option remainin money hoti hai agr ap koi trade execution krty ho to remainin opportunity for trade ko equity kaha jata hai. Capital ka matlab hota hay keh jab trader ya owner forex main trading kay liye koi amount invest kary, ye bonus bhi ho sakta hay, ya real investment bhi, ya bonus aur real investment donon ko mila kar bhi capital ban sakta hay jo keh aik he cheez hay. Capital woh amount hoti hay jo trader trading plan kay mutabiq starting main invest karta hay, aur isko trading kay maqsad kay liye utilize karta rehta hay. Trader ki yehi priority hoti hay uska capital yani asal sarmaya kisi tarah bhi kam na ho, yani isko is main loss na ho.
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	2
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12552660
    Equity ki tafseel:
    Traders open karny key bad equity same nahi hoti aur profit/loss ki waja se es me changing ati rehti hay es ki waja ye hoti hay key hamy agar profit ho raha hota hay to hamari equity par es ka effect hota hay jab tak trades ko ham close nahi karty es profit/loss ka effect hamary account capital par nahi hota. Equity say murad trader kay pas wo availabke amount hay jo wo mazeed trading kay liye use kar sakta hay, equity capital kay baraber, capital say kam ya ziada bhi ho sakti hay. Ager to capital use na hua ho, to yehi owner ki equity kehlaye gi, ager trading main loss ho jaye to caoital main say loss ko nikal kar remaining amount ko equity kaha jaye ga, isi tarah ager trading main profit ho aur trader ismain say kuvh amiunt capital kay sath shamil kar lay to capital plus ye reserve amount equity kehlaye gi. Yani jo reserve amount hoti hay woh bhi capital kay sath sum up kar kay equity ko strong karny kay liye use ki jati hay.
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	2
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12552661
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Capital aur Equity may kia faraq hota hy

    Assalamu Alaikum dear member Jab aap market mein apni working start karte Hain to definitely is purpose ke liye aapko beginning level per kuchh capital ki jarurat hoti hai capital ka matlab yah hota hai ki aap Jab market mein apni amount deposit karte hain aur kisi broker ki selection kar lete hain aur kisi Bank ke through apni account mein amount deposit karva lete Hain to aisi condition mein aapko market mein opportunity available Ho jaati hai aur aap market mein apni working karna start ho jaate Hain Jab aap market mein kisi bhi broker ki selection karne ke bad apne account per working start karte hain to ismein aapko capital aur equity ka difference ka pata hona chahie isase related Main apni post karne ja raha hun.

    Capital

    Dear members Jab aap market mein beginning level per Jo investment karte hain usko aapka capital kaha jata hai Jab aap koi bhi business start karte hain to use purpose ke liye Jab aap initial deposit karvate Hain to usko capital kaha jata hai is capital ko aap gradually increase aur decrease bhi kar sakte hain for example agar aap apne capital ko increase karna chahte hain to ismein aap apna profit add karte rahte hain aur apna profit account se detect nahin karte hain isase bhi aapka profit increase ho sakta hai aur sometime aap apni investment ko increase karne ke liye further deposit karvate hain aur isase bhi aapka capital increase ho sakta hai yah aapki apni choice per depend hota hai ki aap apna capital kis tarah increase karte Hain.

    Additional Capital

    Jab aap already business kar rahe hote hain aur usmein apni capital ko increase karne ke liye ismein apni Majid investment karte hain ya apne profit ko hi ismein deposit karvate rahte Hain to aisi situation mein aap isko additional capital ka naam dete Hain aur yah aapke liye most important hota hai kyunki Jab aap market mein Jab yah bhi hasil karna chahte hain to ismein aapka ek achcha capital hi aapke liye most important roll play kar sakta hai.

    Equity

    Equity ko bhi understand karna bahut hi aasan hota hai Jab aap market mein entry lete hain aur aapko nuksan ho raha hota hai to vah nuksan aapke capital se detect kar liya jata hai aur remaining balance Jo show ho raha hota hai vah basically aapki equity hoti hai koti ka basically purpose yahi hota hai ki aapko yah pata chal jaaye ki aapka remaining balance kitna hai aur aap kaun se point per Majid investment karna chahte hain Jab aapko equity level kam ho jata hai to iski aapko broker ki taraf se Mel confirmation bhi hoti hai jismein aapko yah inform kiya jata hai ki aapka balance kam ho raha hai aur aap apni majid investment karke apne capital ko save kar sakte hain.

    D/F Between Capital and Equity

    Capital aur equity ka differentiate karna bahut hi aasan hota hai Jab aap beginning level per apni investment karte hain aur aapka initial deposit aapka capital hota hai jabki aapki equity halfkari meaning balance show kar rahi hoti hai jismein aapka nuksan detect karke aapko inform kiya ja Raha hota hai information aapke liye most important hoti hai kyunki jab tak aapko theek information ka idea nahin hoga use time tak aapko apni current situation ki updated information available nahin ho sakti hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X