Forex trading market main aapko successful hone ke liye hamesha Forex trading ki complete learning aur ismein available different important factors ko jarur apni study Main include karna chahie. Kyunki Jab aap Forex trading market mein completely profitable trading karna chahte hain, to ismein aapko hamesha different associated factors ko apni trading ko carefully focus karna hota hai. Otherwise app successful trading nahin kar sakte hain. Agar aap Forex trading market mein Main margin aur leverage ke concept ko clearly understand karte Hain, to inke aapas mein connection ko aap easily recognise kar sakte hain, aur ismein aapko maximum advantages available ho sakte hain. Margin aur leverage ke connection ko understand karne ke liye sabse pahle main aapko margin aur leverage ki briefly explanation provide karna chahta hun.
Leverage basically 1 credit facility hoti hai, jo broker humko provide kar raha hota hai. Is facility ki basis per Ham minimum account balance per maximum trading kar sakte hain, for example Agar hamara account balance market mein 100 units ko purchase karne ke liye enough hai, to iski against maybe broker humko 1000 units purchase karne ke liye leverage facility provide kar raha hoga.
Forex trading market mein Jab aap metatrader 4 ko open karte hain, aur ismein koi trade open karne lagte Hain, to ismein aapko available free margin ki option provide ki ja rahi hoti hai, jo aapko yah indicate kar rahi hoti hai, kay aapke pass remaining balance itna hai, aur aap iski bases per apni trading activities ko complete kar sakte hain, agar aap currently ek trade open kar rahe hain to uske bad second trade open karne ke liye aapko hamesha free margin ko carefully focus karna hota hai. Jab aap free margin ki basis per apni next trade open karte Hain to usmein aap ko hamesha maximum advantages available ho sakte hain.
Dear member aapka available free margin totally aapki leverage facility per depend kar raha hota hai, agar aap ek highest leverage facility avail kar rahe hain, to ismein aapka minimum available margin bhi aapke liye bahut jyada important role play kar sakta hai, aur ismein aap minimum account balance per bhi maximum trading kar sakte hain, lekin iske against Agar aapki leverage facility minimum hai, to aap hamesha minimum account balance per maximum selling aur purchasing nahin kar sakte hain, iske liye aapko hamesha enough aur extended capital ki jarurat hoti hai. Agar aapka available free margin minimum hai, to sometime app Koi trade open karne ki position mein nahin hote Hain
What is Leverage

What is Margin

Leverage and Margin Connection

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим