Important information about " Japanese Candlesticks"
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important information about " Japanese Candlesticks"
    Candlestick Pattern


    Candlestick aik viual tool hai jo technical nuqta nazar se data ka analysis karne ke liye istemaal hota hai. Aam tor par, yeh data asal, stock, currency, ashya waghera mein maliyati hoga. candlesticks data ki pemaiesh karti hai jis mein musalsal utaar charhao aata hai, aik candlestick aik khaas waqt ki numaindagi kere gi aur is timeframe ke liye aap ko maloomat ke chand ahem points dukhaay gi.

    Click image for larger version

Name:	images (620).png
Views:	2
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12552566

    OHLC – Open, High, Low, Close


    Open

    Open price woh qeemat hai jis mein aap jis tool ka analysis kar rahay hain woh aap ke muntakhib kardah time frame mein daakhil hota hai. Agar aap ghanta ke hisaab se chart par hain, to yeh wohi qeemat hogi jis par tools theek theek ghantay par raha hoga. agar aap rozana chart par hain, to yeh din ke bilkul shuru mein tool ki qeemat hogi. Bullish candle par, yeh candlestick ke wasee hissay ( real body ) ka sab se nichala hissa hoga, aur bearish candle par, yeh candlestick ke wasee hissay ( real body ) ka sab se ouncha hissa hoga .

    Close

    Close price woh qeemat hai jis mein aap jis asset ka analysis kar rahay hain woh aap ke muntakhib kardah time frame mein mojood hai. Agar aap aik ghanta ke chart par hain, to yeh woh qeemat hogi jo aglay ghantay mein muntaqil honay se pehlay aik lamhay mein asset ki ho gi. Agar aap daily chart par hain, to yeh din ke bilkul aakhir mein alay ki qeemat hogi. bullish candle par, yeh candlestick ke wasee hissay ( real body ) ka sab se ouncha hissa hoga, aur bearish candle par, yeh candle stick ke wasee hissay ( real body ) ka sab se kam hissa hoga .

    High

    High qeemat woh sab se ziyada qeemat hai jo aap ke muntakhib kardah time frame ke douran assets tak pohanchi hai, usay patli lakeer ke siray ke tor par dekhaya jata hai jo candlestick ke oopar se nikalti hai .

    Low

    Low qeemat woh sab se kam qeemat hai jo aap ke muntakhib kardah time frame ke douran assets tak pohanchi hai, usay patli lakeer ke neechay ke tor par dekhaya gaya hai jo candlestick ke neechay se nikalti hai.

    Candle ki Tafseel


    Click image for larger version

Name:	images (363).jpeg
Views:	1
Size:	21.8 کلوبائٹ
ID:	12552567

    Real Body

    Real body' candlestick ke wasee hissay ka hawala day rahi hai, yeh section aap ko aap ke muntakhib kardah time frame ke lehaaz se, aap jis assets ka analysis kar rahay hain is ki open aur close qeematon ke darmiyan farq dekhata hai .

    Wicks / Shadow

    Wicks ya shadow se morad woh patli lakerain hain jo candle ke oopar aur neechay se nikalti hain. Yeh is asset ki tltal harkat ko zahir karte hain jis ka aap analysis kar rahay hain, oopri wick / shadow ki noke ziyada qeemat dukhati hai, aur nichli wick / shadow ka neechay kam qeemat dekhata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (362).jpeg
Views:	5
Size:	30.7 کلوبائٹ
ID:	12552568
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Important information about &quot; Japanese Candlesticks&quot;

    Jaisa k hume pta ha k market mn candlestick pattern ko fallow krna Kitna important ha hume is mn acha kam krne k liye market ka acha knowledge Lena hota ha market mein ham jitni jyada let Nahin karenge hamen kamyabi milegi jaisa ki ham log jante Hain ki market mein Ham kabhi bhi without experience ke kam mein kar sakte agar Ham bagair experience ke kam karenge to hamen ismein nuksan Hoga isase achcha hai ki Ham ismein regular work Karen.

    what is the Japanese candlestick pattern

    Japanese candlestick pattern mn kam krne k liye hume market chart ko acha fallow krna hota ha hamen ismein market ke knowledge ke bare mein pata hona chahie Japanese candlestick patterns market mein currency ki kimaton ko jahir karta hai ismein hamen technical work Karne ko milta hai Ham jitna jyada market ko follow karke kam karenge hamen utani hi kamyabi bhi milegi regular worker ne trading ke liye hamen pata hai ki hamen experience ki jarurat Hoti hai daily jitna jyada experience hasil Karke Ham kam karenge hamen utna hi fayda hoga daily anil se isko follow Karen to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (29).png
Views:	2
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12416018

    Trading Japanese candlestick pattern

    Agr hum is candlestick patterns mn kam krna chahte hein tu hamen iske complete hone ka vate Karna hota hai aur iske bare mein hamen experience bhi Lena hota hai market chart se hume is ki movement ko check karna hota hai aur uske bad Ham ismein kam karna hota hai hamen pata hona chahie ki is pattern main bulish bhi ho sakti hai ur bearish be ho sakti iske liye hamen knowledge ki jarurat Hoti hai trading manually bahut jyada important hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (28).png
Views:	5
Size:	18.9 کلوبائٹ
ID:	12416019

    Forex market

    Respect Forex member market mein kam karne ke liye hamen pata hai ki hamen market ka tamam knowledge Lena hota hai aur uske bad agar Ham ismein work Karen to hamen kamyabi milati hai hamen ismein technical analysis fundamental analysis ko follow karke kam karna hota hai agar Ham ismein without experience ke kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi kamyabi hamesha hamen acche work se milati hai aur ismein hamen demo account ka bhi use karna hota hai demo account se Ham Kafi acchi learning kar sakte hain aur trading mein bahut hi aasani se Ham profit Le sakte hain demo account mein Ham technical analysis ka demo kar sakte hain indicator ko follow karke kam kar sakte hain demo account mein Ham bahut hi acchi practis kar sakte hain jisse hamari trading mein Kafi jyada fayda hota hai aur ham ismein ek successful trader Ban sakte hain Jo log ismein shortcut tarike se kam karna chahte hain to vah kamyab Nahin hote Hain ismein Ham mukmmal work Karen to hamen kamyabi milati hai minut bahut hi jyada important hai regular Ham market ko watch Karen to hamen pata chal jata hai ki market mein kis time jyada move hoti hai aur ISI Tarah hamen market ki news ko bhi follow karna hota hai market ki news jab aati hai to market mein Kafi jyada acchi aata hai aur news ke hisab se market mein move hona Shuru ho jaati hai hamen chahie ki ham live trading Karen to hamen kamyabi milegi .
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Important information about &quot; Japanese Candlesticks&quot;

      What is japanese candlestick pattern :

      Japanese candlestick pattern br chart or line charts pattern ke nisbt zyada or accurate information dti hy. Yeh candles price chart pr different pattern k bnty hain, jis sey patterns. Matching High candlestick pattern two days candles par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hy, jis mein shamil dono candles same formate ya bullish trend k hoti hain. Yeh pattern prices k top ya bullish trend mein same bearish candles sey mil kr bnta hy, downtrend ki indications dta hy.

      Click image for larger version

Name:	piercing-line-1080x1080.png
Views:	1
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12416107

      Formation of candles :

      First candle : Matching high candlestick pattern ke pehli candle eik bullish candle hoti hg, yeh candle doji, small body, shadow ya shadow k bgair b ho skti hy. Yeh candle color main white ya green hoti hai, jo k prices k uptrend ya low prices dti hy.

      Second candle : Matching high candlestick pattern ke dusri candle b same pehli candle ki tarah bullish hoti hy, jo k kisi b formate main ho sakti hy. Dusri candle ka high price same pehli candle k high price sey match hona lzmi Hy , jo k candle ka shadow b ho sakta hai. Ye candle b white ya green color main hoti hy.

      Click image for larger version

Name:	maxresdefault(3).jpg
Views:	3
Size:	17.3 کلوبائٹ
ID:	12416105

      Explanation :

      Matching high candlestick pattern ke two days k same bullish wala eik bearish trend reversal pattern hy, jis mein candles ka high same point ya price par hota hy. Pattern main shamil candles ki real body khas pattern ya shape main hona zaruri nai hy, yeh candle doji candle, small real body, long shadow ya bgair shadow k b ho skti hy. Yeh pattern same high point pr banney waly tweezers top candlestick pattern ke trah dekhta hy, jo same bearish trend reversal pattern hy lekin us main shamil dusri candle bearish hoti hy. Matching high pattern main candles prices ka double high pattern bnati hy, jo k trend reversal bnti hy.Price chart par jb prices bar bar same price sey reject ho jati hy, yeh position support ya resistance level ban jata hy. Matching high pattern main b bullish candles same point ko double time touch krti hy, jo k prices k liye eik strong resistance level ban jta hy. Pattern pr trading sey phly pattern ka long timeframe main hona zaruri hy. Jab k trend confirmation black candle ka real body main b bana chaheay. Pattern k confirmation k liye CCI indicator or Stochastic oscillator ka use krna chaheay, jis pr value overbought zone main hona chaheay, jo k high prices ka indication hoga.


      Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	1
Size:	16.6 کلوبائٹ
ID:	12416104

      اب آن لائن

      Working...
      X