What is piercing line candlestick chart pattern?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is piercing line candlestick chart pattern?
    Piercing line candlestick chart pattern :

    Dear members piercing line candlestick chart pattern Ek police reversal candlestick chart pattern hai jo ki forex market Mein down Trend ke niche Dikhai Hota Hai Jab market Mein inter hote hain prices ke Uncha Dikhai Dete Hain aur yah jyadatar friend Mein tabdili ke Ishare Dete Hain piercing pattern Mein Do candle stick Shamil Ho Jaati Hai bulish candlestick Teesri Bridge candlest Ke Niche open hota hai aur Iske bad Bayar prices ki increase kar rahe hain Jo niche Di Gai tasvir Mein pair Singh pattern ki pahchan ko karti hai



    Click image for larger version

Name:	download (12).png
Views:	17
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12552354



    Identification:

    Niche ke Trend ke niche Hota Hai on Mein Ek brush aur police candistic Shamil Hoti Hai Iske bad police candle stick Bridge candlestick ke body ke 50% se upar close ho jata hai yah trader ko batata hai ki mumkinan trend reversal Jaane wala hai ya Upar ki taraf Jaane wala hai bye price ke is important level per Hosla ho rahe Hote Hain


    Click image for larger version

Name:	images (18).png
Views:	5
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12552355


    Trading:

    Dear members weekly you are USD chart upar wala chart is Baat Ko Wazir karta hai aur pair Singh pattern ke maujuda ko Zahir karta hai aur forex market Mein Ek Se strong niche kya trend hota hai jo ke low level or low high se jahir hota hai yah Misal niche ke trend ko indicate karte hue price action ko Haja Karte Hain To Ham traders jyadatar confirmation ke liye technical indicator ka istemal karte hain is dauran r s i o Si later ko reversal Jaane Ki Jafar confirmation ke Taur per Dekha Ja sakta hai indicate Karta Hai pair Singh pattern ke recently seeing low level par Rakha Jata Hai Jab Ke take profit ko bonic extension price action ke Jara individentify Kiya jata hai



    Click image for larger version

Name:	images (19).png
Views:	7
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12552356
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Piercing Line Pattern
    Piercing line candlestick pattern prices k bottom par ya bearish trend main banta hai, jo k do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik real body wali bearish candle hoti hai, jiss k baad aik bullish candle hoti hai, jo k pehli candle close point se gap main open hoti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k nechay gap main open ho kar ussi k midpoint k ooper close hoti hai. Pattern ki dosri candle prices ko aik to mazeed bearish jane se rokti hai aur dosra ye candle aik bullish hone ki waja se trend reversal ka kaam karti hai. Price chart par jab prices sellers k bohut ziada pressure ki waja se bearish jati hai, to wahan par aksar iss ko reversal honne k imkanat hote hen, jiss main aksar kuch aise pattern hote hen, jo prices ko teezi k sath bullish push karti hen jaise, Piercing line pattern karta hai.
    Candles Formation
    Piercing line candlestick pattern prices k bottom par do mukhtalif candles ka aik bullish trend reversal pattern hai, jiss ki pehli candle bearish aur dosri bullish hoti hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
    1. First Candle: Piercing line candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo prices k bottom par ya bearish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik real body wali candle hoti hai. Ye candle black ya red color ki candle hoti hai.
    2. Second Candle: Piercing line candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali bullish candle hoti hai. Ye candle open pehli candle k bottom par gap main hoti hai, jab k close pehli candle k darmeyan se above hoti hai. Bullish candle green ya white color main hoti hai, jo k prices ko mazeed bearish jane se rokti hai.
    Explaination Piercing line candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo k do candles par mushtamil hota hai. Ye pattern prices k bottom ya bearish trend main banne ki waja se prices ko mazeed nechay jane se rokti hai. Ye pattern same to same dekhne main ulta "Bullish Belt-Hold Line Candlestick Pattern" ki tarah hota hai, lekin dosri candle ki real body k lower side par bhi wick ya shadow hota banti hai. Piercing line pattern ki dosri candle aik bari real body wali hoti hai jo k pehli candle ki real body main close hoti hai, lekin iss ko candle ko pehli candle k open point k baad ya ooper close nahi hona chaheye. Piercing line pattern ki dosri candle strong banne ki waja se prices reverse hoti hai, aur bullish trend reversal ka sabab banti hai. Trading
    Piercing line candlestick pattern trend reversal ka pattern hai, jiss se market main buy ki entry karte hen. Pattern k bottom par buyers ziada active ho jate hen. Trend reversal pattern par trading trend continuation patterns ki nisbat ziada riski hoti hai, iss waja se pattern par trading se pehle market main aik bullish ya white candle ka hona zarori hai. Jiss ki real body honi chaheye, jiss main open aur close same point par na ho. Agar pattern k baad bearish candle banti hai, to ye pattern invalid ho jayega, jiss par entry nahi karni chaheye. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya dosri candle k open point se two pips below select karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      INTRODUCE OF PIERCING LINE PATTERN Aoa Ummid karta hon Ap Sab khariat Say Hon gy AJ Piercings line candlestick pattern prices k bottom par ya BEARISH trend main banta hai, jo k do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik real body wali bearish candle hoti hai, jiss k baad aik bullish candle hoti hai, jo k pehli candle close point se gap main open hoti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k nechay gap main Open ho kar ussi k midpoint k ooper close hoti hai. Pattern ki dosri candle prices ko aik to mazeed bearish jane se rokti hai aur dosra ye candle aik bullish hone ki waja se trend reversals ka kaam karti hai. Price CHART par jab prices sellers k bohut ziada pressure ki waja se bearish jati hai, to wahan par aksar iss ko reversal honne k imkanat hote hen, jiss main aksar kuch aise PATTERN hote hen, jo prices ko teezi k sath bullish push karti hen aor Piercings line candlestick pattern prices k bottom par do mukhtalif candles ka aik bullish Trending reversal pattern hai, jiss ki pehli candles BEARISH aur dosri bullish hoti hai. Pattern main candles ki satu ho gy aor Piercing line candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo prices k bottom par ya bearish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik real body wali candle hoti hai. Ye candle black ya red color ki CANDLESTICKS ka Sath hongy THE FORMATION OF PIERCING LINE PATTERN Dear Jab bh Piercings line candlestick pattern ki dosri candle aik real Body wali bullish candle hoti hai. Ye candle open pehli candle k bottom par gap main hoti hai, jab k close pehli candles k darmeyan se above hoti hai. Bullish candle green ya white colors main hoti hai, jo k prices ko following ho gyDear Jab PIERCING line candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo k do candles par mushtamil hota hai. Ye PATTERN prices k BOTTOM ya bearish trend main banne ki waja se prices ko mazeed nechay jane se rokti hai. Ye pattern same to same dekhne main ulta "Bullish Belt-Hold Line Candlestick Pattern" ki tarah hota hai, lekin dosri candles ki real body k lowered side par bhi wick ya shadow hota banti hai. Piercing line pattern ki dosri candle aik bari real body wali hoti hai jo k pehli candle ki real body main closed hoti hai, lekin iss ko candle ko pehli candles k open point k baad ya ooper closed nahi hona chaheye. Piercing line pattern ki dosri candles strong banne ki waja se prices reverse hoti hai, aur bullish Trending Reversals ka Sath Len gy
      Dear Jab bh PIERCING line CANDLESTICKS pattern trend reversal ka PATTERN hai, jiss se market main buy ki entry karte hen. Pattern k BOTTOM par buyers ziada active ho jate hen. Trending reversal pattern par TRADING trend continuation PATTERNS ki nisbat ziada riski hoti hai, iss waja se pattern par trading se pehle Market main aik bullish ya white candle ka hona zarori hai. Jiss ki real body honi chaheye, jiss main open aur close same point par na ho. Agar PATTERN k baad BEARISH candle banti hai, to ye PATTERN invalid ho jaye gay aor Trad Stop loss and Take profit Say Ho Gy

      اب آن لائن

      Working...
      X