Dow theory importance
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dow theory importance
    Description.

    Dear friends Dow theory previous breakout reference ky mutabiq market main next breakout per market ki expected movement ko show kerti hai agar ham same theory per forex market main trade open kerty aur continue kerty hain tou aesa possible hai ky market main her breakout per market isi tarah movement karti rahe aur ham is he tarah forex market main Dow theory ko apply ker ky trade continue kerny per hamain market ki future main hony wali movement ko asani ky sath Ham samajh sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	Dow-Theory.jpg
Views:	8
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12552283

    Dow theory Importance.

    Dow theory theory main volume par b discussion ki gae hai k market ki movement asal ma volume par b base karti hai. Market ma trend tb tak exist karta hai jab tak esko pull back ni kar liya hata Dow theory theory es par b base karti hai k trader hamesha trend par trade karna chahte hain. Kiu k unko pata hota hai k market apna trend he follow karti hai. Es k elawa es theory ma news ko b consider kiya gaya hai k news ma bohat zayada power hoti hai k wo market ko apni marzi sy drive kar sakti hain market asal ma cycles ki base par move karti hai. Dow theory ma market ki movement ko teen types main divide kiya gaya hai.

    Benefits of Dow theory.
    • Is ko ap trend ki identification main use kr skty hain.
    • Is ko ap trading strategy main use kr skty hain.
    • Ye theory stock market ki direction batati hai.
    • Primary trend ko identify karke investors k liye asaani hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	1518705148-6318fc6f7daab6575a32616f3de7f398_1200x1200_q90v3.png
Views:	3
Size:	26.6 کلوبائٹ
ID:	12552284

    Dow theuri And long Term Trading.

    Dear friends Dow theory par amal karne ke liye aapke paas maximum amount of Capital hona zaruri hai kyn ky yeh major movement par focus karta hai aur minor changes bardasht karne ke liye aapke account mrin capital mojood hona chahiye Dow theory aap ko market mein long term trading ki information deti hai. Long term traders dow theory ky mutabiq trades karty hain. Aur long time frames mein market ki history ko draw kar ky market ka analysis kiya ja sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dow theory importance

    Introduction:-

    Dow theory market ki movement ki kisi bhi trend main maximum limit aur future main hony wali market ki expectation hoti hai ky agar kisi pair main market apni maximum price limit per ponch ker reverse movement kerna shoru ker deti hai tou Dow theory ky mutabiq market kuch time period tak same limit ko cross nehi kerny gi ya agar break out krti bhi hai tou same breakout itna ziada nhi hoga.

    Definition:-

    dow theory market ki movement par base karti hai. Ye theory es lae banae gae hai k market ki movement ko logic sy beyan kiya jae. Kuch trader ye samanty hain k market ma supply or demand asal ma kafi hoti hai prices ko set karny k lae magar bhot sary ye samajty hain k ye knowledge enough ni hai. So dow theory ka starting point es idea par base karta hai k market waves ki sorat ma move karti hai. Or ye waves ka imblance market ki price ko create karta hai. Is theory ma asal mn ye b btany ki kohshiss ki gae hai k hmain nature b market par bhot influence create krti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (13).png
Views:	6
Size:	17.4 کلوبائٹ
ID:	12415856

    Benefits:-

    Dow Theory market to different levels to properly learn karte hain aur ismein aap market ki different situations for easily understand trading Rah Sakte Hain Jab aap Stri ko property study karte hain Jyotish Mein different important factors hote hain jo aapko market Ki Book mein se bhi dete maximum information provided kar rahe hote hain Kia Jab aap history ke complete study karte hain to ismein aapko bahut hi important information ly rhi hoti hai jis mein aap baht ziada facilitate ho skty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (12).png
Views:	10
Size:	15.7 کلوبائٹ
ID:	12415855

    Conclusion:-

    theory aik technical framework hay jis main market ka uptrend us waqt predict kia jata hay, jab iski average advances isky previous khas high say up ho. Yani past tome ka aisa high jis main isko kafi faida hua ho laikin average advances is say bhi ab high ho gia ho to ham keh sakty hain keh market ab up trend main jaye gi. Jesy keh ham observe kar hain keh market main hamesha, currencies pairs say lay ker, stocks aur commodities bhi aik dusry ki movement ko rokny ya barhany ka sabab banti hain. Is theory main bhi basically isi bat ko taraf isharah kia gia tha.

    Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	11
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12415857

    اب آن لائن

    Working...
    X