Introduction
Assalamu Alaikum der Mein Bhar Gaya Halchal hai main ummid karta hun aap sab log khairiyat se hokar market Mein Achcha kam bhi kar rahe hain market Mein kam karne ke liye aapse baat Achcha knowledge aur experience Hona jaruri hai experience ke साथ-साथ ab market Mein Jitna time Denge utna hi aap acchi earring kar Sakoge aur Achcha profit bhi Hasil kar Sakoge market Mein kamyabi ke liye aap time management bahut jaruri hai Jitna time hai market Mein jaaoge utna hi jyada aapko fayda Hoga main aaj aapke liye ek naya topic Lekar Aaya hun ji aapko Kafi Jyada Chalte Hain
![Click image for larger version
Name: images.png
Views: 2
Size: 4.6 کلوبائٹ
ID: 12552151](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12552151&d=1638268696)
Dark Cloud Cover:
Aik bearish reversal candlestick pattern jahan aik down candle (typically black ya red) open above close ho up candle sa pehlay (typically white ya green), aur pher close below up candle ka midpoint ho , easko dark cloud cover pattern kehtay hain.
Dark Cloud Cover aik candlestick pattern hai jo keh show karta hai aik shift mein momentum downside ki taraf following price rise mein.
Pattern aik bearish candle per composed hota hai jo keh open above ho per phir close below midpoint ho prior bullish candle mein.
Both candles relatively large honi chaiay, showing strong participation ki traders aur investors.
Jab pattern occur ho with small candles yeh typically less significant hota hai.
Traders typically dekhtay hain keh candle following bearish candle declining prices show karti ho.
Aik further price decline following bearish candle ko confirmation kehtay hai.
![Click image for larger version
Name: images.jpeg
Views: 7
Size: 10.0 کلوبائٹ
ID: 12552152](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12552152&d=1640155808)
Way:
Ziada tar trader es pattern ko sirf us surat main effective samajty hain, jab yeh uptrend ya price main overall increase k bad hota hai Jasay price barhti hai, ye pattern downside mein potential move ko indicate karta hai ,agar price action chapti hai, to pattern kam ahmiat ka hamil hai, kyun keh pattern ka bad qeemat chipti rehny ka imkan ziada hai
Es pattern ko understand karna bahut zaroori hai, Jasa keh yeh aik bearish engulfing pattern hota hai, es main buyers opening mein price ko high pa la ka janay ki koshish kartay hain. Lakin sellers es ko take over kar latay hain, aur qeemat ko tezi sa kam kartay hain .
Buying sa selling mein yeh change es bat ka ishara karti hai keh price mein kami ka trend anay wala hai.
![Click image for larger version
Name: download.jpeg
Views: 10
Size: 8.0 کلوبائٹ
ID: 12552153](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12552153&d=1640343175)
Example :
Traders jo long period sy trade main hain, bearish candle k qareeb ya agly din, bahir nikalny pe ghor kar sakty hain, jab price mazeed gir rhi ho Traders is point p short positions main b enter ho sakty hain Agar short point main enter hona ha to, bearish candle k high p stop loss rakha ja sakta hai Confirmation k din, stop loss ko confirmation sy bilkul uper dala ja sakta hai
Es chart k mutabiq, dark cloud cover us waqt hota hai, jab third bullish candle k bad aik bearish candle hai, jo unchi khulti hai or last bullish candle k midpoint sa nechy close hoti hai is pattern ny kamyabi k sath downtrend ki prediction ki hai or is session ny is ki confirmation ki hai.
Advantages:
Dear forex members, agar hum is pattern ko samaj lain to :
Better decision making kar sakty hain ,
aur better strategy k sath, timely trade main enter ho k profit earn kar sakty hain.
Is liye is pattern ko lazmi understand krain ta k loss sy bach, aur risk management kar k acha profit earn kr sakain.
![Click image for larger version
Name: download.png
Views: 15
Size: 4.7 کلوبائٹ
ID: 12552154](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12552154&d=1645946125)
Pattern ki Pehchan ka Rules:
Dark cloud cover pattern aik bullish trend reversal pattern hai, is waja se qeematon ka pehle se high price area ya bullish trend me hona chaheye.
Pattern do (two) candles par mushtamil hai, jis me pehle candle aik bari real body wali white candle hoti hai.
Pattern ki 1st white candle market ki current situation yanni bullish trend ki akasi karti hai.
Pattern ki 2nd black candle 1st white candle se above thore se gap me open hoti hen, lekin baad me qeematon pe selling pressure ki waja se candle downward a kar white me dakhil ho kar close ho jati hai.
Pattern me 2nd black candle white candle k real body k midpoint me ya us se thora sa nechay close hoti hai.
Pattern me candles k shadow ka hona ya na hona koi ahmeyat nahi rakhta hai, lekin candles ki real body lazmi honi chaheye, jis se pattern ka amal mukamal hota ho.
Trading on Pattern
Dark cloud cover pattern aik strong bearish reversal pattern hai, jo k traders k leye sell ki signal ki opportunity muhaya karta hai. Ye pattern agar market k centre me ban jata hai to is ka asar kam hota hai, lekin pattern ki ahmeyat us waqat ziada hoti hai, jab bhi ye pattern high price area ya bullish trend k baad banta hai. Dark cloud cover pattern me 2nd black candle ki real body aur position bohut ziada aham hai. Is pattern me candles ki wick ki koi ahmeyat nahi hai, lekin ye wick candle ki real body se kam hona chaheye ya candle ki real body k hise ko cover na karen. Dark cloud cover pattern me 3rd confirmation candle ka intezar zarori hai, agar wo candle 1st candle aur 2nd candle k baad close hoti hai, to ye bearish trend ko confirm karne k leye kafi hai. Lekin agar 3rd candle bullish ya doji candle banti hai to ye trend k tasalsul ki alamat hoti hai, is waja se pattern k top position jahan se black candle open hoti hai ye black candle ki high price area pe stop loss ko put karen. Dark cloud cover pattern ki dosri candle k baad market main sellers active ho jate hen, q k ye aik bearish signal de rahi hoti hai. Pattern k baad aik bearish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k long real body main pehli candle se nechay close ho jaye. Agar indicator se confirmation karna ho to stochastics oscillator overbought area main hona chaheye. Pattern k baad agar white ya bullish candle banti hai to iss se ye pattern invalid ho jayega
Assalamu Alaikum der Mein Bhar Gaya Halchal hai main ummid karta hun aap sab log khairiyat se hokar market Mein Achcha kam bhi kar rahe hain market Mein kam karne ke liye aapse baat Achcha knowledge aur experience Hona jaruri hai experience ke साथ-साथ ab market Mein Jitna time Denge utna hi aap acchi earring kar Sakoge aur Achcha profit bhi Hasil kar Sakoge market Mein kamyabi ke liye aap time management bahut jaruri hai Jitna time hai market Mein jaaoge utna hi jyada aapko fayda Hoga main aaj aapke liye ek naya topic Lekar Aaya hun ji aapko Kafi Jyada Chalte Hain
Dark Cloud Cover:
Aik bearish reversal candlestick pattern jahan aik down candle (typically black ya red) open above close ho up candle sa pehlay (typically white ya green), aur pher close below up candle ka midpoint ho , easko dark cloud cover pattern kehtay hain.
Dark Cloud Cover aik candlestick pattern hai jo keh show karta hai aik shift mein momentum downside ki taraf following price rise mein.
Pattern aik bearish candle per composed hota hai jo keh open above ho per phir close below midpoint ho prior bullish candle mein.
Both candles relatively large honi chaiay, showing strong participation ki traders aur investors.
Jab pattern occur ho with small candles yeh typically less significant hota hai.
Traders typically dekhtay hain keh candle following bearish candle declining prices show karti ho.
Aik further price decline following bearish candle ko confirmation kehtay hai.
Way:
Ziada tar trader es pattern ko sirf us surat main effective samajty hain, jab yeh uptrend ya price main overall increase k bad hota hai Jasay price barhti hai, ye pattern downside mein potential move ko indicate karta hai ,agar price action chapti hai, to pattern kam ahmiat ka hamil hai, kyun keh pattern ka bad qeemat chipti rehny ka imkan ziada hai
Es pattern ko understand karna bahut zaroori hai, Jasa keh yeh aik bearish engulfing pattern hota hai, es main buyers opening mein price ko high pa la ka janay ki koshish kartay hain. Lakin sellers es ko take over kar latay hain, aur qeemat ko tezi sa kam kartay hain .
Buying sa selling mein yeh change es bat ka ishara karti hai keh price mein kami ka trend anay wala hai.
Example :
Traders jo long period sy trade main hain, bearish candle k qareeb ya agly din, bahir nikalny pe ghor kar sakty hain, jab price mazeed gir rhi ho Traders is point p short positions main b enter ho sakty hain Agar short point main enter hona ha to, bearish candle k high p stop loss rakha ja sakta hai Confirmation k din, stop loss ko confirmation sy bilkul uper dala ja sakta hai
Es chart k mutabiq, dark cloud cover us waqt hota hai, jab third bullish candle k bad aik bearish candle hai, jo unchi khulti hai or last bullish candle k midpoint sa nechy close hoti hai is pattern ny kamyabi k sath downtrend ki prediction ki hai or is session ny is ki confirmation ki hai.
Advantages:
Dear forex members, agar hum is pattern ko samaj lain to :
Better decision making kar sakty hain ,
aur better strategy k sath, timely trade main enter ho k profit earn kar sakty hain.
Is liye is pattern ko lazmi understand krain ta k loss sy bach, aur risk management kar k acha profit earn kr sakain.
Pattern ki Pehchan ka Rules:
Dark cloud cover pattern aik bullish trend reversal pattern hai, is waja se qeematon ka pehle se high price area ya bullish trend me hona chaheye.
Pattern do (two) candles par mushtamil hai, jis me pehle candle aik bari real body wali white candle hoti hai.
Pattern ki 1st white candle market ki current situation yanni bullish trend ki akasi karti hai.
Pattern ki 2nd black candle 1st white candle se above thore se gap me open hoti hen, lekin baad me qeematon pe selling pressure ki waja se candle downward a kar white me dakhil ho kar close ho jati hai.
Pattern me 2nd black candle white candle k real body k midpoint me ya us se thora sa nechay close hoti hai.
Pattern me candles k shadow ka hona ya na hona koi ahmeyat nahi rakhta hai, lekin candles ki real body lazmi honi chaheye, jis se pattern ka amal mukamal hota ho.
Trading on Pattern
Dark cloud cover pattern aik strong bearish reversal pattern hai, jo k traders k leye sell ki signal ki opportunity muhaya karta hai. Ye pattern agar market k centre me ban jata hai to is ka asar kam hota hai, lekin pattern ki ahmeyat us waqat ziada hoti hai, jab bhi ye pattern high price area ya bullish trend k baad banta hai. Dark cloud cover pattern me 2nd black candle ki real body aur position bohut ziada aham hai. Is pattern me candles ki wick ki koi ahmeyat nahi hai, lekin ye wick candle ki real body se kam hona chaheye ya candle ki real body k hise ko cover na karen. Dark cloud cover pattern me 3rd confirmation candle ka intezar zarori hai, agar wo candle 1st candle aur 2nd candle k baad close hoti hai, to ye bearish trend ko confirm karne k leye kafi hai. Lekin agar 3rd candle bullish ya doji candle banti hai to ye trend k tasalsul ki alamat hoti hai, is waja se pattern k top position jahan se black candle open hoti hai ye black candle ki high price area pe stop loss ko put karen. Dark cloud cover pattern ki dosri candle k baad market main sellers active ho jate hen, q k ye aik bearish signal de rahi hoti hai. Pattern k baad aik bearish confirmation candle ka hona zarori hai, jo k long real body main pehli candle se nechay close ho jaye. Agar indicator se confirmation karna ho to stochastics oscillator overbought area main hona chaheye. Pattern k baad agar white ya bullish candle banti hai to iss se ye pattern invalid ho jayega
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим