AOA
INTRODUCTION
Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan rahen Khush rahen aur mahfus rahe hain fore x trading mein trading karne ke liye aap jyada se jyada knowledge ko hasil Karen Apne experience ko improve Karen bullish meeting line ki post ke bare mein humne pahle hi knowledge ko share kar chuke hain aaj Ham bearsh meeting lines ko discuss karenge aur dekhte hain ki is bearish meeting line se Ham Apne trade ko kaise profit table banaa sakte hain yah bilkul ek hi Tarah Hai jis Tarah humne bullish meeting line ko discuss kiya tha iske bilkul opposite hi bearish meeting line kam Karti Hai To aaj ke topic bearish meeting line pattern hai isko understand karne ki koshish karte Hain
BEARISH MEETING LINE CANDLE PATTERN
Bearish meeting line pattern joker bilkul bullish meeting line pattern ke opposite direction mein banta hai 2 days candle per mustmi hote hain yah pattern price ke top ya high price mein Bata hai jo ki bearish trend reversal pattern ka kam karta Hai pattern dekhne mein same bearish belt hold line pattern aur piercing pattern se milta julta Hai yah teenon pattern price ke liye bearish reversal pattern ka kam karta Hai jab ke yah pattern bullish continuation pattern Hai yah pattern bearish or bullish candle se milkar banta hai jismein Barish candle bullish candle se upar gap open hoti hai lekin gap ka hamen is vajah se clear pata nahin chalta kyunki yah Barish candle ki rail body se cover ho jata hai
CANDLES FORMATION
First candle
Bearish meeting line candlesticks pattern ki pahli candle ek bullish candle hoti hai jo ki market mein maujud current trend ki show Karti Hai yah candle price ko higher side per push Karti Hai jismein candle ka close price open price se upper side per hota hai yah candle shadow samet ya Shadow ke bagair bhi ho sakti hai
Second candle
Bearish meeting line candlestick pattern ki second candle ek real body wali bearish candle Hoti Hai yah candle open pahli candle ke top per gap mein Hoti Hai jabki close sem pahle candle ke close price per hota hai bearish candle market mein current bullish trend ka khatma karti hai aur price ko ek new direction deti hai jo ki bearish trend reversal hota Hai
TRADING WITH BEARISH MEETING LINE PATTERN
Bearish meeting line pattern Jahan traders ko sell ka signal Deta Hai vahan dusri taraf yah trend reversal hone per hamen market se exit hone ke bare mein bhi batata Hai yah pattern uptrend mein banta Hai Jahan per price bahut high area per trade kar rahi Hoti Hai pattern per trading karne se pahle price ka up trend aur trend confirmation lajmi confirm hona chahie agar pattern ke bad teesri candle bhi bearish banti hai to yah position market mein sell ki entry ka Hoga pattern ki confirmation indicators jaise RSI CCI indicator aur stochastic oscillator per value mein hone se confirm hota hai shop loss pattern ke hisab se higher point ya bearish candle ke high price se 2 pips above set karein

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим