Symmetrical Triangle

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Symmetrical Triangle
    Description.


    Dear friends jo traders symmetrical Triangle Ko Jab use karty hain Tou Ham technical analysis ki help tamam conjugation ko achi tarah se learn kar sakty hain is pattern mein price ki high aur market ki low point ko combine Kiya jata hai symmetrical triangle mein different impulse wave aur collector waves ki length aur body humesha same hi hoti hai unki length aur body kabhi bhi different nahin hoti hum symmetrical Triangle ki help se market breakout or breakdown condition ko bhi aasani se samajh sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	triangle-patterns-forex-traders-should-know_body_SymmetricaltriangleAUDUSD.png.full.png
Views:	2
Size:	15.6 کلوبائٹ
ID:	12552032

    How to Execute Trade Work after Establishing Symmetrical Triangle.

    Dear friends Symmetrical Triangle jab ban jaye aur market ki movement agar clear na ho rahi ho to is k liye technical analysis ka istemal kiya jata hai aur us se pata kia jata hai k market ki next breakout kis semat ho sakti hai Symmetrical Triangle k breakthrough k liye jo indicator istemal kiya jata hai us me RSI sab se best hai. Hum RSI ki madad se hi market ki next breakout andaza laga sakte hen.

    Click image for larger version

Name:	Symmetrical-Triangle-image-3.jpg
Views:	6
Size:	98.5 کلوبائٹ
ID:	12552033

    Trading at symmetrical triangle.

    Dear friends Symmetrical triangle ki baat hai ye aik chart pattern hai jis mein 2 trend lines ky troughs aur peaks aik dosre ky saath connected hoti hain aur yeh trend lines aik slope ki form Mein ek dusre ke saath converge hoti hain Symmetrical triangle darasal uper nichy candlesticks kay combinations say bnty hain yai jab keh horizontally lines inko milaya jaye ham do horizontally lines draw karty hain aur inko braber slope kay zariye draw karte hain Jin main price movement kay bad jab ye lines milti hain to aik triangle ban jata hay triangle in lines kay breakpoints ka bataty hain traders in lines kay andar movement main bhi trading karty hainYani jab niche wali line say price up jati hay to woh isko support consider karty huye buy karty hain jab keh uper wali line say price wapas any per traders is main sell karty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Symmetrical Triangle

    Formation;-

    Symmetrical Triangle Pattern market mein formation is trha karta hai ky is mein market ki movement is trha hoti hai ky highs and lows mein gradual decrease aata rehta hai..​Is trha market contraction dikhati rehti hai. Aur market ky upper aur lower points ko aapas mein horizontal lines ky sath connect kia jata hai aur is trha ek symmetrical triangle ki formation hoti hai. Is trha formation aap ko market mein bhut se currency pairs aur Commodities mein dekhny ko mil skti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (7).png
Views:	18
Size:	12.0 کلوبائٹ
ID:	12415694

    Trading;-

    Symmetrical Traingle ko trade karny ky liye aap lo market ky previous trend jis ky doran is triangle ki formation hoti hai, uski information honi chahiye. Is trha market mein trend ki prediction ki ja skti hai. Aur market mein Bearish ya Bullish continual dikha skta hai. Is trha either direction mein isko trade kia ja skta hai. Ye wo bilateral chart hota hai jis ma price resistance sy downward move karti hain. Ye chart pattern tb banta hai jb buyer or seller 2no market ka charge leny k lae tyar ni hoty. Es lae market ki price consolidation move ma hoti ha.

    Click image for larger version

Name:	images (6).png
Views:	5
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12415693

    Explanation:-

    Symmetrical triangle bilateral pattern ke ik bhut hi important type Hoti Hai jismein different impulse waves aur character waves ki body same rahti hai Jab market ki movement sim ho rahi hoti hai aur Market Apne channels Mein movement kar rahi Hoti Hai in condition mein jo market ki shape banti hai usko aap symmetrical triangle ka naam Dete Hain no doubt Jab aap market Mein different important Triangles ki Tarif ko properly learn Karke Apne technical analysis per Karte Hain To aap ko Apne technical analysis ko perfect Banane mein bahut ziada help mil rahi hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	8
Size:	17.8 کلوبائٹ
ID:	12415692
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Symmetrical Triangle

      Dear forex members!
      eyk shadol musalsal AK Chart Pattern ha Jis ki Khususiyat deow Converging Trend Lainoo sey Hoti hae jau silsilah waar Chotyon aur ki eyk Series ko yeh Trend Starblue taqriiban masaawi dhalwaan par muttasil honi rujhaan ki Lakeereen jau ghaer masaawi par aapas meyn Milti haen in ko ubharta hawa Girtaa hawa charhta hawa yaa Utarta hawa musallas kaha jaata ham Aahangi musallas is waqt Hoti haen jab Sekeorti ki qiimat is tarah sey mazbuut Ho Rahi Hoti hae jau eyk Jesi key saath deow Converging Trend Linolaat Banaati
      sidol musallas key Break Out yaa Break Jiayes Ahdaf Break Out yaa Break Jiayes Point par laagu Ibtedayi aala aur kam key dar miyaan Fasilay key baraabar
      bahot sey taajir Tekneki tajziyah ki Doosri key saath Mil Kar sidol musallas ka istemaal Kartay haen jau eyk tasdiiq key tor par kaam Kartay eyk sidol musallas sey Break Out yaa Break Jiayes key Liye qiimat ka hadaf is Pattern key Ibtedayi key Unchai aur Nichlay sey Fasilay key baraabar Break Out qiimat misaal key tor eyk mutawaazi musallas Pattern ki kam sey shuruu Ho Sakta hae aur qiimat ki had waqt key saath kam Honay sey paehley tak Barh Sakta sidol musallas Pattern key Liye Sataap nuqsaan aksar Break Out Point key bilkul niichey Hota misaal key tor agar mazkuurah Security zeyaadah hajam par sey tuut Jaati Hy to taajir aksar sey niichey ka Sataap Laas Den

      ham Aahangi musallas Hoye musallas aur Nazooli musallas sey mukhtalif haen keh uupri aur zeyriin rujhaan Linolaat donon eyk markaz nuqtah ki taraf Dhal Rahi is key Hoye musallas meyn ufaqi uupri rujhaan ki lakiir Hoti Hy jau mumkinah Break Out zeyaadah Honay ki Peshan Goi Karti Hy aur Nazooli musallas meyn ufaqi Nichli Trend Line Hoti Hy jau mumkinah kharaabi ki kam peysh Goi Karti sidol musallas bhi kuchh Tareeqon sey aur sey Miltay Jaltay leykin meyn rujhaan Lainoo ko tabdiil Karnay key bajaa ey uupar ki taraf dhalwaan Rujhaanaat Hotay
      Shukriya!

      اب آن لائن

      Working...
      X