ap forex trading mai kis cheez se madad hasil karte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    mein to forex trading mein just news ki help leta hun qiun k knowledge is only the key to success.humein khud se trade kerni chaie na k doosrun per depend hona chaie.humein khud hard work ker k forex mein success hasil kerni chahie.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Asalam O Alaikum to everyone mainne jab se trading start ki hain maine just market ko analysis kar k or apne seniors sey mashwara kar k apnni trade open karti ho ALLAH ka shukar hai profit hota hai or han loss bhi sometime ho jata hai but yeah zndagi ka hisa hai
      • #183 Collapse

        Well meray pyary bhai aap ney bohat acha question pouch ha aur mein ye question pouchny hi wala tha pr ye question aap ne pouch liya mein tou apny senoir trader se help ya apny broker se help leta hn.
        • #184 Collapse

          wesy to bhai jaan mai apny friend se hi har tarha ki help leta hun koi bhi kisi bhi kisam ka mujhy masla ho to mai apny friend k sath hi contact krta hun ager us ko bhi na pta chly to help line se ja ker wahan apni problem btata hun or solution mil jata haiu
          • #185 Collapse

            I trading karne keliye buhut se options hute hain jaisa kay news, fundamental analysis aur expert traders kay banaye gaye technical analysis, ya humari personal trading analysis, tu ap kis cheez ki madad se trading.
            • #186 Collapse

              mujy to forex ny abi tak koi faida nai diya but mujy puri umeed hai k nuqsan nai ho ga or han mane abi tak forex k zariya sy apni typing speed bhot abhi kar le hai ma bhot jaldi lekh lyta hu is sy meri urdu b achi ho ge hai
              • #187 Collapse

                Nice Question Brother forex trading main apko kisi bhi chez ki madad hasil karne ki zarurat nahi hai agar apke pass knowledged hai aur achi information hai to app forex trading ba asani kar sakte hain bina kisi ki help liye its depend on your knowledged..
                 
                • #188 Collapse

                  Dear friends maray khayal main to experience he zayada importance rakhta ha.is lea kay is kay baghar ham trading main successful nhe ho saktay . or haman is ko panay kay lea Forex forum ko join karna parta ha.
                  • #189 Collapse

                    Mery khayal me agar abhi bhi logon ko account verification ki samjh nahi aay gi tu phir koi bhi inko nahi samjha sakta jo log apna account abhi tak verify nahi karwa saky. Ye bohat hi simple sa kaam hai agar cabinet me ja kar har cheez ko read karny ki zehmat kar li jay tu har cheez client cabinet me khud bata deti hai kay kis kam kay liay kia karna hai or kia eligibility hai. Aap kay threads kafi informative hain share kay liay shukria
                     
                    • #190 Collapse

                      Forex mai bhut sari chezen aap k lya karamad huti hyn jin mai indicater , market watch , sit or demo account ki practice
                       
                      • #191 Collapse

                        forex me agar ap ko help chahye to ap un bando se contact kren jo k forex me kaafi experienced hon!!!ya phr ap demo account se trading ki practice kren or apni confusions waha se dur kren!!
                        • #192 Collapse

                          yes dear you are rihgt forex ko join karna to easy hay laken isko chorna bhat muskil hay ya admi ho ik nashy ki thara lag jata hy or insaan is ka adi ho jata hy agr chorna b chay to ni chord sakta it is very difficalt brother,,,
                          • #193 Collapse

                            ma forex business ma boht ahteyat k sath trading karta hon. kyn k ya business boht he risky ha. isi lye yhn par earning karnay k lye hamian proper knowledge ki zarorat hoti ha. ma market ka analysis karta hon, fundamental analysis karta hon. or news ko follow karna boht zarori ha. is sa hamin boht help melti ha.
                             
                            :cool::cool::cool:
                            • #194 Collapse

                              ma forex trading ma ak to news pa zror dehan deta hn is sa mje kafi milti hy or graph ko study karta hn or apni trading ma hamesha low volume trades lagata hun jis sa mera loss recover ho jata hy or profit ma b convert ho jata hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                ye humaray sath aksar hota hai jb hum trade lagatay hain to foran hame lagta hai k hum ab is me loss kare gay lekin is ki waja ye hai k hame khud pay yakeen nahi hota hai,hamesha self confidence rakhe.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X