ap forex trading mai kis cheez se madad hasil karte hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    trading krny k liy demo account best hy koi binew pair per kaam krny k liy, live trading sy phly demo pe rkaam kr lein ta k uss pair ka pta chl jay us k bad market ki techanical trend sy mid li ja skti hy aur ess k braber mein news impact kabi khyal rkhna prta hy q k baz auqat news market ko opposite move krti hein techaical k.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      bhi jan may to forex tradding may sirf or sirf apnay ap per trust kerta hu aur may kisi aur cheez say madad hasil nahe kerta ha kabi kabar may apnay leyi leyi net say tradding tipps hasil kerta hu to is leyi may apnay ap say hlp laita hu
      • #108 Collapse

        dekho forex main kamayab hony ke liye ap ko kafi mehnat or lagn ke sath kam karna hota hy or i sman mye hy ke is main ap asani ke sath is main agy naeh ja sakty is main apko phly demo account main kam karna chahy phr us main bhi ap agy ja sakty hy or ismain ap phr forum main bhi khas kuch seekh sakty hy
        • #109 Collapse

          Dear forex trading start kar ne ke liye sab se pehle apke pas basic knowledge, good learning aur experince ka hona bohat zarori hota hai kiun ke jab tak apko inn 3 chezon main perfect hoonge apko ksi ki bhi madad lene ki zarorat nai hogi ap khud bhi apni learning ki base pe market ke analysis ko watch aur read kar ke aur news ko watch kar ke aik proper planing se apni tarding start karsakte hain. Yeh totally apke uper aur apki ability aur confident ke uper depend hota hai ke ap apne experince se kitna acha market ko handle karte hain.
          • #110 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
            jaisa kay trading karne keliye buhut se options hute hain jaisa kay news, fundamental analysis aur expert traders kay banaye gaye technical analysis, ya humari personal trading analysis, tu ap kis cheez ki madad se trading karte hain?
            Daer main to sirf apne mind k mutabik he trading kerta hun,.,.aur kisi bhe kisam ke signal,,a koi aur strategy etc ,,ko use nhi kerta .,,.bus aik kaaam zrur kerat hun wo haih pallaning,.
            • #111 Collapse

              dear ap ne good thread post kiya hai ap ne achy question pochy hai mere kehyal se hame forex ko full learn kar k khud market pe technical analysis kar k trade kare tu hamary liye best hai kisi k signal par ham kab tak trade karty rahe gay
              • #112 Collapse

                Main trading main technical analysis se madad leta hun. kun k market main jab hum price action ko samj lain to is se best koi aur chez nahi hai positive decision karne k liye. lehaza first market technically view karin tab hi koi order open karin.
                   
                • #113 Collapse

                  mera apna knowledge bht hay mashALLAH men forum par kafi hard work karta hon or zada knowledge gain karny ki koshish karta ho zada tar knowledge mujhy pak forex forum sy hi mil jata hay kch mera apna idea hota hay treading ka or kch help men news or market ko watch kar ky laga leta hon
                  • #114 Collapse

                    forex asa business nai jo ki app ko sab chij main app ko help kar sakta hai so ap agar forex busienss kare to app ko assa profit melega or fir app ko forex market ki baroma assi se assi knowledge melega so app ko all side se hi help melega.
                    • #115 Collapse

                      ham Forex trading may stop loss app use karke us se madad le sakte hay..or sabcay bare bat hay kise dusre say madad lena ap aysa kise say madat le sakte hay jo is busineass may parfact hay or bohot he exprienass wala hay is busineass par..
                      • #116 Collapse

                        bhai men apny seniors ko copy karta hun un se information ikathi karny ki koshish kart hun or usko demo py apply karta hun then trading karta hun
                        • #117 Collapse

                          dear brother main to abi is main new ho or is k bare maininformation hasil kar rha hu or is ka knowledge hasil kar rha hu is main main to is ka experience hasil kar rha hu abi is main
                          • #118 Collapse

                            my dear brother jub ham forex trading may trading katay hay to ham ko bhot c wab side hay jis may forex trading k bary amy madade lay skaty hay or is may ap k pas jitna aacah knowledg ho ga ap is may otan hi apni madade kar skaty ho
                            • #119 Collapse

                              jab se main forex mein trading kar rha ho tu main apna experience se help leta ho kyun k main samjt ho k forex mein jis k pas bhi experience hai tu wo forex mein kabi bhi kase problem mein nahi aa skta hain aur wo forex ki trading mein achy planing kar skta hai iss liya is business mein experience ziada important hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Dear forex trading may proper learning ke zrurat hoti hay learning k baghair kuch hasil nahe hota forex trade may ham apny friends aur other expert traders say guidance lay sakty han is k ilawa internet ke bdolat har trah ke information mil sakti hay demo account bhe buhat madad karta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X