Kis Time Frame Per Kam Kare?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kis Time Frame Per Kam Kare?
    Forex trading me kis time frame per trading kare?

    forex trading business me market ko analysis karne ke liye chart hota hai jis ko daikh kar hume market ka jaiza lena hota hai ke market ki movement kis side ko jaa sakti hai
    or is chart ko hum time frame ke hisab se read karte hai one mint ke time frame se ly kar monthly time frame tak ka chart hume software me milta hai jis ko hum read kar ke trading
    kar sakte hai chart me hum daikhtay hai ke zaida ter log candle stick chart ko hi watch karte hai or is ki base per hi market ka jaiza lete hai or trading karte hai.

    Apne mind ke mutabiq time frame select karna

    Har trader ka mind set different hota hai or har koi apne hisab se hi market ko analysis karta hai jaisa ke kuch trader bohat hi fast hote hai unko market me zaida trading karna
    hoti hai wo bohat hi jaldi jadli me market se paisa bananay ki koshish karte hai aisa trader bohat hi short term trader hota hai ya phr day trader hota hai jis ne aik hi din me
    apni trading karna hoti hai or us ka koi na koi result nikalna hota hai aisa trader short time frame me kam karta hai yaani one mint ke chart se lay kar 15 mint ya H1 ke time frame
    per market ka analysis karta hai or us ke base per trading karta hai.

    Long term trader ke liye time frame D1 se Monthly chart

    Long term trader ko hum daikhatay hai ke wo zara long time ke liye market me kam karna chahta hai wo aik hi dafa market ka long term me jaiza leta hai or us hisab se hi
    market ka analysis karta hai long term trading karne wale time frame bhe D1 se monthly time frame per kam karte hai har kis ko apne mind ke mutabiq hi trading karna chahiye
    pahle tu har trader ko apna behavior samajna chahiye or us ke mutabiq hi apna trading plan set karna chahiye.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kis Time Frame Per Kam Kare?

    trading me time frame hi ahmiyat
    trading business me time frame ki ahmiyat bohat zaida hai jis ko time frame ke bare me nahi pata wo is business me kaise kam kar sakta hai ya profit bana sakta hai information hona
    zarori hai har koi apne hisab se hi trading karta hai tu us ko time select bee apne hisab se hi karna chahiye H1 time frame aik acha time frame hai H1 chart per market ka acha analysis
    kiya ja sakta hai kyu ke ya na tu short term me ata hai or na hi long term trading me ata hai is per hum bohat asani se kam kar sakte hai hume h1 time frame per kam karna chahiye.
    Scalping Trader
    Scalping karne wala trader bee kya h1 time frame per kam kar sakta hai market ka analysis kar sakta hai mere mind ke mutabiq agr koi scalper trader hai or usko jaldi hi market
    me entry lena hai or exit bee jaldi hi karna hai tu usko chahiye ke wo one mint time frame se 15 mint wale chart per trading kare kyu ke scalper trading karna bohat hi risky hota
    hai is me foran se market me entry lena hoti hai or apna small target hit karwa kar market se exit bee lena hota hai scalping karne ke liye time bohat zaida lagta hai.
    Swing trading ke liye kon sa time frame best hai
    zaida ter trader swing trading karna pasand karte hai price action ke hisab se trading karte hai tu is ke liye mere mind ke mutabq H1 time fram or H4 time frame ya chart bohat hai
    zaida acha hai is me hume market ka analysis karne me bee masla nahi hota hai hum daikh sakte hai ke small time frame me market kya kar rahi hai or long term trend kis side
    ka hai us ke hisab se hum h1 or h4 ke time me market ka analysis kar ke aik achi profit wali trade kar sakte hai or apna profit book kar ke market se exit le sakte hai.
    منسلک شدہ فائلیں
    • #3 Collapse

      Re: Kis Time Frame Per Kam Kare?

      Assalamu Alaikum dear jawab market mein working karte hain aur technical analysis ko complete karte Hain to aisi condition mein aapko hamesha bahut jyada careful Raha karo kar apni working karna hoti hai kyunki Jab aap market mein working karte hain to ismein aapko bahut fayda ho sakta hai Jab aap market mein working karte hain aur technical analysis ko complete kar rahe hote hain to aapke mind mein yah question a sakta hai ki humko kaun se platform per working karna hogi aur kaun sa time frame hamare liye best ho sakta hai to iske liye main aapko kuchh introduction Dena chahta hun.

      Introduction of Timeframe

      Time frame basically ek aisi important information hoti hai jismein aapko ek se Pacific time ke andar market ki movement ka idea milta hai ki last specific duration mein market mein kis taraf apni movement complete ki hai aur lost time frame aapko next movement se related kuchh important information de raha hota hai time frame ko Jab aap study karte Hain to definitely ismein aapko different time frames available hote hain jismein aapko different certain periods ke movement ka idea mil sakta hai.

      Which timeframe is Best

      Jab aap market mein technical analysis ko complete kar rahe hote hain to aapke mind mein yah question jata hai ki kaun sa time frame aapke liye best ho sakta hai to aisi condition mein aapko hamesha sabse pahle yah dekhna hota hai ki aap trading ki kaun si type ko select kar rahe hain kyunki Forex trading market mein aapke liye different options aur iski different types available hoti hain jinki base per aap apni decision making karte Hain.

      Timeframe to Short Term

      Jab aap market mein minimum time ke liye enter hote Hain to aisi condition mein aapko hamesha sambhal time frames ka istemal karna hota hai kyunki minimum time frame aapko short period ke liye bahut acchi information provide kar rahe hote hain aur inki base per aap market mein bahut acchi entry Le sakte hain aisi condition mein aapko hamesha bahut jyada careful hokar apni trading karna hota hai isliye aap intraday trading aur scalping jaisi technic use kar sakte hain aur ismein minimum time mein bahut achcha profit hasil kar sakte hain iske liye aapko minimum time frame hasil kar sakte hain.

      Timeframe to Long Term

      long term trading job karte Hain to aisi condition mein aapko hamesha ek achcha time frame dekhna hota hai jiska duration jyada hota hai kyunki long time trading ke liye jitna jyada duration wala time frame hoga usmein aapko itna hi achcha benefit mil sakta hai aur ismein aapko itne hi jyada advantages available ho sakte hain kyunki Jab aap market mein long term trading karna chahte hain to iske liye aapko hamesha bahut acche time frame ki jarurat hoti hai aur iski base per aap market mein bahut achcha advantages hasil kar sakte hain.

      Importance of Timeframe

      definitely Jab aap market ke different factors cos study karke technical analysis ki importance ko increase karte Hain to aisi situation mein aapko bahut fayda mil sakta hai aur long term trading ke liye aur short term trading ke liye aapko multiple time frame available hote hain jinki base per aap market mein bahut achcha profit hasil kar sakte hain aur ismein aapko jyada se jyada profit hasir ho sakta hai market ke different sectors bhi bahut jyada important hoti hai Jab aap market mein different factors ki gas per important decision making karte hain to aapko iski importance ka idea hota hai aur aap iski perfection ko understand kar sakte hain.

      Click image for larger version

Name:	Screenshot_2022_0810_054202.jpg
Views:	2
Size:	470.3 کلوبائٹ
ID:	12415672
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Kis Time Frame Per Kam Kare?

        Dear forex members!
        mukhtasar waqt key Frame aap ko ka behtar istemaal Karnay aur sakht Sataap Nuqsanaat ki ejaazat Detay
        Bray Time Frame meyn Bray Stop ki zaruurat Hoti Hy is tarah eyk bara takehe aap kaal ka saamna Kiye baghaer Market key ko Sambhal
        yaad Rakhne ki sab sey ahem baat yeh hae keh aap tijaarat key Liye jau bhi Time Frame muntakhib Kartay woh qudrati tor par aap ki shakhsiyat key mutaabiq hona Fit
        is Liye ham aap key Comfort Zone ko talaash Karnay key Liye thori dar key Liye kai Time par Demo Trading ka mashwirah Detay
        is sey aap ko behtariin tijaarti Faislay Karnay key Liye aap key Liye behtariin Fit ka taiyyun Karnay meyn madad Milay
        jab aap aakhir kaar Apne pasandiidah Time Frame ka faeslah Kartay tab Hee mazah shuruu Hota
        yeh tab Hota hae jab aap Market ka tajziyah Karnay meyn aap ki madad key Liye mutaaddid Time ko deykhna shuruu Kartay bahot sey paehli baar Market ki daur meyn shaamil Hotay woh mukhtalif iqtesaadi Calender Dekhtay haen aur Data ki har Release par Bharpoor Tareeqay sey tijaarat Kartay din bhar meyn eyk Haftay key paanch din ghaer mulki ki Market ko din bhar tijaarat Karnay key eyk aasaan tariiqah key tor par Dekhtay yeh hikmat amli nah sarf eyk taajir key Zakhaair ko teyzi sey khatm Kar Sakti hae balkeh yeh sab sey zeyaadah mustaqil taajir ko bhi jila Sakti Waal key jau kaar o baari auqaat par Chalti Hy Market dunya key chaar mukhtalif Hisson aur in key mutaalliqah Time Zonz key aam kaar o baari auqaat par Chalti Hy Jis ka matlab hae keh tijaarat din raat jari Rehti

        to raat bhar Jaagney ka mutabaadil kya agar taajir bazaar key auqaat ki samajh haasil Kar Sakte haen aur munaasib Ahdaf ta ey Kar Sakte to in key paas qaabil amal Shedool key andar munaafa haasil Karnay ka zeyaadah mazbuut mauqa
        Shukriya!

        اب آن لائن

        Working...
        X