Dark cloud cover pattern ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark cloud cover pattern ??
    assalium o alekum

    dear forex member
    ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge Aaj Jis topic per Ham discuss karne lage Hain usko dark cloud pattern Kahate Hain Aur Main ummid Karti hun is per knowledge Jarur Gin Hoga AAP Sab Ka Chalte Hain Ham Apne topic ki taraf


    what is Dark Cloud pattren ?


    dark cloud cover aik bearish reversal candle stuck patteren hai jahan neechay candle ( aam tor par siyah ya surkh ) parai up candle ( aam tor par safaid ya sabz ) ke oopar khulti hai aur phir oopar candle ke wast point ke neechay band hojati hai .

    patteren ahem hai kyunkay yeh raftaar mein ulta se neechay ki taraf tabdeeli ko zahir karta hai. patteren aik oopar ki candle se banaya gaya hai jis ke baad neechay candle hai. tajir agli ( teesri ) mom batii par qeemat kam karne ke liye dekhte hain. usay tasdeeq kehte hain .

    Click image for larger version

Name:	dark-cloud-cover_body_Darkcloudcoverexplained.png
Views:	14
Size:	12.9 کلوبائٹ
ID:	12551954

    points


    ✔️dark cloud cover aik candle stuck patteren hai jo qeemat mein izafay ke baad kami ki taraf momentum mein tabdeeli ko zahir karta hai .

    ✔️patteren aik bearish candle par mushtamil hai jo oopar khulti hai lekin phir pehlay wali blush candle ke wast point ke neechay band hojati hai .


    ✔️dono mom batian nisbatan barri honi chahiye, jo taajiron aur sarmaya karon ki mazboot shirkat ko zahir karti hain. jab patteren choti mom btyon ke sath hota hai to yeh aam tor par kam ahem hota hai .


    ✔️tajir aam tor par dekhte hain ke kya bearish candle ke baad candle bhi qeematon mein kami ko zahir karti hai. bearish candle ke baad qeemat mein mazeed kami ko tasdeeq kehte hain .



    understand to Dark cloud patren ?

    dark cloud cover patteren mein aik barri kaali mom batii shaamil hoti hai jo pehlay wali mom batii par" gehra baadal" banati hai. bearish engulfing patteren ki terhan, khredar khulay mein qeemat ko ouncha dhakel dete hain, lekin baichnay walay baad mein session mein qabza kar letay hain aur qeemat ko taizi se kam kar dete hain. khareed o farokht ki taraf yeh tabdeeli is baat ki taraf ishara karti hai ke qeematon mein kami anay wali ho sakti hai .


    ziyada tar traders dark cloud cover patteren ko sirf is soorat mein mufeed samajte hain jab yeh oopri rujhan ya qeemat mein majmoi tor par izafay ke baad hota hai. jaisay jaisay qeematein barhti hain, patteren neechay ki taraf mumkina iqdaam ko nishaan zad karne ke liye ziyada ahem ho jata hai. agar qeemat ka amal kata sun-hwa hai to patteren kam ahem hai kyunkay patteren ke baad qeemat ke katay rehne ka imkaan hai .


    dark cloud cover patteren ke paanch miyaar yeh hain :

    * aik mojooda taizi ka rujhan .

    * is up trained ke andar aik oopar ( taizi ) candle .


    * aglay din aik farq .


    * gape up neechay ( bearish ) candle mein badal jata hai .


    * bearish candle pichli bullish candle ke wast point ke neechay band ho jati hai .

    Click image for larger version

Name:	dark-cloud-cover_body_how_to_trade_using_dark_cloud_cover_pattern_gbpusd.png
Views:	6
Size:	19.7 کلوبائٹ
ID:	12551955

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dark cloud cover pattern ??

    WHAT IS THE DARK CLOUD COVER PATTERN :





    Dark cloud cover ak reversal candlestick pattern ha ya pattern market ka chart ma uptrend ke high ma banta ha yani ya market ka top ma banay ga or ya market ka uptrend ko end kara ga or market ko reverse kara ka bearish ke traf yani is pattern ma market bullish sa reversal ho kar bearish ke traf ay ge. Ya pattern market ka uptrend end ma do candlestick sa mil kar banay ga or ya dono candles mil lar market ko downtrend ke traf reversal kara ga. Is pattern ke first candle ak bullish ke candle ho ge is ma market ke price low sa high ke traf jay ge or is pattern ke second candle ak bearish ke candle ho ge jo ka market ko high sa reversal kara kar low ke traf lay ge or ya second candle first candle ka middle tak close ho ge. Ya pattern market ka chart ma significantly banay ga or is ma market ka jo momentum ho ga wo shift ho ga or is ma market upside sa downside ke traf reverse ho ge. Is pattern ke do candle ak up candle or dosre down candle ho ge ya dono candles market ma large candles ho ge ya market ka traders or investors ka strong strength ka batay ga or jab ya pattern market ka chart ma small candles sa banay ga to is time ya pattern less significant ho ga.





    UNDERSTANDING DARK CLOUD COVER PATTERN :





    Jab dark cloud cover banay ga to is patterna market ka chart ma top par do candles banay ge jab is pattern ke firts candle bamay ge to wo market ka current trend ko follow karte hoi banay ge ya ak bullish ke candle ho ge or is candle ka colour green ya white ho ga or is ma market lower sa high ke traf jay ge or is candle ke long real body ho ge or is candle ka koi upper or lower long shadow ni ho ga magar is ka little shadow ho sakta ha. Is first candle ka market ka high ma close hona ka bad market ma gap ay ga ya gap is pattern ke is first candle sa high ke traf ho ga is ma market high ma jay ge ya ak small gap ho ga jo first candle sa small high tak jay ga. Or is gap ka bad market ma is pattern ke second candle banay ge ya ak long candle ho ge ya market ko reverse kara ge ya ak bearish ke candle ho ge ya bhi ak long bearish ke candle ho ge or is ma market high sa low ke traf ay he ya candle gap sa high sa open ho ge or ya candle reversal ho kar downward ke traf ay ge or ya is pattern ke first candle ka middle tak reversal ho kar ay ge or ya market ka strong bearish ka trend ka batay ge is ma market ka reversal start ho jay ge. Is pattern ke ya dono long candles ho ge or jab ya pattern market ka top ma high par do long candle sa banay ge to market is ma strongly reversal ho ge or traders or investors ka strong shift hona ka batay ga.





    TRADING WITH DARK CLOUD COVER PATTERN :





    Dark cloud cover ak reliable reversal pattern ha ya pattern ka strong bearish ke traf reversal hona ka batata ha. Jab ya dark cloud cover pattern market ka chart ma banta ha to is pattern ka market ma bannay sa phalay market ma strong uptrend hota ha or market ma ak high bull ka pressure hota ha jo market ko high ke traf la ja raha hota ha or jasa he ir pattern ka start hota ha to is pattern ka strt market ka bull ka pressure ke waja sa hota ha jo market ko high ke traf puch kara ta ha or is ma jo gap ata ha ya bhi is bull ka pressure ke waja sa he ata ha is ka bad market is pattern ka high ma jate ha to jo market ka bull jota ha wo loss ho jata ha or market ma control bear ka a jata ha jo market ko bearish ke traf reversal kar data ha or traders ko strong downward ke traf push karta ha. Is pattern ma traders is pattern ke last candle ka close hona ka bad enter karta ha or is trade ko enter karna sa phalay is pattern ke conformation karta ha jo is pattern ka bad banna wale third candle karte ha agar ya candle bearish ma close hote ha to is ka lower point sa is ma sell ke trade ko enter kiya jata ha or jo is trade ka stop loss hota ha wo is pattern ke second bearish candle ka top ma place kiya jata ha. Traders is pattern ka sath relative strength index indicator ko use kara ga jo is pattern ka reversal ke conformation kara ga or ya pattern market ka reversal ke strength ko increase kara ga.

    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Dark cloud cover pattern ??

      Asalamualikum dear members ummed Hy ap sb khariyat Sy hon gy or forex py mehnat kr k bht achi earning hasil kr rhy hon gy.dear members aaj hm dark cloud cover candlestick pattern k bary mein baat krein gy.

      What is dark cloud cover candlestick pattern :


      Dark cloud cover candlestick pattern bearish trend reversal signal dny wala pattern hy, jo eik important uptrend k bd yeh pattern amal mein ata hy . Dark cloud cover candlestick pattern two candles pr mushtamil hy or jo price chart pr top prices par banney wali bearish belt hold line pattern sy milta julta hy. Dark cloud cover candlestick pattern ke mein pehli candlestick eik bullish candle hy, prices k mojuda bullish trend ke tarjumani krti hy. Pattern ke next candle bearish candle hoti hy. Pattern ke dusri pehli candle sy top gap main open ho kr usi ke real body main close hoti hy, lekin lower side pr shadow boht long hota hy. Yeh candle lzmi pehli candle ke real body k darmiyan sy nechy close honi chaheay.tb he hm achi entry lty hain.

      Click image for larger version

Name:	what-is-dark-cloud-cover-candlestick-pattern.jpg
Views:	17
Size:	80.6 کلوبائٹ
ID:	12415662

      Formation of candles :

      Dark cloud cover candlestick pattern prices k top par banney ke wja sy eik strong bearish trend ki indication deta hy, jo k do candle ka eik simple sy pattern hy. Pattern main candles ke formation kuch es trha sy hoti hy.

      First candle :*Dark cloud cover candlestick pattern ke pehli candle eik strong real body wali bullish candle hoti hy, jis ka color b bullish pattern k mutabiq white ya green hota hy. Yeh candle prices k top ya high price main bullish trend ka mazed increase ki koshish hoti hy.or hm zyada profit hasil kr skty Hain.

      Second candle :*Dark cloud cover candlestick pattern mein shamil dusri candle eik real body wali bearish candle hoti hy, jis ka open pehli candle sy oper gap main hota hy, jab k close usi candle k midpoint sy thora sey nechy hota hy. Yeh candle prices ko mazed uptrend side pr reject krti hy tb hm pattern ko easily smjh skty Hain.

      Click image for larger version

Name:	candle-stick-graph-trading-chart-to-analyze-trade-foreign-exchange-stock-market-icon-dark-cloud-.jpg
Views:	5
Size:	60.4 کلوبائٹ
ID:	12415661

      Explanation :

      Dark cloud cover candlestick pattern chart pr do real body bullish or bearish candles hy, jis k liye market ka top area hona zaruri hy. Yeh pattern do candles pr mushtamil hy, jo k prices k liye bearish trend reversal pattern ka kaam krta hy. Pattern dekhny mein same dusrey trend reversal pattern jsa hy, Kun k yeh pattern prices k top peak pr bnta hy. Pattern ke pehli candle market main buyers k behaviour ke akasi karti hy, jis ko wo agley din usi taqat k sath qaim nai rakh skty or sellers market ka control hasil kr lty hain. Es pattern ke durri candle pehli candle k top pr gap main open hony k bawajud b prices ko bullish jany ke bjy bearish push krti hy.agr hm soch smjh k entry lty hain to hmary liye trading krna mushkil nai hota.

      Trading strategy :

      Dark cloud cover candlestick pattern main pehli candle strong bullish trend ki almost hoti hy, lekin bd mein banny wali dosri bearish candle market main bulls ke kamzori zahir krti hy, jo k market main dilchaspi lny kam karti hain. Pattern ke two days candles ka hony ke wja sy confirmation candle ka hona zaruri hy, jo k real body main bearish honi chaheay or dusri bearish candle k bottom par close honi chaheay. Pattern k bd bullish candle banney sy pattern invalid ho ga, jab k trend ke confirmation indicators sy b ke ja skti hy, agr CCI, RSI indicator or stochastic oscillator pr value overbought zone main trade kr rha ho to hm successful trading kr skty Hain.


      Click image for larger version

Name:	1-Dark-Cloud-Cover-_JPMorgan-Chase-_-Co._Oct-13-2010.png
Views:	1
Size:	26.6 کلوبائٹ
ID:	12415660

      اب آن لائن

      Working...
      X